You Can't Forget Me ( Epilogue )

1.3K 132 11
                                    

Continued....

The Next Day,

Anubhav was fiddling with files in his room, when he felt two arms wrapped around his waist. He smiled and found Karishma hugging him from behind.

He turned around and hugged his sister. He felt after ages, because it was indeed true. They were hugging each other after almost years.

He had closed his eyes and smiling when she felt his shirt getting wet. He broke the hug tensed and saw her weeping.

"Behna aap ro kyu rahi hai?", He asked worriedly.

She didn't answered but cried more. He made her seat on the bed and fetched some water. He made her drink the water and kept the glass aside.

"Aap bataeye ki hua kya hai? Aap ro kyu rahi hai?", Anubhav asked cupping her face.

"Hume maaf kar dijiyega Bhaiya. Humse bohot bada vala galti ho gaya... Nahi galti nahi paap kar diya hai humne", Karishma said avoiding eye contact.

"Kya bol rahi hai aap Behna? Koi paap vaap nahi kiya hai aapne! Pehle aap shant ho jaeye, aur shanti se bataeye ki hua kya hai?", Anubhav said calmly.

"Bhaiya aapki sagai vale din hume aapke saath voh nahi karna chahiye tha. Bachpan se lekar aaj tak aapne hume sabse jyada pyaar kiya aur humne aapko nahi maddam sir ko chuna...", Karishma said as new set of tears flow from her eyes.

"Behna aap..."

"Nahi bhaiyaa aaj hume bol lene dijiye... Bachpan mein chachaji ke jane ke baad pure ghar ka jimmedari udha liye tha. Dusron ki khushi ke liye aapne khushi ka parvah nahi kiya aapne. Aur humne ka kiya, humne ussi aapne bhai par bandook tan di jo hume sage bhai se bhi jyada pyaar karta hai. Aaj Tak jisne hamara khushi ke liye ka kuch nahi kiya, humne usse aapne Anu Bhaiya ke upar gun taan di... Kaise behen hai hum. Hum na behen kehne ke layak nahi hai...", Karishma closed her eyes letting the tears fall.

Anubhav too had tears in his eyes.

"Behna hamari baat suniye. Aapko bura maane ki avashyakta nahi hai. Hum apse naraj nahi hai...", Anubhav said.

"Nahi maat kijiye hume maaf. Hum maafi ke layak nahi hai Bhaiya. Hume toh yaad bhi nahi hai ki humne aaj se phele kab ek dusre ko gale lagaya tha. Uss din aap itne bade aur Khatarnak mission par ja rahe the aur hum maddamsir ki taraf itne jhuk gaye ki aapke bhavnoan ki kadar hi nahi ki. Aapko uss samay gale nahi lagaya jis vakt aapko uski sabse jyada jarurat thi... Hume maaf kar dijiye...", Karishma said crying.

Anubhav just hugged her tightly. Karishma too hugged him and both the brother sister emptied their hearts in each other's embrace. After some minutes they broke the hug.

"Behna hum aapse naraj nahi hai. Aap khud ko kisi bhi prakar se dosh mat dijiye samjhi aap...", Anubhav said and Karishma nodded cutely.

"Par Bhaiya chachi ji ka kya? Voh hume kabhi maaf nahi karegi!", She said.

"Kyu nahi karungi?", They heard a voice behind them.

They saw Maa on the door listening to bro sis conversation. She too had tears in her eyes. She wiped her tears and went towards Karishma. She sat down and took Karishma's hand in hers.

"Karishma tujhe aapni galti ka ahsaas ho gaya yahi bohot badi baat hai. Aur jab Anu ne tujhe maaf kar diya toh main kyu bhala tujhse naraj rahungi...", Maa smiled and caressed her hair.

Karishma smiled back and hugged her aunt. Anubhav too joined the hug when they hear another voice.

"Wah matlab jiski vajah se yeh milan ho raha hai usse hi alag kar diya ", three broke the hug and saw Haseena with her hands on her waist and cute frown.

AnuSeena Shots/Series/ER -by Janescripterजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें