Trust

283 30 6
                                    

Next morning Pakhi came out of her room and found Sai standing there waiting for her.

Sa:- Good morning.

P:- Morning. Why are you here.

Sa:- Umm vo Samrat dada...

P:- What did he do now?

Sa:- geez relax! I mean aai ko kaise bataoge aap that he is alive.

P:- I've thought of that already. Tum bss mere saath chalo.

Sa:- M..mei? Mei kyu?

P:- Nhi to kya mera bhoot.

Sa:- acha but batao to ki kaisa kahogi. Agar directly unko ye baat batai to unhe sadma lg skta h..

P:- I know. We have to be really careful while telling her.

They both went to Mansi's room and saw her sitting on her bed.

M:- Are Pakhi.. Tu aa gyi..?

P:- Ji aai kl raat hi aayi hu.

M:- Acha aaja baith. Khadi kyu ho tum dono.

They both sat beside her.

M:- Vaise tum dono ki aankh itne subah kaise khul gyi...?

Sa:- Band hi kaha hui jo khilegi.

Sai whispered but Pakhi heard and glared at her. She gulped and looked towards Mansi.

Sa:- Aise hi aai. Umm aai apko yaad hai jb mei pehli baar Chavan Nieas aayi thi tb aapne ek baar mujhe kaha tha ki apko mujhe dekh kr kisi ki yaad aati hai...

M:- Hahaha haan kaha tha kyu ki uss vakt tu mujhe meri bachpan ki dost jaisi lgi fir pta chala ki tu usse bhi jyada pagal h...

P:- No doubt in that.

Sa:- Umph! This is wrong aai. Aap me se koi mujhe support nhi krta. Bss ek Samrat dada hi meri side hote hai...

Pakhi looked at Mansi's sad eyes.

M:- Shi kaha tune. Aaj agr mera Samrat hota na to...

P:- Aai agr Samrat sach me hota to kitna acha hota na aai

M:- Ab inn sb ka kya fayda bada... Bss vo jaha ho khush ho

Sa:- Aur agr mei kahu ki vo yha hai...?

M:- Kyu jhuti umeed de rhi h... Janti hu aage kahegi ki vo hmare dil me hai..

P:- Nhi aai vo sach me hai

M:- Kya matlb?

P:- Ek min...

Pakhi went out leaving confused Mansi. She knocked on Sam's door and after a few secs he opened it while rubbing his eyes.

S:- Pakhi...?

P:- Neend khul gyi?

S:- Umm haa..

P:- Suno aai ke samne achanak mt jana aur tumhare saath kya hua ye abhi mt batana... Kuch kahani bana dena... Unka dil ye sb ek saath tolerate nhi kr skta so be careful. Ab chalo mere saath aur jb tk mei na bolu room me mt aana...

S:- Ok

He silently followed her and stood outside the door while she went inside.

M:- Kaha gyi thi tu aur ye subah subah kya bakwaas kr rhe ho tum dono...?

P:- Aai aap kehti thi na ki apko hmesha Samrat ke aas paas hone ka ehsaas hota h...

Sa:- Shayad isliye kyunki dada yhi the

Raahi pyaar keDonde viven las historias. Descúbrelo ahora