"Episode 12"

364 23 9
                                    

"Umeed, tumhe abhi bhi kehrahi hun, nikkah mein chali jao" Haya tried to insisted her.

"Nahi Haya, mein tumhare pass hi rukungi, tum please aram karo aur thori der mein change karlena" Umeed replied and went for freshen up.

**********

After sometime, Umeed enters in the room and sat infront of Haya, Haya smiled towards her brightly.

"Haya, zyada dard to nahi horaha?" Umeed asked in concern.

"Mein theek hun, tum fikar nahi karo" Haya replied meekly.

"Agar zyada pain ho to batadena, mein pair daba dungi" Umeed said meekly.

Haya nodded her head, "Umeed, Farjaad ka nikkah ho gaya hoga?" Haya asked.

"Hmm, shayad meri mohabbat hamesha ke liye gumshuda hogai" Umeed replied while lowering her glaze.

"Aise kyu kehti ho Umeed, zindagi mein bht log ate hain aur bht log chale jate hain, tum itna dukhi nahi ho" Haya said while holding her hand.

"Haya, mohabbat mein koi choices nahi hoti, hoti hai ya phir nahi hoti" Umeed replied confidently.

"Acha, choro ham apni batein karte hain" Haya said, changed the topic.

Umeed nodded her head and they smiled. They started talking but Umeed's mind was stuck on Farjaad, her heart was burning. She thought that now everything is finish, her love is end.

********

Umeed came in the balcony while holding her diary, she looked at the sky and saw the moon who was shining as always. Then she looked at the stars.

"Aj to Farjaad ka nikkah hogaya hai lekin phir bhi mera dil itna sukoon mein kese hai?" Umeed thought surprisely.

Umeed sat on her "jhoola" and opened her diary, she started writing.

"Aj wo din bhi agaya aur chala gaya, ye raat bhi guzar jaigi aur meinay jise chaha tha wo bhi chala gaya"

"Haya kehti hai ke zindagi mein bht log ate hain aur chale jate hain lekin mera maan na ye hai ke kuch log apki zindagi ka ek khas hisa hote hain aur Farjaad meri zindagi ka koi khas hisa nahi balke meri pori zindagi hai, mein ye sochti hun ke kaash waqt ko rewind karke wahan lejao jahan sirf mein mohabbat hui thi aur wahan jakar apne qadam peeche karlun, mein Mimi ko kabhi chor to nahi sakti kyuke Mimi bhi meri zindagi ka ek khas hissa hai"

"Lekin pata nahi mujhe aisa kyu lagraha hai ke sab kuch theek hojaiga, meri mohabbat har gai hai lekin phir bhi mujhe wo haar mehsos nahi horahi, na mere dil se Farjaad ki mohabbat khatam hui aur na hi mein inhe bhool parahi hun lekin abhi bhi mujhe ek alag sukoon milraha hai"

Umeed eyes was teary again, she closed the diary and looked at the moon lovingly, she slowly laying down on the jhoola and slept in her imagination.

******

Next morning, the morning view was beautiful. It was the fajar time, Umeed woke up and then after wadu, she offered prayer and pray for herself.

"Ya Allah, mujhe nahi pata meri kismat mein kya likha hai lekin mein tujh se sirf ye dua maangti hun ke Farjaad hamesha khush rahe, wo kabhi bhi pareshan aur dukhi na ho, wo apni nayi zindagi mein bht khush rahen"

Haya was still sleeping,Umeed completed her dua, took her phone from the side table and went in the balcony. Umeed saw the missed calls of Mimi and got confused.

She saw that Mimi was still active on whatsapp, she quickly called her and withni one second, Mimi received the call.

"Hello, Mimi sab theek to hai, tumhari itni sari missed calls" Umeed asked normally.

FARMEED: "Tu Jaane Na✨"Where stories live. Discover now