"Episode 05"

385 21 6
                                    

Umeed was fine now, Haya tried to feed her soup but she refused.

"Umeed, kuch to khalo tumhari tabiyat theek nahi hai, phir medicines bhi leni hain" Haya said in concern.

"Haya, mein theek hun, tum bas jaldi se ghar chalne ki tayari karo" Umeed demanded.

"Umeed, tum jab recover hojaogi to ghar chale jaingay" Haya told her.

"Acha wo, Farjaad aye the?" Umeed asked hesitately.

"Umeed, tum kis mitti ki bani ho, bhool jao Farjaad ko" Haya said, got shocked.

"Haya, mein mohabbat karti hun ye koi khel nahi hai ke mein Farjaad ko bhool jaon" Umeed said sadly.

"Nahi, Farjaad nahi aya tha lekin Mimi apne parents ke sath tumhe dekhne ayi thi" Haya explained while feeding her.

"Acha theek hai, tum Mimi ko kehdena ke wo aj nahi aye, meri wajah se pareshan nahi ho" Umeed said in concern.

"Wo aigi, tumhari dost hai lazmi aigi"

Mimi enters in the room, Umeed got happy to saw her. Mimi went to her and they did a side hugged.

"Kesi ho Umeed?" Mimi asked softly.

"Theek hun, tum abhi kyu agai, baad mein ajati?" Umeed complained.

"Umeed, mujhe tumhari bht fikar horahi thi, isliye nahi ai" Mimi replied.

"Lekin Mimi, tum ai kiske sath ho?" Haya asked.

"Farjaad bhai ke sath" Mimi replied.

"To kahan hain Farjaad?" Umeed asked in curiosity.

"Wo bhai bahar Reena se phone par baat karahe hain, aj mama aur baba Reena ke ghar proposal lekar jaingay" Mimi said, sarcastically smiled.

"Tum nahi jaogi?" Umeed asked.

"Nahi, mein aj apni Umeed ke pass hi rukongi" Mimi replied softly, sat beside her.

"Nahi Mimi, buri baat hai tumhara bhai hai, tumhe iski khushi mein khush hona chaiye" Umeed explained softly.

"Dekho Umeed, tum mujhe force nahi karna, mein Reena ke ghar nahi jaogi, infact mein to shaadi mein bhi nahi jaongi" Mimi said confidently.

"Kya reason dogi?" Umeed asked, confused her.

"Kuch nahi lekin mein Reena ko pasand nahi karti, mein hamesha se tumhe apni bhabi dekhna chahti thi" Mimi answered.

At that moment, Farjaad enters in the room. Umeed looked at him, Farjaad looked at her. Their eyes met, Umeed heart was beating fast, she lost in him again.

"Maana ke ham yaar nahi,
Loo tee hai ke pyaar nahi,
Maana ke ham yaar nahi,
Loo tee hai ke pyaar nahi"

Farjaad reached towards her, smilingly looked at her. Mimi gestured Haya to leaves from there.

"Wo Haya ham chalke Umeed ke liye kuch khane ke liye lekar ate hain" Mimi said.

Haya nodded her head, they both went from there.

Tabiyat kesi hai Umeed?" Farjaad asked softly.

"Hmm, ab theek hun" Umeed replied, looked at him lovingly.

"Wese tumhe achanak kya hogaya hai?" Farjaad asked.

"Kuch nahi, zinda hun aur apke samne hun" Umeed replied while rolling her eyes.

FARMEED: "Tu Jaane Na✨"Where stories live. Discover now