Part 02

2.7K 114 6
                                    

Meerab takes the call.

Meerab:Hello kon?
Caller:Aap ka barson ka dewana.
Meerab:Ruhail yeh kya harqat hai?
Ruhail:Maine kya kiya hai?
Meerab:Maine tumhara har number block karke rakha hai Phir bhi pata nahi tum kaise call kar pate ho.
Ruhail:Ruhail se door bhagna itna asan nahi hai jaaneman.
Meerab:Kitni baar samjhaya hai Mujhe yeh sab pasand nahi hai Phir bhi tum baj hi nahi aate.
Ruhail:Tum kyun nahi samajte mohabbat karta hu tumse.
Meerab:Aur tum kyun nahi samajte ho ise mohabbat nahi obsession kehte hai.Tumhe pata hai tum Mujhe kitna irritat karte ho.
Ruhail:Mere mohabbat ko maan jao is liye yeh sab karta hu.
Meerab:Ruhail tum sirf mere acche dost the that's it.Maine kabhi tumhe ek dost se jyada Kuch nahi socha.First year se humare bich acchi Dosti thi kyun tum yeh kharab karne pe tule hui ho.
Ruhail:Tumhe mein jab pehli baar dekha usi paal se mohabbat kar beitha.Aab yeh mohabbat mera Junoon ban chuka hai.Mujhe tumhe har haal haseel karna hai.
Meerab:Aab kiya zabardasti karoge mere sath?
Ruhail:Zarorat pade to ha.
Meerab:Dost samajkar itne din tumhare khilaf koi action maine nahi liya.Lekin aab lagta hai action lena padega.Aab Mujhe tumhare yeh Fazool harqate Aur bardast nahi hai.
Ruhail:Yeh sab chodo yeh batau Hydrabad se kab lautoge?
Meerab:Tumhe kaise pata mein Hydrabad pe hu?
Ruhail:Tum har waqt kya karte ho kya nahi karte ho Mujhe sab pata hota hai.
Meerab:Kaise?
Ruhail:maan ki ankhon se humesha mein tumhe dekhta rehta hu.
Meerab:Ruhail abhi bhi waqt hai baaj aa jao warna anjaam bura hoga.
Ruhail:Anjaam tum meri ho jaoge.
Meerab:Tumhare sapno mein.

Then Meerab cut the call and put his number on block list and said;

"Aab block karne se bhi koi faida nahi.Phir usne dusra number se call kar dega.Lagta hai aab mere number change karna hoga."

Meerab comes to downstairs.

In the corridor.

Meerab collides with Murtasim and he asked;

Murtasim:Tum is waqt yaha kya kar rahi ho?
Meerab:Meri marzi mein jaha pe bhi hu.Tumhe jawab mein kyun du.
Murtasim:Kyun ki yeh ghar mera hai Aur yaha har chij mere hukum se chalta hai.
Meerab:Mein koi chij nahi hu jo tumhare hukum se chalu.
Murtasim:Chalna hoga tumhe agar is ghar mein rehna ho to.
Meerab:Is qaidkhane mein rehna kon chahta hai.
Murtasim:To aati kyun ho?
Meerab:Tumhare Maa begum ne bulaya tha is liye aayi hu warna mein is ghar ki dehliz tak nahi aati.Jis ghar mein mard Aqao ki tarha hukum chalata hai Aur aurten sad jhuka ke us hukum tasleem karte hai woha aana kon chahta hai.Mein yaha kabhi bhi nahi rehna chahti.

Meerab left from there.

Murtasim comes to his room and burst into anger and said;

"Baittamiz ladki."

In the Next day.

Meerab called Saba and talked about Ruhail.

Saba:Yeh Ruhail to sach mein pagal banta jaa raha hai yaar.
Meerab:Woh majid pagal bankar Mujhe pagal karde usse pehle koi action leni hogi.
Saba:Kya karne ka irada hai?
Meerab:Aab tak to Kuch socha nahi hai.
Saba:Tum uncle ko is bade mein Kuch kyun nahi kehte?
Meerab:I wish mein baba ko bol pati Lekin Mujhe dar hai agar baba ko bol do Aur yeh Baat is ghar mein pata chal jai to kya hoga.
Saba:Powerful log hai woh jab action lenge to Ruhail ko accha sabak sikha sakte hai.
Meerab:Tumhe nahi pata yeha ki logo ko agar inhe kuch bhi pata chale to yeh sare qasur mere sad mein dal denge Phir ungli uthayenge mere waldain ki tarbiyat pe.Aur woh Mujhe bardast nahi.
Saba:To kya karoge?
Meerab:Sochti hu is bade mein.

Then a maid comes to her and said;

Maid:Bibiji aap ko Maa begum ne naste pe bulaya hai.
Meerab:Aap jai mein aati hu.

Then the maid left and Meerab said over the phone.

Meerab:Bad mein Baat hogi.
Saba:Bye.

In the dining hall.

Meerab comes there and finds every member of the family already present there.

Murtasim rolling his eyes on her but Meerab ignores him.

Bhabi begum:Aaj Mariyaam ko dekhne ke liye ladkewale ayenge.Sab ghar par hi rehna.
Waqas:Kab tak ayenge woh log?
Bhabi begum:Dupeher ke baad.
Anwar:Hum sab rahenge ghar pe.
Bhabi begum:Murtasim tum rahogi na ghar?
Murtasim:Ji Maa.

In Mariyaam's room.

Meerab helping her to get ready with Haya.

Mariyaam:Tumhe to bohot accha makeup aata hai Meerab?
Meerab:Haa thoda bohot kar sakti hu.
Haya:Tumne aaj Mariyaam ko bohot accha sajaiya hai.
Mariyaam:Mein kabhi kabhi kya sochti hu pata hai?
Meerab:Kya?
Mariyaam:Kash tum bhi humare sath yaha rehti kitna maza aata hai.
Meerab:Allah ka shukar hai mein yaha nahi rehti.
Mariyaam:Itne bure hai hum?
Meerab:Tum dono ki wajah se yaha waqt guzarna asan ho jata hai Lekin tumhare Maa Aur bhai ne zindegi azab bana deta hai.
Haya:Woh log rewayat ke bohot pawand hai.
Meerab:Aise rewayat ka achar dalke khana hai jo insaan se uski azadi hi chin le.Pata hai Mujhe laagta hai zindegi bohot khubsurat hai.Is liye zindegi ki har mud ke maza uthana chahiye.Yeh rasm o rewaz pawandiya isse zindegi log majid azab mein dalte hai.Aab tum logo ko hi dekhlo pure din is azabkhane mein rehti ho.Kabhi dosto ke sath trip pe jaana ghumna shopping karna raat jagke series yaa movies dekhne ka jo maza hai na woh kabhi tum logo ne mehsos hi nahi kiya.
Haya:Hume to aab Adat ho gayi yaha rehne ki.
Meerab:Pata nahi is ghar ke logo ki soch kab badlega.

Then they heard the cars sound and understand groom's family arrived.

Haya goes to see them and said;

Haya:Ladka accha hai.Agar aaj sab thik raha na to Maa begum ne bola Baat pakki bhi ho jayegi.

Mariyaam blushed.

Meerab:Kaisa laag raha hai?
Mariyaam:Bohot ajeeb.Itne jor se dil dhadak raha hai mein kya batau Aur pet mein bohot sari titliyan ur rahi hai.Pata nahi mein unke samne kaise jau.Mein nahi jaungi Meerab.Bohot sharam aa rahi hai.
Meerab:Kuch nahi hota Hum hai na tumhare sath.

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now