Part 08

2.1K 102 9
                                    

In the yard.

Meerab comes to Murtasim and said;

Meerab:Tumhe lagta hai hum kabhi zindegi mein ek baat se agree kar sakte hai.
Murtasim:Bilkul nahi hum dono ki soch ek dusre se bohot mukhtalif hai.
Meerab:Kyun apne sath sath meri zindegi bhi azab banane pe tule hui ho?Mana kardo shaadi se.
Murtasim:Tum kyun nahi karte?
Meerab:Hazaron dafa kar chuki ho Lekin koi mere sune tab na.
Murtasim:To yeh meri problem Bilkul bhi nahi hai.
Meerab:Tum jake apni maa ko inkaar kar do tabhi yeh shaadi ke Baat sab bhul jayenge.
Murtasim:Mein kyun karu tum jake keh do bohot himmatwali ho na tum.Aab kya ho gaya hai dar laag raha.
Meerab:Mein kisi se nahi darti.
Murtasim:Phir to tumhe sahare ki zarorat hogi.Chalo mein deta hu tumhe sahara.
Meerab:Mein lu sahara woh bhi tumhara itne bure din nahi aye hai mera.
Murtasim:Meri baat bhi sun lo Mein tumse niqah nahi karna chahta.Jise mein is khandan ka hissa nahi samajta uske sath pure zindegi bitalu.No way.kisi bhi tarha ki compatibility ke begair usse shaadi karlu not possible.Jab ki woh is layek hi na ho.Already inkaar kar chuka hu mein is rishten se kyun ki Mujhe bhi tumse niqah hargiz nahi karna.

Meerab looks at him.

In the corridor.

Meerab meets with Haya and said;

Haya:Muh mein hai inkaar Aur yaha chup chup ke milna ho raha unse.
Meerab:Haya please mazak ki mood mein Bilkul nahi hu.
Haya:Kya burai hai Murtasim mein.Khush rahoge uske sath.
Meerab:Ek maidan mein do talware nahi hoti.Agar mein Aur Murtasim ek chad ke niche aa gaye na to jang shuru ho jayega.Is liye tofaan aane se pehle usko rukna jaruri hai.
Haya:Tum jitna bhi inkaar kyun nahi karo Maa begum tum dono ki shaadi karwake rahenge.Is liye kehta hu bina koi tamasha kiye haa kehdo.Warna bohot bada tofaan ayega tumhari zindegi mein.
Meerab:Tum Akhir kehna kya chahti ho?
Haya:Kuch nahi.Haa kehdo Meerab isme tumhari bhalai hai.
Meerab:Haa to mein hargiz nahi karungi.

Meerab goes towards her room.

In the room.

Meerab packing her stuff then Mariyaam comes and said;

Mariyaam:Kaha jaa rahi ho Meerab?
Meerab:Apne ghar.
Mariyaam:Yeh to hai tumhara ghar.
Meerab:Yeh mera ghar nahi hai Aur nahi yeh gharwale mere hai.Mera ghar wohi hai Jaha mere mama Aur baba hai.Aur yeh ghar mere baba ke dost ki hai.Bohot ho gaya mehman nawasi aab chalte hai apne ghar.
Mariyaam:Tum aise nahi jaa sakte Meerab.Koi tumhe jaane nahi denge.
Meerab:Aaj Mujhe koi ruk nahi payega Mariyaam.

Then Meerab takes her stuff and going towards downstairs.

Mariyaam trying to stop her but she didn't listen.

In the downstairs.

