Part 07

2.1K 93 8
                                    

In Hydrabad.

Murtasim and Meerab coming to the house and found beautiful arrangement for her birthday.

Anwar welcomed her and kissed on her forehead.

Anwar:Happy Birthday to you my beautiful Daughter.
Meerab:Thank you.

Meerab looks at Waqas Ahmed.

Waqas:Beta dekho tumhare liye kitni khubsurti se Anwar ne yeh intezamat kiya hai.
Anwar:Pasand aaya na tumhe beta?

Meerab nodded her head.

Bhabi begum comes to her and said;

Bhabi begum:Saalghera ki bohot bohot badai ho.Allah tumhe lambi zindegi de Aur dheer sari khushiyan dikhai.
Meerab:Thank you.
Bhabi begum:Chalo cake kat te hai.

Then Meerab cut the cake and Bhabi begum said;

Bhabi begum:Aap sab yaha ikhatte hui hume bohot khushi hui.Aur khushi ke mauke pe hum aap logo ko batana chahti bohot jald hum Meerab ki shaadi kar denge mere bete Murtasim ke sath.

Meerab gets shocked and looks at Bhabi begum.

Bhabi begum give her bengals and kissed on her forehead.

Meerab wants to say something but Waqas holds her hand.

After the function.

Everyone going inside.Meerab broke off the arrangements and Murtasim looks at her.

She comes to him and gives the bangals and said;

Meerab:Yeh apni Maa ko de de na Aur kehna Meerab ko Murtasim se rishtan manjur nahi hai.

Murtasim looks at her and Meerab goes inside.

In the room.

Murtasim recalled how his mother announced his wedding with Meerab and how Meerab rejects him.

Murtasim:Maa ne bina Mujhe puche itna bada elan kaise kar sakti hai.Mujhe unse baat karna hoga.

Murtasim looking at the bengals.

In Meerab's room.

Meerab is hell of angry and thinks;

"Yeh Niqah hargiz nahi hoga.Mein kabhi Murtasim nahi hongi.Kabhi nahi.

Her parents comes to her and said;

Anila:Woh kangan kaha hai beta?
Meerab:Jiska tha usi ko lauta ke aayi hu.
Anila:Kiya kya tumne?
Meerab:Murtasim wapas kar diya hai.
Anila:Aisa kyun kiya tumne?
Meerab:Kyun ki woh sirf kangan hi nahi tha mama balki hathkari thi mere azadi par Aur zindegi par.
Waqas:Purani khandani kangan hai beta iski aise tohin na karo.
Anila:Yeh kangano ka tumhare kismat mein aana khush nasibi hai.
Meerab:Aise khush nasibi chahiye bhi nahi Mujhe.
Anila:Tumhe andaza nahi hai iske ehmiyat ka.
Meerab:Aur andaza lagana bhi nahi hai Mujhe.
Anila:Meerab.
Meerab:Aap logo ko pata tha is bade mein Phir bhi Mujhe yaha lee ay us shaks ke sath jodne ke liye jisko mein sabse jyada na pasand karti hu.
Waqas:Yeh to aachi baat hai tumhari shaadi khandan mein ho rahi hai.
Meerab:Lekin mein yeh nahi chahti hu.Aur aap logo ko bhi acchi tarha se pata hai mein Murtasim ko pasand nahi karti to yeh be jud rishtan kyun?
Waqas:Baat pakki ho chuka hai Aur mein apna juban de chuka hu.Inkaar nahi karo.

Meerab turned down her face.

Waqas:Socho beta is bade mein Aur soch samaj kar hi koi faisla karo.

Then they left the room.

