Part 10

2.1K 92 6
                                    

In Bhabi begum's room.

Murtasim comes to her mother room and asked;

Murtasim:Bulaya apne Mujhe?
Bhabi begum:Dekho yeh jevrat Maine tumhari biwi ke liye pasand kiya hai.
Murtasim:Yeh sab Mujhe kyun dikha rahi hai?Mere faisle ka koi ehmiyat hai aap ke age.
Bhabi begum:Bilkul hai beta.Tumhare har faisle ko yaha muqaddam mana jaata hai.
Murtasim:To mere zindegi ke itna bada faisla lene ka haq Mujhe kyun nahi tha.
Bhabi begum:Kya ho gaya tumhe Meerab acchi ladki hai.Aur aab to woh bhi shaadi ke liye maan gayi hai.
Murtasim:Dekha hai kaise mani hai woh.Koi rasta nahi choda aap ne uske aage.Jalil karke rakh diya Mujhe uske samne.Majburi mein kar rahi hai woh niqah.Aur mein ek ladki ke razamandi ke begair use apna raha hu jo mera gairat Mujhe gawara nahi kar raha.
Bhabi begum:Waqt do sab thik ho jayega.
Murtasim:Kash Sab Kuch thik ho pata Maa.Dekhte hai ek hi maidan pe do talware kaise tik ti hai.

And Murtasim go from there.

In Meerab's room.

Meerab's fingers stuck in the drawer and she gets cut the finger.

Haya comes there and asked;

Haya:Meerab tumhari ungli se khoon nikal raha hai.
Meerab:Kuch nahi hua hai.
Haya:Dekhau Mujhe pehle.

Then Haya brings a ointment and bandage on her finger.

Meerab:Ungli ke jakham pe to dawa laga diya dil ke laage jakham ke liye Kya lagau.
Haya:Yeh karwi sach ko hazam karne ki koshish karo.
Meerab:Kash hazam karna itna asan hota to kab ka hi use pi chuki hoti.

Then Meerab goes in front of the mirror and said;

"Nagri nagri bhatka Musafir
Ghar ka rasta bhul gaya
Kya hai tera kya hai mera
Apna padaya bhul gaya.

Haya:Maa begum ne tumhe niche bulaya hai.Kuch kam hai unko tumse.
Meerab:Aab konsa sacchai ka aitraf karna hai unhe.Aab kya yeh bolna hai mein Anwar khan ki bhi beti nahi hu.
Haya:Samhalo khud ko.
Meerab:Pata hai haya mere zehen mein ek baat baar baar aa raha hai Aur baar baar kaan mein gunj raha hai ki mein kon hu?Mera shanakht kya hai.
Haya:Tum Meerab ho.Karwa sach hi sahi Lekin tum Anwar khan ki beti ho.Is khandan ki beti ho.
Meerab:Haya tum lucky ho ke tumhe pata hai Tumhare waldain ko Allah miah ne le liya hai.Meri tarha nahi ho ki raton raat bap badal gaya.Baap ke hote hui bhi yateem mehsos ho rahe hai khudko.
Haya:Meerab.
Meerab:Khair chodo iss baat ko bhi jitna sochungi utna pagal ho jaungi.
Haya:Tum niche aa jau.
Meerab:Chalo mein aati hu.

In the downstairs.

Meerab finds everyone in there.Bhabi begum said;

Bhabi begum:Au beta hum tumhari hi muntazir hai.
Meerab:Aap ko Kuch kam tha mujhse.
Bhabi begum:Haa ek chota sa rasm karna hai Mujhe.

Then Bhabi begum gives ring to Murtasim and said;

Bhabi begum:Yeh lo beta yeh pehna do apni mangetar ko.

Murtasim takes the ring and Meerab extended her hand to him.

Murtasim finds bandages on her finger and asked;

Murtasim:Yeh kaise hua?
Meerab:Bas thoda sa cut gaya.
Bhabi begum:Jis ungli pe anghuti pehnani thi waha pe hi bandage laag gaya.
Meerab:Chot lagne se pehle drawer ne Mujhe ittela nahi diya ki aab woh mere ungli mein faske mujhe chot pouchaigi.
Anwar:Dusri ungli pe pehna do Murtasim.

Then Murtasim put ring on her finger and Bhabi begum said;

Bhabi begum:Kaal Murtasim Aur Meerab ki niqah pada diya jayega Insha Allah.

Meerab and Murtasim looked each other.

In Meerab's room.

Waqas and Anila comes to her and asked;

Waqas:Itni naraz ho ki humare taraf dekhogi bhi nahi.
Meerab:Naraz nahi hu shukar guzar hu aap ka.Maa baap na hote hui bhi jo kiya mere liye woh koi apna bhi nahi karta.
Anila:Kya hum tumhare apne nahi hai.
Meerab:Pata nahi Aur nahi samaj aa raha hai kya samjhu aap logo ko.Bohot badi kashmkash mein hu mein kisko apna samjhu Aur kis ko padaya.Aur dar bhi laag raha pata nahi aab konsa sach mere samne aa jai.Kuch Aur chupaya hai to bata dijiye.Ek hi paal mein sab jhakam seh leti hu.
Waqas:Beta hum kabhi nahi chahte the tumhe sacchai ka ilm ho.
Meerab:Lekin aa gayi samne Aur aap Kuch nahi kar paye.
Waqas:Maf kardo Mujhe tumhe itni badi takleef dene ke liye.
Meerab:Mafi nahi mange mujhse.Niqah ki tayari kare.Padaya hi sahi aap ki god li hui beti ki niqah hai kaal.Kuch zimmedari aap ka bhi banta hai na Yaa Phir rishtan badalne ke sath priorities bhi badal gayi hai.
Waqas:Aise be rukhi se na pesh ao humare aage.
Meerab:Mein kya bol rahi hu aur kya kar rahi hu Mujhe bhi nahi pata.Lekin meri himmat dekke mein bhi heiran reh gahi hu.Itna bada sach sunne ke baad abhi tak sahi salamat khadi hu aap ke Aage.Dimag bhi sahi se kam kar raha hai.Aur haa Aur ek baat Anwar khan ko kehna mere samne na ay Mujhe unse koi Baat nahi karni Aur nahi koi rishtan jod na hai.

In the next Day.

It's Meerasim's wedding.

Meerab getting ready and said Herself;

"Dekh Meerab khud ko jis admi ko kabhi dekhna gawara nahi kiya aaj uski dulhan ban gayi.Duniya ka sabse khush kismat samajnewali beti aaj khud ko sab se bad kismat maan rahi hai.Kiya mein yeh rishtan dil se nibha paungi.Murtasim ko uska haq de paongi pata nahi kuch bhi.Kya mere haal ke Zimmedar sach mein Murtasim hai yaa nahi.Usko pehle se sab pata tha Lekin usne is bade mein kabhi zikr nahi kiya.Woh to Mujhse bohot nafrat karta tha agar woh chahta to sach bol pata tha Lekin usne bhi chupai.Kisi ke aage na jhuknewala Murtasim Mujhse mafi manga apne maa ki taraf se.Jisko mein apne haal ka zimmedar samaj rahi hu Mujhe khud bhi nahi pata woh sach mein mera gunehgar hai bhi yaa nahi."

[Is the storyline boring?Need your opinion]

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now