Part 19

1.8K 110 22
                                    

In the hospital.

Meerab is not hurt much.But Doctors put bandage on her.Murtasim condition is not good.

Anwar Khan comes to the hospital.

When Meerab sees him she hugs him tight and he softly holds her head and said;

Anwar:Yeh sab kya ho gaya hai beta?

Meerab broke off the hug and said;

Meerab:Hum gao se laut rahe the to Achanak ek trucks samne aa gaya Aur Murtasim Car se apna control kho diya.Mujhe bachane ke chakkar mein Murtasim khud ko aage kar diya.

Meerab cried.

Anwar Khan wipes her tears and said;

Anwar:Rona band karo.Kuch nahi hoga humare Murtasim ko.
Meerab:Use Kuch nahi hona chahiye.
Anwar:Kuch nahi hoga fiqr na karo.

Then Doctors comes and said;

Doctor:Patient ke liye hume khoon ki zarorat hai.Blood bank mein patient ki group ki khoon Filhal mojud nahi hai.So...
Anwar:Mein khoon ka intezam karta hu.Aap fiqr na kare.

Then Anwar called someone and goes from there.

Meerab crying and praying for Murtasim.She recalling all the good moments with him.

After a while.

Meerab is sitting on the hospital's bench then Haya comes there and sit next to her.

Haya:Aaj uske liye ankhon mein ansu hai jiske mojudgi se hi tumhe nafrat thi.
Meerab:Aab uske bina saans lena bhi mushkil hai.
Haya:Kyun ki woh sirf tumhara shohar hai is liye?
Meerab:Nahi woh meri Mohabbat hai is liye.

Then Meerab realised what's she confess in front of Haya.And haya smiles to her.

Haya:Akhir tumhe bhi usse mohabbat ho hi gayi.
Meerab:Jo jism ko chune se pehle dil mein utar jaye use kyun na hoga mohabbat.Jisne Mujhe bachane ke liye khud ko dawo pe laga diya.Jisne Mujhe humesha izzat Aur ihteram kiya.mere marzi ko sabse age rakha use koi nafrat kaise kar sakta hai.Aur jo kisi ko pure dil sa chahta ho woh to khush kismati se hi milta hai.
Haya:Use bola tum use kitna chahte ho?
Meerab:Mein khud apni is nayi ehsas ko samajne ki koshish mein thi.Mujhe khud nahi pata tha mere sath aisa kiya ho raha tha.Jis insaan se puri zindegi naftat karta gaya use mohabbat ho gaya sochte hui bhi Mujhe ajeeb lag raha tha.Maine Murtasim ko puri zindegi galat samjha Lekin jab nazariya badal ke dekha to pata chala Yeh to woh Murtasim hai hi nahi jisko mein janti thi.Yeh to koi aur hai jo mere liye puri Duniya se lad jata hai.Mere zara sa bhi takleef use pareshaan kar deta hai.Jo mujhse bina kisi shart se mohabbat karta hai.Us insaan ke liye to pattar jaise dil bhi pighal jayega Phir mein kya chij hu.
Haya:To uske sath aage badne se jhijhak kyun rahe ho?
Meerab:Mujhe lagta tha usse ek rishtan judne ki wajah se mujhse mera tamam rishtan chin liya gaya tha.Mere shanakht meri pehchan sab jhotha sabit ho gaya.Mere wazud ko pura hila ke rakh diya.Mein Murtasim ko mera gunhegar samajti thi.Lekin jab Sab Kuch ke bade mein gor se socha to pata chala yeh sach samne aana mera kismat mein tha.Mein to puri Duniya se to lad sakti hu par Aap ni kismat se kaise lad sakti batau Mujhe.Aur ek na ek din to yeh sach samne aana hi tha so aa gaya.Mere sath jo hua is mein kisi ke koi Galti nahi hai.Haa mein apni waldain se naraz hu itna bada sach unhone kyun chupaya tha.Phir socha Shayed mohabbat ke hath majbur the woh log.Aab Mujhe kisi se koi shikwa nahi hai.Jo hua use apna kismat samajkar bhulna chahti ho.Aur jo aziyat se mein guzri hu use chahti hu mitana.
Haya:Aur Murtasim ke hath thamna chahte ho?
Meerab:Haa.Aab Mujhe uske sath rehna hai puri zindegi.Use Kuch nahi hona chahiye Haya.Kuch nahi hona chahiye warna mein jite ji mar jaungi.
Haya:Kuch nahi hoga use.Tumhari mohabbat Aur dua ki taqat se woh thik ho jayega.
Meerab:Allah kare aisa hi ho.

Haya holds her hand and smiles.

Few hours later.

Meerab is sitting on sofa then someone put the hand on her shoulder.

When Meerab turned around and she sees It's Bhabi begum.

Bhabi begum touched her hair and said;

Bhabi begum:Murtasim ko Kuch nahi hoga.Bilkul fiqr nahi karo tum.

Meerab cried loudly.

Bhabi begum:Nahi beta ansu na bahau dua karo Murtasim ke liye.Dua mein bohot taqat hoti hai beta.
Meerab:Allah kare use Kuch na ho warna mera kya hoga.
Bhabi begum:Tumhare aage pure zindegi padi hai Aur woh Zindegi Insha Allah Murtasim Aur tum ek sath guzaroge.So saal ek dusre ke sath nibhate nibhate guzar dogi.Tum dono ki jodi humesha salamat rahegi.Yeh ek maa ki dua hai Aur maa ki dua kabhi naqam nahi hote.Allah to turand maa ki dua qabool kar leta hai dekhna mera beta kaise thik ho jata hai.

Bhabi begum kissed on her forehead and hugs.

Doctors informs Meerab that Murtasim didn't regained his conscious that's why he is still in the observation.They don't know when will his consciousn back.

Anwar suggest Meerab to go home and take some rest but she didn't listen to him and insisted she will stay in the hospital.

Meerab praying for Murtasim in the whole night and cried lot for him.

In the next day.

A nurse comes to her and said;

Nurse:Kya aap ka naam Meerab hai?
Meerab:Ji.
Nurse:Patient ko hosh aa gaya hai.Woh aap se milna chahta hai.

Meerab is passed out with joy and said;

Meerab:Yaa Allah aap ka bohot bohot shukar hai aap ne Murtasim ko Kuch nahi hone diya.

Then she go towards the cabin.

Author Note:As you know I'm suffering from writing block very terribly.Only I know how hardly I write this chapter.I don't even know what I wrote.If you like it please let me know.

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now