Part 20

2K 89 6
                                    

In the cabin.

Murtasim sees Meerab and said;

Murtasim:Tumhe kuch hua to nahi?
Meerab:Mein thik hu Kuch nahi hua Mujhe.
Murtasim:To sad pe yeh pattiyan kyun?Thik nahi ho na tum?
Meerab:Tumhe is haal mein dekke koi thik reh sakta hai.
Murtasim:Mujhe kya hona hai.Tum thik ho yeh mere liye kafi hai.
Meerab:Khud ki fiqr karo.Murtasim tum kaal se behosh the.Tumhe nahi pata sab kitne pareshaan the tumhare liye.
Murtasim: Mein to tumhare liye fiqrband tha.Agar Tumhe Kuch ho jata to Meerab mein wahi mar jata.Tumhare bina saans lena bhi mushkil hai mere liye.

Meerab holds his hand and said;

Meerab:Tum bhi thik ho aab Aur mein bhi thik hu.Aur aab hum dono ko ek sath puri zindegi bitani hai khushi khushi.
Murtasim:Soch lo mera sath zindegi bitana itna asan bhi nahi hai.
Meerab:Soch liya Jitna mushkil hi kyun na ho tum mujhse aab pisa nahi choduya sakte.
Murtasim:Mujhe bhi tumhara pisa nahi chodna.

Meerab smiles and Murtasim looks at her.

Then Anwar comes in the cabin and said;

Anwar:Kaise ho beta?
Murtasim:Bilkul thik hu chachasab.
Anwar:Tumne to hum sab ko dara hi diya tha.Woh To Allah ka shukar hai tum thik ho.

Then nurse comes there and said Anwar comes along with her for some hospital's formalities.

Anwar left from the cabin.

After a while.

Meerab brings soup for him and said;

Meerab:Kuch khalo.
Murtasim:Tum khilaoge to jarur khaonga.
Meerab:Mein khilane ke liye hi laya hu.

Meerab up the bed and feed the soup to Murtasim.

Murtasim starring at her and smiles.

Meerab:Aise dekh kiya rahe ho?
Murtasim:Dekh nahi raha hu Soch raha hu.
Meerab:Kya?
Murtasim:Jisko pane ki bade Maine kabhi sapno mein nahi tasavur kiya tha aaj woh mere itna parwah kar rahi hai.Mujhe to apni kismat par rask aa raha hai.
Meerab:Asmano ki rang o ki tarha insaan ka dil bhi badal ta hai.Kab kisse kaha yeh dil aa jai pata thodi na chalta hai.Dil par to zor nahi chalta kisi ka.
Murtasim:Tumhara dil mujh par aaya hai?

Meerab didn't reply back but looks at him.

Meerab:Soup khatam karo Phir dawai bhi leni hai.
Murtasim:Mere sawal ka jawab nahi diya?
Meerab:De dungi Lekin abhi nahi.Ghar chalte hai phir.
Murtasim:Is sawal ka jawab sunne ke liye mein intezar mein rahunga.

Meerab smiles.

In the next Day.

Doctors discharged Murtasim.Meerab and Anwar brings him to the home.

In the home.

Bhabi begum welcomes him and hugs.

Bhabi begum:Tumne to sab ko dara diya tha beta.
Murtasim:Thik hu Maa.Aap ki dua ne Mujhe bacha liya.
Bhabi begum:Sirf mere hi nahi Meerab ki bhi.Tumhe nahi pata beta tumhe us haal Mein dekke Meerab kaise dar gayi thi.Khud ko bhi chot lagi thi Lekin Tumhare fiqr mein khud ka dard woh bhul gayi.Kitni minnate kitni dua mangi hai woh sirf tumhari khatir.Allah ne Qubool kar liya uske dua.
Murtasim:Aap dono ki dua hi taqatwar the to Allah ne Mujhe shifa de diya.

Bhabi begum smiles on him.

Bhabi begum:Allah kare tum dono ki jodi humesha salamat rakhe.Ek dusre ke sath so saal jio.
Murtasim:Ameen.

Waqas and Anila also Meet Murtasim.They are coming to visit Him after heard the accident news.

Waqas:Tabiyet kaise hai aab?
Murtasim:Pehle se kafi behtar hu Chachajan.
Waqas:Khade kyun ho beitho aake.

Waqas make Murtasim sit in the sofa.

Bhabi begum looks at Anwar and said;

Bhabi begum:Anwar,Ek dumba jibah karke sadqa de do.Allah ka shukar hai mere beta thik hai is liye us shukrana ko ada karke hum sadqa dena chahte hai.
Anwar:Jo hukm Bhabi begum.

After a while.

Murtasim sitting with everybody and Meerab fixing the bed so that Murtasim take some rest.

Then Waqas comes to the room and closed the door.

Meerab:Kiya hua?
Waqas:Bohot jaruri baat karna hai is liye Darwaza band kar diya taki bahar kisi ke kaan mein Baat na jai khas karke Murtasim ke.
Meerab:Aisa bhi kya ho gaya?
Waqas:Ruhail kon hai?
Meerab:Kyun?
Waqas:Jo pucha uska jawab do.
Meerab:Mera class fellow tha.

Waqas closed his eyes and said;

Waqas:Affair tha uske sath tumhara?
Meerab:(with shock) kya?Yeh kisne bola aap ko?
Waqas:Jo bola uska jawab do please.
Meerab:Nahi kabhi koi affair nahi tha.First year se woh mera khas dost tha Lekin aab to use mein apna dost bhi nahi manta.
Waqas:Aisa kya hua hai tum dono ki andar?
Meerab:Pagalo ki tarha pise pada tha mera.Jina haram karke rakha hua tha.Uske proposal ko mein hazaron dafa inkaar kiya Lekin us pagal sune to tab na.
Waqas:Mujhe kyun nahi bola?
Meerab:Baat is ghar pe aa jate is liye nahi bola.Aap ki Bhabi begum Mujhe lekar aap ko baten sunati woh Mujhe pasand nahi tha.Khair aap Ruhail ke bade mein kyun puch rahe hai?
Waqas:Kuch din pehle ghar aa gaya tha humara tumhare bade mein puchne ke liye.
Meerab:Aap ne kya bola?
Waqas:Yehi ki tumhari niqah ho gayi hai.
Meerab:Phir.
Waqas:Jab Maine use tumhare niqah ka bola to usne kaha tum dono ki bich rishtan tha to maine tumhe zabardasti shaadi karwadi.Tum usse mohabbat karte ho Aur bohot Bakwas.Aur Maine use ghar se nikal diya.
Meerab:Uski Itni himmat woh ghar tak pounch gaya.To kya aap uski baat bharosa kar liya?
Waqas:Nahi Mujhe aapni beti par Yakeen tha woh Aisa Kuch nahi karegi jiske wajah se Mera sad jhuke.Is liye mein yaha aa gaya tumse Baat karne Aur raste mein pata chala Murtasim ke accident ke bade mein.

Meerab looks at Waqas.

[I really need your feedback]

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now