Part 06

2.3K 98 5
                                    

Meerab left for Karachi.

In the lounge area.

Bhabi begum asked Anwar;

Bhabi begum:Beti ki saalgera ki tayari mukammal ho gayi?
Anwar:Ji Bhabi begum.Sab ho raha hai shym tak to pura ho jayega.
Bhabi begum:Humari ghar mein Meerab ke ilawa kisi ka bhi salghera nahi manaya gaya.
Anwar:Meerab bohot khas hai.Ek lauti aulad hai meri.

Then Murtasim entered and said;

Murtasim:Wohi ek lauti aulad ko fiqr hi nahi hai aap ki.
Anwar:Agar use pata hota mein uski bap hu to woh bhi jarur fiqr karti.
Murtasim:To bata kyun nahi dete Woh Meerab Waqas Ahmed nahi balki Meerab Anwar khan hai.
Anwar:Sahi waqt pe jarur bataunga.
Murtasim:Pisle 25 saal se aap to bas sahi waqt ka hi intezar kar rahe hai.Lekin sahi waqt nahi aa raha.
Anwar:Dar hai Mujhe kahin is sacchai se mein use humesha ke liye kho na do.
Murtasim:Agar use sacchai bolne ki himmat nahi hai to us par haq jatana bhi chod de.Jaisa chal raha hai chalne de.Woh Waqas Ahmed ki beti hai wohi rehne de.
Anwar:Woh meri beti hai.Mere apna khoon.Woh sirf meri beti hai.

Then Waqas Ahmed entered and Bhabi begum asked;

Bhabi begum:Meerab kaha hai Mujhe usse kuch dena tha.
Waqas:Woh Karachi gaya hai apne dosto se milne.
Bhabi begum:Kya?Aur kiske izazat se gayi hai woh?
Waqas:Mujhse puchke gayi hai Bhabi begum.
Bhabi begum:Akele jaane ki izazat de diya?
Waqas:Salghera hai aaj uski.Shym se pehle aa jayegi woh.Aur driver hai sath.
Bhabi begum:Mein Kuch nahi janti.Jau Murtasim use jake lee au.
Murtasim:Aap to aise keh rehi hai ke Woh to Shayed mere intezar mein beithe hui hogi kab mein jau Aur use jaake lee au.
Bhabi begum:Hukum mano mera Aur lee au use.
Waqas:Aa jayegi bhabi begum.Aap fiqr mat kijiye.
Bhabi begum:Mujhe Meerab ghar pe chahiye bas.Jau Murtasim.

Then Murtasim go to Karachi to take Meerab back.

In the Car.

Murtasim called Meerab;

Murtasim:Kaha ho tum?
Meerab:Jaha marzi hu tumhe isse kya.
Murtasim:Sahi baat ka sahi jawab do.
Meerab:Mein kaha hu kya kar rahi hu yeh sawal puchnewale tum hote kon ho.
Murtasim:Murtasim.
Meerab:Dekho mein jaha hu bohot enjoy kar raha hu so Mujhe disturb na karo.

Meerab cut the call and Murtasim bowling in anger.

In Hydrabad.

Bhabi begum sipping on tea with Anila Waqas and Anwar.

Waqas:Bhabi begum aaj ke function ke baad hum kaal karachi laut jayenge.
Bhabi begum:Itni bhi kya jaldbazi hai?
Waqas:Woh Meerab ko MBA ke liye dakhila karwana hai.
Bhabi begum:Aab uske padai chodo shaadi ka socho 25 saal ki ho gayi hai woh.
Waqas:Woh Filhal shaadi nahi karna chahti.
Bhabi begum:To kya puri zindegi bap ke ghar pe beith na use?
Waqas:Woh pehle apna ilm mukammal karna chahti hai.
Bhabi begum:Dekho Waqas Maine is baar tumhe yaha bina wajah ke nahi bulaya hai.Aab waqt aa chuka hai humari amanat wapas karne ki.
Waqas:Maf kijiye ga mein samjha nahi.
Bhabi begum:25 saal pehle jo amanat humne tumhe sonpa tha woh wapas karne ka waqt aa gaye hai.
Waqas:Khuda ka wasta use yeh sacchai na bole bardast nahi kar payegi meri beti.
Bhabi begum:Use sacchai nahi bol raha balki bina sacchai bataiye use yaha humesha rakhne ki intezam kar raha hu.

Waqas and Anila didn't understand what Bhabi wants to say.

Bhabi begum:Mujhe Murtasim ke liye Meerab pasand hai.
Waqas:Yeh to acchi Baat hai par Meerab...
Bhabi begum:Kya masla hai tumhari Meerab ko.Aab usko yaha ki usool Aur rewayat sikhana bohot jaruri hai.Beti hai woh iss khandan ki.
Waqas:Bhabi begum...
Bhabi begum:Tum use nahi samhal paa rahe ho isi liye usko yaha aana bohot jaruri hai.Isi liye humare khandan ki beti hume wapas chahiye bahu ke roop mein.Mat bhulo woh tumhari nahi Anwar ki beti hai.
Waqas:Jo daman bharte hai woh kya woh Khali bhi kar dete hai.
Bhabi begum:Wada kya tha tumne hume jab chahe hum humari beti wapas le sakte hai.
Waqas:Kya kehke rukenge aap use?
Bhabi begum:Jo sach hai wohi niqah hai uski Murtasim ke sath.
Waqas:Uske marzi to pucha jayegi na.
Anwar:Waise hi puchenge jaise hum puchte hai.
Bhabi begum:Mein chahta to nahi you Phir bhi bol raha hu apni jiddi beti ko niqah ke liye razi karwau warna use uski paidaish ka sach bolne par hum majbur ho jayenge.Aisa na ho tum apni beti ko humesha humesha ke liye kho do.

Anila and Waqas looks at each other with tearly eyes.

In the place.

Meerab enjoining her birthday with her friends.Then Murtasim comes there and holds her hand and said;

Murtasim:Ghar chalo.
Meerab:Mujhe tumhare sath nahi jaana.
Murtasim:Jana to mere sath padega warna..
Meerab:Warna kya?
Murtasim:Utha kar lee jaunga yaha se.
Meerab:Khabardar aisa kuch karne ki koshish bhi ki to anjaam accha nahi hoga Murtasim.

Then her phone rang up and it's her father.

Meerab:Jab Maine aap ke izazat leke aaya hu to Murtasim kyun aaya hai idhar?
Waqas:Bhabi begum ne hukum diya tumhe ghar lautne ka.
Meerab:Baba kya mein apni birthday bhi apni marzi se nahi celebrate kar sakti.
Waqas:Beta scene create mat karo ghar aa jao.
Meerab:No.Aur Murtasim ke sath to mujhe Bilkul bhi nahi aana.

Meerab cut the call and said to Murtasim.

Meerab:Mujhe tumhare sath nahi aana.Jaise ayi thi waise hi laut bhi jaungi.Tum yaha apna kimti waqt jaya nahi karo.
Murtasim:Mein yaha tumhe lene aaya tha Aur bina liye nahi lautunga.
Meerab:Mujhe tumhare sath nahi jaana.
Murtasim:Jaana tumhe aaj mere sath hi hai chahe apni marzi se jau yaa tamasha karke.

Then Murtasim comes to her and lift her arms.Meerab continuously punching on his back.But Murtasim doesn't care about it.

Her friends getting scared of Murtasim that's why they didn't say anything.

Murtasim makes her sit down on car and said;

Murtasim:Khabardar yaha se hilne ki bade mein socha bhi to.

Murtasim puts her seat belt and ordered the driver to come to home.

They are leaving for Hydrabad.

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now