Last part

3.6K 120 17
                                    

In the room.

Murtasim talking over phone.

Murtasim:Jaisa Maine bola Bilkul waise hi kaam ho jana chahiye.Dyan rakhna nahi uska haddiyan tote Aur nahi jism mein koi nishan aay Phir bhi aise sabaq shikhana ki woh zindegi bhar chah kar bhi is sabaq ko bhulna sake.
Murtasim:Paused.
Murtasim:Thik hai kam ho jana chahiye.Kam khatam hone ke baad Mujhe batana.

Then Meerab entered the room and Murtasim cut the call.

Meerab comes to him and said;

Meerab:Murtasim meri Baat suno.

Murtasim takes the medicine bottle and gives it to Meerab said;

Murtasim:Tumhari tabiyet abhi bhi sahi nahi hui hai pehle yeh dawai khalo.
Meerab:Par..
Murtasim:Khalo please.

Meerab takes her medicine then Murtasim said;

Murtasim:Tum so jau.Kaal Mujhe bohot kam hai.
Meerab:Mujhe Kuch Baat karni hai tumse.
Murtasim:Baat karne ke liye puri zindegi padi hai.Aab so jate hai.

Then Meerab and Murtasim lying down to the bed and Meerab can't take his cold behaviour towards her.

In the next Morning.

Meerab wakes up from sleep and finds Murtasim is not in the room.She takes her phone and finds his message;

"Bohot jaruri kam tha to subha hi jana pada.Tum waqt se khana Aur dawai lee leena.Tumhare dawai Maine drawer pe rakha hai.Aate aate Shayed der ho jai."

Meerab read his message and said;

"Chahe tum mujhse kitna bhi naraz kyun na ho jau.Lekin tum mohabbat jatana yaa meri parwah karna Bilkul nahi bhulte.Aab meri badi hai tumhe manane ka."

In the lounge area.

Meerab finds Bhabi begum along with whole family making arrangements to go somewhere.

Meerab:Kaha jaa rahe hai Maa begum?
Bhabi begum:Woh beta hum gao jaa rahe hai Kuch kam hai waha.
Meerab:Hum bhi jayenge?
Bhabi begum:Nahi tum dono ke Filhal waha koi kam nahi hai.Tum Aur Murtasim ghar pe hi rahoge.
Meerab:Kuch madad karu?
Bhabi begum:Nahi beta sab ho gaya hai.Tum bas apna Aur Murtasim ka dyan rakhna.
Meerab:Ji.

Anwar Khan comes to her and said in a low tone,

Anwar:Yeh accha mauka hai Murtasim se Baat karne kaa Aur apna rishtan sudhar ne ka.Ghar pe koi nahi hoga sirf aap Aur woh.
Meerab:Is liye aap sab ko leke gao jaa rahe hai?

Anwar Khan touched her head and said;

Anwar:Bas apni beti ki Kuch madad karne ki koshish kar raha hu.

Meerab smiles at him.

Few hours later.

Bhabi begum along with rest of the family left for village.

Meerab making Murtasim favourite food and given leave to every household maid.

In the night.

Meerab waiting for Murtasim after decorating the table.

Murtasim comes there and sees the arrangement and her efforts.

Meerab:Murtasim Maine yeh sab tumhare liye kiya hai.Please Kuch khalo.
Murtasim:Mein zara fresh hoke aata hu.

Then Murtasim goes to freshen up and Meerab warm up the food.

In the dining hall.

Murtasim silently takes the food.

Meerab:Kaisa bana hai?
Murtasim:Bohot accha.Tumhe itna takalluf karne ki zarorat nahi thi.Waise bhi abhi abhi to tum bimari se uthe ho.
Meerab:Koi Baat nahi mein to tumhare liye Kuch bhi kar sakta hu.

Murtasim looks at her.

In the room.

Murtasim is checking some paper and Meerab comes there and takes the paper from him and said;

Meerab:Pehle tum meri baat suno Phir paper dekh lena.
Murtasim:Bolo kya kehna chahti ho?
Meerab:Bohot naraz ho mujhse?
Murtasim:Nahi to.Bas dukh hua hai Mujhe humare apas ki Baat ek gair mard ke muh se sunke.
Meerab:Mera Yakeen karo Maine nahi kaha use Kuch bhi.Aur usse mein kuch bhi kyun bolu jab Maine khud apni marzi se tumhe shohar mana ho to.Yakeen karo mera.
Murtasim:Tumne keh diya na kar liya tum pe Yakeen.Mein tum pe khud se jyada Yakeen karta hu Meerab Phir bhi yeh baat mere zehen se nahi nikal raha.
Meerab:Mein tumhe Sab Kuch batati hu shuruwat se.

Then Meerab narrated the whole thing about Ruhail,how he annoyed her,how deceitful he called her the restaurant and how he takes out their private information from Saba show the gun to her.

Murtasim:Mujhe pehle yeh sab kyun nahi bataya?
Meerab:Mein tum thik hote hi mein sab Kuch bolnewali thi tumse Phir ek ke baad ek chij ne Mujhe tumhe kuch bolne ka mauka hi nahi diya.Ruhail se mera koi taluk nahi Murtasim.Mein to usse mohabbat bhi nahi karti.
Murtasim:To tum kisse mohabbat karte ho?

Meerab looks at his eyes and said;

Meerab:Mein tumse mohabbat karti hu Murtasim.Tumhare mohabbat Aur Parwah ne Mujhe majbur kar diya tumse mohabbat karne mein.Tumne jo izzat Aur ihteram kiya hai mera woh dekke mein khud ko ruk nahi paya tumse dil lagane se.Tumne bola tha na tumhe mohabbat sirf ek hi baar hua hai to Murtasim Mujhe bhi mohabbat ek hi baar hua hai woh bhi tumse.Mere is dil mein sirf tumhara naam hai.Aur Meerab pe haq bhi sirf Murtasim ka hai.Bohot mohabbat karti hu tumse Murtasim bohot jyada.

Murtasim comes closer to her and said;

Murtasim:Maine bhi aap se bohot mohabbat kiya hai mrs khan.

Then he lifted her up and said;

Murtasim:Aaj humare bich koi nahi ayega.Meerab Aur Murtasim aaj ek ho jayenge.

Then Murtasim going towards the bed with her.

That night they consummate their marriage.

Now Meerab and Murtasim madly love with each other.Day by day Meerab forgives her parents and gradually making a bond with Anwar khan.

They lived happily ever after.

                              THE END

[How you like the whole book don't forget to give me your valuable feedback]

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now