Part 16

2.1K 104 14
                                    

In the next Morning.

Murtasim packing his stuff and Meerab comes to her and said;

Meerab:Kaha jane ki tayari hai?
Murtasim:Gao jaa raha hu.
Meerab:Kab tak lautoge?
Murtasim:Ek do din lag jayega.

Meerab thinks something and said;

Meerab:Mein chal sakta hu tumhare sath?
Murtasim:Tum sach mein jaana chahte ho mere sath?
Meerab:Ha.
Murtasim:Kyun?
Meerab:Bas aise hai.
Murtasim:Kahin tum Mujhe miss to nahi karoge?
Meerab:Aisa koi Baat nahi.
Murtasim:Maan lo miss karna tum abhi se shuru kar diya is liye aana chahte ho.
Meerab:Mein change chahti thi to jane ke bade mein socha.Agar tum Mujhe lena nahi chahte to koi Baat nahi.
Murtasim:Accha baba mein mazak kar raha tha.Chalo Mere sath.
Meerab:Mein saman leke aati hu.
Murtasim:Mein intezar kar raha hu.

Murtasim is pass out with joy to learn about Meerab's going with him.

After a while.

Meerab puts shawl on her body and said;

Meerab:Mein tayar hu.
Murtasim:Aab lag rahi ho Murtasim khan ki biwi.Yaad rakhna yeh sirf chadar nahi humare khandan ki izzat bhi hai.Yaha se waha jo aurat jati hai to chadar mein hi jati hai.Woh meri jaga hai mera izzat hai waha.Aur tum meri biwi ke hasiyat se jaa rahi ho.So thoda ihtehad se.
Meerab:Mujhe tumhari izzat ka khayal hai.Daro mat.

In the lounge area.

Murtasim meet with Bhabi begum.

Murtasim:Chalte hai Maa.
Bhabi begum:Meerab bhi jaa rahi hai tumhare sath?
Murtasim:Ji.

Bhabi begum looks at Meerab and said;

Bhabi begum:Apni zimmedari tumhe dhire dhire samaj aa rahi hai dekke accha laga.Ek dusre ka kheyal rakhna.
Meerab:Allah hafiz.
Murtasim:Allah hafiz Maa.
Bhabi begum:Allah ke aman mein raho dono.
Murtasim:(looking at Meerab) Chale.
Meerab:Hmm.

Then they left for the village.

In the car.

Murtasim:Tumse Ek Baat pucho?
Meerab:Pucho.
Murtasim:Mere sath yun akele gao jaake tumhe dar nahi lag raha?
Meerab:Dar kyun lage ga tum kya koi jin ho?
Murtasim:Jin to nahi hu par..matlab yun tum Aur mein akele Kuch bhi ho sakta hai.

Meerab understand what's he wants to say.

Meerab:Murtasim Mujhe tum par Yakeen hai.Tum jaise bhi ho meri bohot izzat karte ho woh Mujhe pata hai.Tum kisi bhi tarha mera faida nahi uthauge Aur nahi marzi ke khilaf kuch karoge.
Murtasim:Itna Yakeen hai mujh pe?
Meerab:Haa.
Murtasim:Mein kabhi tumhare bharosa ko daga nahi karunga.

Meerab smiles at him.

Murtasim stop the car in the land and said;

Murtasim:Mein fasle dekke aata hu.Tum please car pe hi rehna.
Meerab:Kyun?Mujhe bhi jaana tumhare sath.
Murtasim:Yeh jaga safe nahi hai please tum kahin jaana maat.
Meerab:Thik hai nahi jaungi.

Then Murtasim goes out from the car.

Meerab gets Saba's call and said;

Meerab:Hello!Awaz nahi aa rahi.Hello.

Meerab feels it's network problem and she comes out from the car for better network.

Meerab:Saba awaz aa rahi hai meri?
Saba:Haa aab aa rahi hai.Kaha gayeb ho?
Meerab:Hydrabad mein hu.
Saba:Ruhail Mujhe call kar karke pagal kar rahi hai.Sirf tumhara pata puch raha hai.
Meerab:Saba kuch bhi ho jai use pata nahi lagna chahiye mein kaha hu.Aur us Begairat ko kehna mera niqah ho chuka hai.Aab mera pisa chod de.
Saba:Niqah kab hua hai tumhara?
Meerab:Bohot lambi kahani hai ek din tafsil se bolungi.
Saba:Khush ho na tum?
Meerab:Shayed hu.
Saba:Yeh Kaisa jawab hai.Yeh batau kis ke sath hua hai niqah.
Meerab:Murtasim.
Saba:Wohi na jo tumhe zabardasti birthday party se lee gaya tha.
Meerab:Ha wohi.
Saba:Lekin tum to use pasand bhi nahi karti thi na Phir bhi kaise..
Meerab:Haaa pasand nahi karti thi par aab bura bhi nahi lagta.Pata hai Saba Aab Mujhe lag raha Maine Shayed Murtasim ko samajne mein Galti kya.Aab use samajne ki koshish kar raha to itna bura nahi lag raha.
Saba:Mujhe to kuch Samaj mein nahi aa raha kya bolu.
Meerab:Ek din milungi tumse Phir bolungi sab kuch.
Saba:Bad mein baat hogi.Bye.
Meerab:Maheer.

After cut the call,Meerab realised she comes long way while talking with Saba.

Meerab feels someone behind her.When she turned around and shocked to see.

And it's Murtasim who is behind her.

Murtasim:Mana kya tha na bahar naa ane ko.
Meerab:Mere dost ka call aaya tha to Baat karte karte kab yaha aa gayi pata hi nahi chala.
Murtasim:Aab chalo yaha se.
Meerab:Haa chalte hai.

While walking with Murtasim, The thorn pierced Meerab's leg.

She screamed in pain.

Murtasim:Yeh kata kaise chuba tumko?
Meerab:Pata nahi Mujhe bohot dard ho raha hai Murtasim.
Murtasim:Mujhe dekhau.Kata nikalna padega.

Murtasim sees the thorn piercing on leg over the sandal.

Murtasim:Meerab himmat karo mein kata nikal deti hu.
Meerab:Mujhe dard ho raha hai Murtasim.
Murtasim:Ek baar kata nikal jaye to dard Bilkul nahi hoga.Meerab tum bohot himmatwali ho thoda sa himmat dikhau.

He took out the thorn from her leg. Mirab gritted her teeth and endured the pain.

Meerab gets bleeding and Murtasim stopped bleeding by her dupatta.

Murtasim:Pas mein ek hospital hai waha chalte hai.Chal paogi na tum?
Meerab:Pata nahi.

Then Murtasim lifted Meerab in his arms and go towards the car.

In hospital.

Doctor puts bandage to her leg and gives pain killers to her.

Meerab:Accha hua chalne phirne ki qabil to raha warna socha tha bistar pe hi lete rehna hoga.
Murtasim:Koi Baat nahi mein hu na god mein leke ghumne ke liye.
Meerab:Aab chale ghar.
Murtasim:Chalo.

Meerab goes towards the car by holding hands on Murtasim.

In the home.

Murtasim makes sitting Meerab on bed and said;

Murtasim:Filhal tum aram karo.Kuch bhi zarorat ho to mujhe bas awaz laga dena.
Meerab:Tum kaha jaa rahe ho?
Murtasim:Kuch log aaye hai milne bas unse milke aata hu.
Meerab:Thik hai.

In the Night.

Meerab got a fever.

[I personally didn't like the kidnapping track.That's why changing that scene]

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangUnde poveștirile trăiesc. Descoperă acum