Bhabi begum asked her;

Bhabi begum:Yeh saman leke kaha ki tayari hai?
Meerab:Apne ghar ki.
Bhabi begum:Yehi tumhara ghar hai.
Meerab:Yeh mera ghar nahi hai.Yeh aap logo ka ghar hai jo mere baba ki bohot khas dost hai.
Bhabi begum:Maine is khandan ki ladki mein aaj tak aise jurrat kisi ke pas bhi nahi dekha.Yeh pata nahi kaise aise ban gayi.
Meerab:Mein aap ki khandan ka hissa nahi hu.Sirf bhai kehne se kisi ke sath khon ka rishtan nahi jud jata.Aur sach yeh hai is khandan ke sath mera koi khon ka rishtan nahi hai Aur nahi koi rishtan jud payega.
Bhabi begum:Mere bete ko inkaar kar raho ho tum?
Meerab:Mujhe aap ki bete se niqah nahi karni.Yeh meri zindegi hai Aur is zindegi ke bade mein faisla karnewale aap hote kon hai.Aur nahi mein majbur hu ke aap ke kisi bhi najayez baat ko sad jhukai sunu.
Bhabi begum:Tumhare sage gharwale hai hum.Aur yeh haq sirf hume hai tumhare zindegi ka kisi bhi faisla le saku.Kyun ki tum...
Murtasim:Maa chup ho jai age kuch na bole.
Meerab:Kehna kya chahti hai aap saf saf bole.
Murtasim:Kuch nahi kehna hai tum andar jao.Yeh niqah nahi hoga Meerab.
Meerab:Mujhe sunna hai yeh kya bolna chahti hai.
Bhabi begum:Sunne ka sokh hai na to suno..
Waqas:Bhabi begum chup ho jai.
Bhabi begum:Tum Waqas ki nahi Anwar ki beti ho.Tumhare maa ke guzarne ke baad Waqas Aur Anila ne tumhe god liya tha.

Meerab feels like her whole world ups and downs.She can't digest the fact and she about to collapse but somehow managed herself.

Meerab:Baba yeh sach hai.
Waqas:Silent.
Meerab:Kya aap ki is khamoshi ko mein haa samjhu.
Anwar:Yehi Sach hai beta.Tum meri beti ho.

Waqas Ahmed looks at her helplessly.

Meerab:Bohot bada dhoka diya hai Mujhe aap logo ne.Kabhi maf nahi karungi aap logo ko.

She goes to the room.

Murtasim:Yeh sacchai aap is tarha se bata ke aap ne Bilkul sahi nahi kiya hai  Maa.
Waqas:Mein mana leta Bhabi begum use kyun bola use yeh baat.Meri beti bardast nahi kar payegi.

In gone whole day.

Meerab didn't come out from the room.

Waqas and Anila wants to clarify everything and but she refused to talk with them.

In the night.

Meerab sitting on the floor and gets numb.

Haya brings a food to her and said;

Haya:Subha se Kuch nahi khaya kuch to khalo.
Meerab:Jiske pure Duniya ujad gayi ho use bhuk kaise laag sakte hai.Tumhe pata tha yeh sacchai?

Haya nodded her head.

Meerab:Iska matlab sabko pata tha siwai mere.
Haya:Sach jyada der tak nahi chupta.Ek na ek din uska samne aana lazmi tha.
Meerab:Usi sacchai ne ek paal mein mera Duniya ujad diya.Mazak banke reh gayi hu sab ke aage.
Haya:Sacchai Qubool karne ki koshish karo.
Meerab:Agar kaal agar tumhe koi kehde jisko tum Bachpan se maa bap samajke bade hui ho woh actually tumhare waldain hai hi nahi tum woh sacchai Qubool kar paoge.Kehna bohot asan hai Haya Lekin jis par bitta hai use pata hai sacchai Qubool karna asan hai yaa nahi.Tum Filhal jao Aur akela chod do please.
Haya:Kuch to khau.
Meerab:Bhuk lage to kha lungi.

Then Haya left the room and meet with Murtasim wh is standing in the door.

Murtasim:Kuch khaya?
Haya:Nahi.
Murtasim:Yeh sacchai uske aage aise nahi aana chahiye tha.Bohot takleef mein hongi woh.

Haya left from there.

Murtasim sitting on the sofa which is near the door.

[As I says before this story will be little bit similar to the drama.Actually this is my version of tere bin.]

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now