In the lounge area.
Murtasim sitting with Bhabi begum and Anwar;

Murtasim:Mujhse puche begair mere zindegi ki itna bada faisla kaise lee liya apne?
Bhabi begum:Meerab Mujhe humesha se hi tumhare liye pasand thi.
Murtasim:Lekin Mujhe woh pasand nahi hai.
Bhabi begum:Pure khandan mein yeh baat fhel chuki hai aab inkaar ki koi gunjais hi nahi bachti.
Murtasim:Apni marzi ke khilaf mein kisi ko Salam tak nahi karti Aur aap keh rehe hai usse niqah karlu jis ko mein sakht na pasand karta hu.Accha mazak hai.
Anwar:Mazak nahi yeh shaadi hai Meerab ki.Meri beti ki.
Murtasim:Woh khudko aap ki beti nahi samajhti woh Waqas Ahmed ki beti hai.Aur mein bhi koi mazak nahi hu.
Bhabi begum:Murtasim meri baat suno..
Murtasim:Aap mere baat sune jake sab ko yeh kehde yeh niqah nahi hoga aap se Galti ho gayi hai.
Bhabi begum:Maine bohot soch samajke yeh faisla liya hai.
Murtasim:Mere zindegi ka itna importent faisla Aur aap mujhse puchna gawara nahi samjha.Mein Meerab se niqah nahi karunga.
Bhabi begum:Aab tum mera sad sab ke samne jhukana chahte ho?
Murtasim:Sad uthake bhi inkaar ho sakta hai jaise mein kar raha hu.Yeh gaddi par mein hu.Yeh khandan mujhse hai mein is khandan se nahi.Mein us ghamandi magrur Aur Baittamiz ladki se hargiz shaadi nahi karunga.
Anwar:Uske mukhtalif soch ke wajah se inkaar kar rahe ho?
Murtasim:Itna Begairat nahi hu mein ek ladki se uske marzi ke khilaf niqah karlu.Woh bhi khush nahi hai is rishten se.
Bhabi begum:Waqas mana lega use.
Murtasim:Phir bhi woh dil se yeh rishtan Qubool nahi karegi.
Bhabi begum:Tum haa kehdo woh bhi Qubool kar degi.
Murtasim:Mere taraf se saf inkaar hai Maa.

Then he goes towards the room.

In the next Morning.

Waqas Ahmed coming to her room and asked;

Waqas:Socha hai Kuch is bade mein.
Meerab:Sochna kya hai mein faisla already lee chuki hu.Mein usse niqah nahi karungi Aur inkaar karna mera haq hai baba.
Waqas:Kya mera koi haq nahi tum par?
Meerab:Had hai aab aap Mujhe emotional blackmail karenge.
Waqas:Kya burai hai Murtasim mein.Khandan ka baccha.Mere ankhon ki samne pala bada hai.Koi bura Adat nahi hai use.Aur kitne kam umar mein bohot ba khubi se ghar ke zimmedari ke sath sath Zamindari Aur business bhi samhala hai.
Meerab:Woh Duniya ke akhri mard bhi hoga na Phir bhi Mujhe is rishten se inkaar hi hoga.
Waqas:Kya tum kisi Aur ko pasand karti ho?
Meerab:Baba.
Waqas:Batau Mujhe meri di gayi azadi ka tumne kaise istemal kiya hai.
Meerab:Aap ki di gayi azadi ka Maine kabhi galat faida nahi uthaya.
Waqas:Phir to tumhare pas inkaar ki koi wajah nahi hai.
Meerab:Inkaar karne ka pura haq hai Mujhe kyun ki apni marzi se niqah ka haq Mujhe mera mazhab deta hai.
Waqas:Pure zindegi maine tumhari khawaish ko kabhi adhora nahi choda kya tum aaj meri Ek Baat nahi man sakte.
Meerab:Nahi baba kyun ki mera dil use Qubool kabhi nahi karega.
Waqas:Beta samjha karo tumhara bap majbur hai.
Meerab:Kaisi majburi hai aap Mujhe batai?
Waqas:Ummed karta hu tumhara jawab haa hi hoga.

Meerab comes to the her room's balcony and sees Murtasim sitting in the yard and looking at her.

[I hope you like the story]

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now