XVI. Love and Duty 6 (Last Part)

941 121 18
                                    

Not proofread.

Continued...

One month later, Hassena was in her house after duty. It was night time. She was going through some files when her doorbell rang.

She opened the door and was surprised to find Anubhav on the door. She invited him inside and closed the door.

"Aap itni raat gaye yaha? Sab thik Haina?", Hassena asked.

"Ha sab thik hai parantu ek samasya hai", Anubhav said smiling weakly. Hassena raised her eyebrows. "Bakshi sir ka durbhash aya tha hume. Unhone humse kaha hai ki voh pendrive jald se jald unhe chahiye. Isiliye hum vahi lene aye the.", Anubhav said sternly.

"Pendrive? Lekin agar Bakshi sir ko itne urgently disk chahiye thi toh unhone humse contact kyu nahi kiya? Aapse kyu maangi?", She asked, he just looked away.

"Voh hum aapko nahi bata sakte. Baas voh pendrive hume de dijiye", He said a little annoyed, Hassena looked at him.

"Humne aapse pehle bhi kaha hai Anubhav, jab tak hume voh captain nahi mil jata hum nahi de sakte hai aapko voh pendrive. Humne najane kitni baar kaha hai aapko. Aur voh pendrive agar Bakshi sir ko chahiye toh unhe kahiye ki humse khud akar mange. Aapke kandhe par rakhkar goli chalane ka kya matlab hai?", Hassena said in a little loud voice.

He came forward and grabbed her shoulders tightly. She winced in pain.

"Humne kaha na ki voh pendrive hume chahiye. Kaha hai voh hard disk Hassena Mallik?", He shouted at her.

"Kya kar rahe hai aap Anubhav? Hume dard ho raha hai. Chodiye hume", Hassena said angrily. "Aap jo bhi karle hum aapko voh pendrive nahi de sakte hai", she smiled at him, Mocking him indirectly.

He gave her an angry glare and slapped her across her face– so hard that she landed on the floor with a thud. Her eyes brimmed with tears and anger. She placed her hand on the corner of her mouth. It was bleeding. She turned to look towards him.

He approached her and grabbed her hairs. She screamed in pain and held his hands to pull her hair back from his clutches, but it was of no use.

"Baas hua Tumhara natak Hassena Mallik. Agar tumne nahi bataya ki pendrive kaha hai toh ek ek karke tumhare sab sathi, tumhari Ammi aur tumhara pyaar sab maare jayenge.", He said with an evil smirk. She looked at him in disbelief.

He left her hair.

"Kyu chauk gayi na Hassena Mallik? Sahi suna tumne hum Anubhav Singh nahi hai.", He said with a smirk. Hassena was still gazing him. "Aab janna chahogi ki tumhara Anubhav kaha hai?", Anubhav said.

She looked away hiding her tears. He angrily looked at her and grabbed her mouth.

"Aab bata ki voh Pendrive kaha hai varna thik nahi hoga!", He said angrily.

Hassena smiled and looked at him. He looked at her confused. She chuckled and sat on the couch, crossing her legs.

"Tera dimag toh kharab nahi ho gaya na? Aab bata rahi hai ya fir mere ek phone karne par sab maare jayenge", He said.

"Tumhe kya laga ki hume pata nahi hai ki tum Anubhav nahi ho?", She said with a smile, wiping the blood on corner of her mouth. "Hum pehle se hi jaante hai tum Anubhav nahi ho. Aur agar hume pata bhi nahi hota toh tumhari baatein hi sab bayaan kar deti", she said.

He gave her confused look.

"Hum pyaar karte hai Anubhav se. Unke ehsaas ko pehchaan lete hai. Jab se ghar mein aye ho, tab se hi kuch alag sa lag raha hai hume. Tum yakinan hamare Anubhav ke aas paas bhi nahi ho.", She said pouring oil to the fire of his anger. "Aur dusri baat toh yeh ki Anubhav bohot acche se jaante hai ki hamare liye hamara desh sabse upar ata hai. Pariwar ho ya pyaar, sabse pehle desh. Aapne pariwar ko bachane ke liye agar humne aapne iman ko becha yeh unhe pata chala toh voh Zinda rehne se accha maar jana pasand karenge. Isiliye Anubhav kabhi bhi aapno ko marne ki dhamki dekar humse voh pendrive chin hi nahi sakte", Hassena said with a proud smile lingering on her face.

AnuSeena Shots/Series/ER -by Janescripterजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें