|~THIRTEEN~|

1.1K 161 147
                                    

Sorry, do din bol kar char din gayab thi...🤧

HASEENA

"Haseena, tum thik ho?" I heard my mother-in-law's soft and concerned voice as she gently tried to lift my eyelashes. Slowly, I opened my eyes and found my mother, grandmother, and aunt in my room.

"Bahu...!" Dadi Ji's stern voice fully awakened my senses. I looked at her.

"Ji..?"

"Thik ho tum?" she asked. I nodded with a hum.

"Koi pareshaani hai kya, beta?" Maa asked with concern, leaving me confused."Pareshaani? Nahi toh!" I replied.

"Phir doctor kyun keh kar gayi ki kisi sadme ki wajah se behosh huyi ho tum?" Badi maa asked suspiciously, looking around for the mobile.

Oh! Yaad aaya..Anubhav ka phone (Looking around herself for the mobile), usme woh picture!

"Kya hua? Kuch chahiye, Haseena?" Chachi Ji asked, catching my gaze.

"Nahi.."

"Toh phir batao, behosh kyun huyi aise? Koi baat hai tumhare aur Anubhav ke beech?" Badi maa asked.

"Ji, nahi... hamare beech sab thik hai... ab tak, aur agar sach nahi bola unhone toh phir thik raheinge nahi... woh."

"Phir aise behosh?" Dadi Ji raised her white brows suspiciously.

"Humein nahi pata... shayad aise hi ho gaye!" I replied with a smile.

"Hmm... dhyan rakho apna, isi umar mein is tarah bimar padna shobha nahi deta.." Dadi Ji said tauntingly.

One second, what does she mean 'isi umar mein'?chalis ke baad chakkar kha kar giru toh chalega inhe 🙄 chhod Haseena mat bol warna mann ki baat sun li toh is baar pura ghar saaf karaayengi tujhse.

"Thik hai, phir tum aaram karo, hum tumhare liye nashta bhejte hain.." Maa said, softly caressing my cheek. I smiled, and everyone left except Maa, who covered me with the quilt.

"Maa...!"

"Kya hua, beta?" She softly asked, sitting next to me with a smile.

"Kuch puchhna tha aapse.." I hesitantly said because I am going to lie to her.

"Puchho..."

"Umm... Anubhav ji bata rahe the ki koi ladki thi unki zindagi mein..." (She stared at me in surprise) "unhe pasand thi, toh phir shaadi humse kyu?" I asked, my overthinking about his lie with a layer of my lie.

"Usne bata diya tumhe?" She asked in response, now giving me a huge shock. Matlab Anubhav was not joking that time; he just took a lie swear of mine.

"Haan.." I tried to control my anger and emotions both.

"Maa ji ko ladki pasand nhi thi, aur na uske ghar walon ko Anu...bas isliye...!" She said sadly, and now my anger reached its peak.

"Aap logon ne kuch nhi kiya, I mean Anubhav Ji ko pasand thi phir aap log Dadi Ji ko manate toh shayad woh aaj unke saath khush hote..!" I said in a calm tone, but only I know what storm is brewing inside me right now.

"Beta maa Ji ke faisle ke khilaaf is ghar mein koi nhi ja sakta aur us ladki ke parivaar ko bhi is rishte se pareshani thi bas isliye hum logon ne kuch nhi bola...Par woh bahut purani baat hai, Anu woh sab bhool kar aage badh chuka hai. Baki tum ho ab uske paas...jo bachi huyi yaadein hongi bhi woh tumhare pyaar se apne aap mit jayengi..." She said with a smile, maybe trying to ensure that the impact of the past doesn't affect our present.

ISHQ MEIN TERE ✔️Where stories live. Discover now