chapter 9

2.4K 220 7
                                    

Next morning sid was in his study and sana wakes up and goes to have breakfast. She was sitting on the dinning table and bitting his nails. She was hell nervous to talk to sid about her college. Sid was coming out of his study and looks at sana and gives a huge bugs bunny smile.

Sid: sachi abhi bhi pagal hi hai.

Flashback on.....

Sana was in 9th std and sid was in 11th std. They were in their school corridor standing ot i should say trying to put a step forward to check the results. Sana was continously biting her nails. Sid was hell against it. He easily gets irritated seeing her eating nails. He looks at her and brings her hand down. She again brings it in her mouth. He agains brings in down and she again puts it in her mouth. This continues for next 10 times. Sid was now very irritated.

Sid: sanu kya kar rahi hai. Tere nakhun khane se tu top nahi karegi yaar. Relax kar. Sab theek hoga.

Sana: haayyeee sidhu tu aise kyu bol ra hai. Mujhe tension hori hai yaar.
Sid: sanu tu zara apne nakhun dekh khane layak bache hai kya. Safa chat kar chuki hai. Ladkia nakhun badati hai or tu khati hai. Maine kaha na relax kar. Tune ache se diye the na paper to bas ache marks hi aayenge.
Sana: sidhu tere muh me ghee shakkar. Haayee mujhe shakkar ke naam se bhukh lag gayi. Chal kuch khake aate hai.
Sid: chup...khadi re idhar chup chaap. Result lagne wala hoga. Kahi nahi jaare hum. Mujhe pata hai ru result se bhaag ri hai. Par koi fayda nahi. Sanu vo dekh result lag gaya.

Sid puts a step forward only to be pulled back by sana.

Sana: acha sidhu vo dekh tera bhi hai na. To ek kaam karte hai tu mera dekh main tera dekhti hu.
Sid: theek hai chal.
They both go and looked at each other's result. Getting out of the crowd the run towards each other and hugged each other tightly.

Sana: sidhu....sidhu...sidhu...i am so happy. Tune top kia hai tujhe pata hai. I am so proud of you. Maa kitna khush hongi na

The girl who was sweating because of fear was now elated looking at result of her bff completely forgot about herself.

Sid: sanu main bhi bot khush hu tujhe pata hai tujhe 93% mila hai pichli baar se pura 2 % zada hai. Mummy ko jaake btaiyo. Bot khush honge.

They broke the hug and were jumping in happiness.

Sana: chal sidhu. Celebrate karte hai humara itna mast result aaya hai.
Sid: ha chal tujhe teri favourite ice cream khilata hu.
Sana: or main tujhe teri favourite sardar ki paw bhaji mast makhan maar ke chal.
Sid: ha chal.

They left from the school and celebrated their achievement in their own crazy way.

Flashback off....

Sanya notices that sana is anxious.

Sanya: sana table pe itna sara khana pada hai tu phr nakhun kyu chaba rahi hai.
Sana: sanya mujhe na darr lag raha hai.
Sanya: kyu ab kya kia tune. Dont tell me tune phr koi harkat ki.
Sana: hayyoo rabba. Nahi sanya. Mujhe na sid se baat karni hai par mujhe usse baat karne me darr lag ra hai.
Sanya: to theek hai. Phr to lagna bhi chahiye.
Sana: phitte muh. Chup kar tu. Yaha meri jaan sukh rahi hai. Sher ki maan me kadam rakhne ja rahi hu. Hayyee waheguru rakhsa karna apni sana ki.
Sanya: sana tu study me jari hai sarhad pe nahi. Bol to aise rahi hai jaise waha kitabe bandooke ho, table tank ho or sir koi major general jo command denge or fire. Tish...tish..tish.
Sana: sanya tu na chup hoja. Chittr na khalio merse. Or vaise tumhare sir koi major general se kam nahi hai. Sach me hi fire na kar de. Dekhi nahi unki gold lady aise pyaar karta hai jaise koi khubsurat haseena ho.
Sanya: oye yeh galti se bhi sir ke saamne na boldio. Usi gold lady se dhishkio. Bot pyaari hai unhe vo.
Sana: acha meri maa. Ab gyaan hogya to main jau.
Sanya: vijay bhav.
Sana: ji maate. Chal dafa ho ab.

She enters in the study. Karan and max were there discussing something. Sid gestures them to go out. He leans at the back of the chair and starts playing with paper weight.

Sid: bolo.
Sana: vo...vo...vo...
Sid: aage bhi bolo.
Sana: (she closes her eyes and says it in one go) vomujhecollegejanahai
Sid: sana muje hindi or english hi aati hai. Kripya clear bolengi.
Sana: vo main kehna chahti thi ki...ki mujhe na...mtlb main na college jana chahti hu.

Listening her sid gets up from the chair and starts walking towards her. Sana gets scared.

Sana: arey maine kuch nahi kaha. Kya colleg kaisa college. Main kisi college ko nahi jaanti. Tum gussa mat ho plz.

Sana hits the door and sid cages her between door and him with a smile.

Sid: tumhe mere gussa hona se fark padta hai.

Sana just positively nods her head.

Sid: kyu.
Sana: pata nahi bas padta hai.

Sid cups her face and kisses her forehead.

Sid: tum college jaogi. Bas purane college nahi jaogi. Tum uske alawa kisi bhi college me admission lena chaho vaha ho jayga par main tumhe vaha nahi jaane dunga jaha tumhare vo ghatia dost honge jinhe tumhari kadar nhi. Theek hai.

Sana again started biting nails. Sid brings her hand down and again there game started.

Sid: bas sana kitna nakhun khaygi

Sana looks at him continously.

Sid: kya hua
Sana: pata hai koi or bhi tha jo aise kehta tha.
Sid: acha. Kon.
Sana: koi nahi. Tum batao kya keh rahe the.

Sid didnt want to extend the topic so he played along.

Sid: last baat tum akele nhi jaogi. 2 guards tumhare saath honge or me tumhe drop or pick karunga
Sana: par...
Sid: sana tumhe baat smjh nhi aati ya samjhna nhi chahti. Kha tha ki tum yha tumhari safety ke liye ho. Tumhe safe rakhna meri zimmedari hai. Or koi uske beech nhi aayga. Samjhi tum ya or koi tareeke se samjhau.
Sana: acha okk. Main maangi.
Sid: gud. Ab jao. I have work
Sana: ja rahi hu. Devil. Huhh.
Sid: angel.

Sana looks at him and blushes at what he said. She gives a smile and walks out.

Sid goes in his study again and sit on his chair keeping his head on the back of the chair. There was a bugs bunny smile on his face remembering all his previous encounters with sana. All their flashbacks, their child hood everything. Each and every memory of sana was giving sukoon to sid.

Sid: aaj pata nahi kitne saalo baad meri sanu ne mujhse kuch maanga hai. Aaj sanu tu mujhse kuch bhi maang leti main mana nahi karta. Tune college jaane ke liye permission maangi to main mana hi nahi kar paya. Par mujhe uski security badani padegi. Vo bahar jaygi to singh active ho jayga. Or abhi tak uski koi information nahi hai. Par main ab usko udaas bhi nahi dekh sakta bade dino ke baad uske chehre pe khushi dikhi hai mujhe.

Angel 😇 or Devil 👿Where stories live. Discover now