Part 21

1.8K 88 5
                                    

Meerab:Yeh Baat Filhal Murtasim ko pata nahi chalna chahiye.
Waqas:Kab tak chupaoge usse?Agar use bahar se pata chale ya woh ladka majid koi kahani banake pesh kare to kya karoge.
Meerab:Chupana hoga jab tak uski tabiyet Sahise thik nahi ho jata tab tak.Ek baar woh thik ho jai mein khud Ruhail ke bade mein Murtasim ko bataungi.Phir Murtasim hi tabiyet thik karega uska.
Waqas:Dekho beta zara ihtehad se Murtasim ke gussa ka to pata hi hai.Kahin woh gusse mein Kuch ulta sidha na kar bethe.
Meerab:Mein dyan rakhungi is baat ka.

Waqas comes closer to her and touched her hair and said;

Waqas:Apni rishten ko jis tarha se tum nibha rahe ho yeh dekke bohot accha lag raha hai beta.Mujhe pata tha rishtan nibhana tumhe be khubi aata hai.
Meerab:Kismat mein rishtan jud na likha tha is liye mere lakh inkaar ke wayozud bhi rishtan juda.Aur samajdari ise mein hai ki kismat ke faisle ko tasleem karlo.So Maine kar liya.

Waqas smiles on her.

Then someone knocked out the door and Waqas open it.

Murtasim:Chachajan aap yaha.
Waqas:Ruthi hui beti ko manane ki koshish mein tha.
Murtasim:Maan gayi?
Waqas:Jhakam gehra hai bharte bharte waqt lagega.Lekin mein koshish mein rahunga ek din yeh gile shikwe dur ho jayega.
Murtasim:Insha Allah woh din jarur ayega.
Waqas:Tum aram karo mein chalta hu.

Waqas Ahmed left from the room and Murtasim entered there.

Murtasim comes to Meerab and said;

Murtasim:Kya kar rahe ho?
Meerab:Bed fix kar rahi thi.Aap ko bed rest ki sakht zarorat hai.
Murtasim:Mujhe bed rest ki nahi Kuch Aur chij ki zarorat hai?
Meerab:Kya?
Murtasim:Tumhari zarorat hai Mujhe apni tamam zindegi ke khatir.
Meerab:Mein hu tumhare sath humesha.Aur hum aise hi ek dusre ke sath  tamam zindegi guzar lenge.

Murtasim smiles on her.

Meerab:Tumhare dawai ka waqt ho raha hai.Mein Kuch lee aati hu woh pehle kha lo Phir dawai lee leena.
Murtasim:Mere dawai to tum ho.Tum paas beithi rahoge to mein yun thik ho jaonga.
Meerab:Aise dialogue se jhakam nahi bhadega Aur nahi tum thik ho paoge.Thik hone ke liye Murtasim khan aap ko dawai leni padegi.Tum aram karo mein lee aati hu.

Then Meerab left the room to bring some food for Murtasim.

After a while.

Meerab brings food to Murtasim and going to feed him.

Murtasim:Kash yeh pattiyan kabhi na utre.
Meerab:Kyun nahi utrega?
Murtasim:Agar yeh nahi utrega to tum Mujhe aise hi har roz khilake do ge.
Meerab:Is liye tumko humesha mazur rehna pasand hai?
Murtasim:Tumhare mohabbat pane ke liye Kuch bhi kar sakta hu.
Meerab:Accha ji!Aise lover man hai aap.
Murtasim:Haa hu.Yakeen naa aye to azama loon.
Meerab:Pehle tum thik to ho jau Phir azmayenge hum aap ko tasalli se.

Murtasim and Meerab smiles on each other.

Then Meerab's phone rang up and it's a unknown number.

Meerab thinks it's probably Ruhail that's why she didn't take the call infront of Murtasim.

Murtasim:Kis ka call aa raha hai?
Meerab:Pata nahi.Baad mein dekh lungi.
Murtasim:Koi jaruri call ho sakta hai utha lo.
Meerab:Filhal tumse jyada jaruri Aur Kuch bhi nahi hai mere aage.Yeh khana khatam hone ke baad tumhe dawai bhi leni hai.Tumhare health aab meri sabse top priority hai.
Murtasim:Aab to lagta hai jaldi jaldi thik hona padega.
Meerab:Thik hona padega is ghar mein mojud sab ke khatir.Meri khatir.

Murtasim looks at her.

After feeding him,Meerab gives him the medicine.For the medicine high dose,Murtasim fall asleep.

Meerab cover him properly with blankets and comes out from the room.

Again her phone rang up and it's time she decided to take the call.

Meerab:Hello!
Ruhail:Meerab.
Meerab:Ruhail tum?
Ruhail:Ha mein tumhara Ruhail.
Meerab:Kya Bakwas hai yeh?
Ruhail:Bakwas nahi mohabbat hai yeh mera.
Meerab:Tumhare yeh do tk ki mohabbat ka zara bhi kimat nahi hai mere samne.Majid Mujhe pareshaan nahi karo Ruhail please.
Ruhail:Maine Pisle Kuch dino se tumhe kaha kaha nahi dhunda.Kaha ho tum?
Meerab:Aap ni sasural mein hu aap ne shohar ke sath Aur bohot khush hu yaha.
Ruhail:Wohi shohar na jo birthday partywale din tumhe waha utha ke lee gaya tha.
Meerab:Woh mere Aur unke personal matter the.Aur is bade mein kisi baharwalo ke sath discuss nahi karna chahti.
Ruhail:Mein baharwala hu tumhare liye?
Meerab:Haa tum baharwala ho mere liye.
Ruhail:Mein Ruhail hu Tumhara Ruhail.Jisne tumhe bohot shiddat se mohabbat kiya.
Meerab:Mera ek hi Ruhail naam ka dost tha jisne mere dosti ka bhi lihaz nahi kiya Aur kisi Ruhail ko mein nahi janti.
Ruhail:Aisa nahi bolo tumhare begair mein mar jaonga.
Meerab:To mar jao Phir bhi khuda ke waste mera picha chod do warna mere shohar ke hath zaya ho jaoge.
Ruhail:Marte dam tak nahi chodunga jisko jo karna hai karle.
Meerab:To mar jao.
Ruhail:Aisa nahi karo mere sath Meerab Aur nahi mere mohabbat ka mazak udao.
Meerab:Zabardasti kisi ko pareshaan karna Aur Phir use mohabbat dawe karna yeh mohabbat nahi hai Ruhail.Tumhe obsession hai.Tumhara ilaj koi psychiatrist hi kar sakta mein nahi.
Ruhail:Mere dard ho yaa dawa dono tum hi ho Meerab.
Meerab:Dekho Ruhail akhri dafa warn kar rahi hu mera pisa chod do.Mujhe majid pareshaan nahi karo.Mujhse rabta karne ki yaa mere ghar jaane ki bhi himmat mat karo warna zinda nahi bachoge.

Then Meerab cut the call and put his number on blocklist.

Meerab thinks;

"Murtasim ki thik hote hi Mujhe Ruhail ke bade mein batana hoga.Warna woh begairat musibaat khada kar sakta hai mere samne.Ek baar Murtasim use sabak shikha de to dobara mud ke bhi woh Mujhe nahi dekhega."

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now