"Episode 23"

490 40 8
                                    

Umeed and Farjaad enters in the room, Farjaad was just starring at her smilingly. Umeed took the first aid box, started dressing on her hand. Farjaad admiring her lovingly.

"Zakhmon ko mere marham ki jagah,
Bas tera chuha chaiye"

"Agar mujhe pata hota ke tumhe manana itna asaan hai, to mein apna hath pehle jala leta" Farjaad said in flirting tone.

Umeed looked at him surprisely, their eyes met "Kuch cheezen insaniyat ke khatir bhi ki jaati hain, ap mujh se ye expect nahi karein ke mein ap se baat karlongi" Umeed said rudely.

After dressing, Umeed stood up and ignored him. She silently about to went outside the room but Farjaad held her wrist tightly, pulled her closer to him.

"Tum mujhe aise ignore nahi karsakti" Farjaad said annoyingly.

"Farjaad, please hath chorden" Umeed requested while looking around.

Farjaad held her hand more tightly, "meinay ye hath chorne ke liye nahi pakra tha" He said in heavy tone.

"Ap ne ye hath chorne ke liye hi pakra tha, shayad ap bhool gaye hain ke apne apni Reena ke liye mujhe ek saal qaid kia hai" Umeed said, taunted at him.

"Kia tha, aur ye baat yaad rakhna ke ab tumhe isi qaid mein rehna hai" Farjaad said and smiled.

Umeed tried to released her hand but Farjaad tighted his grip, she got annoyed. Umeed eyes was teary within one second, Farjaad looked at her and loose his hand.

"Umeed, tum roo kyu rahi ho" Farjaad asked in concern.

"Nahi, mein theek hun" Umeed said softly, lowered her glaze. Umeed heart was melt now.

"Mein sorry kar to raha hun, i am so sorry" Farjaad said and apologized softly, tried to consoled her.

Umeed looked at him and Farjaad held his ears.

"Sun mere hamsafar,
Kya tujhe itni si bhi khabar"

Umeed looked into his eyes and smiled lightly.

"Haye, aisi nazron se to na dekho, ghayal horaha hun mein" Farjaad said in flirting tone, kept his hand on his heart.

Umeed controlled her blushing and lowered her glaze, she didn't knew how to react.

"Ke teri saansein chalti jidhar,
Rahonga bas wahi, umar bhar,
Rahonga bas wahi, umar bhar haaye"

"Acha, kya hua tum jo kahogi wo mein karonga, ek taang par kharab hojaon?" Farjaad asked jokingly.

"Hmm, theek hai hokar dikhaye" Umeed said strictly.

Farjaad tried to did this but Umeed giggled at him, he fakely offended and she stopped laughing.

"To apne mujhe maaf kardia na?" Farjaad asked.

"Hmm, maaf kia" Umeed mumbled.

"Ab naraz to nahi hogi?" Farjaad asked in soft tone.

"Agar ho bhi jaongi to ap mana li jiye ga" Umeed said lovingly, he smiled brightly and they locked their eyes.

"Kitni haseen ye mulaqatein hain,
Unse bhi pyaari, teri batein hain,
Baaton mein teri, jo khojate hain,
Aoon na hosh mein, mein kahin,
Baahon mein hai teri, zindagi haaye"

"Aur agar kabhi mein naraz hojaon to?" Farjaad asked, tried to test his patience.

Umeed grinned, wrapped his neck lovingly, "apko aisa lagta hai ke mein apko naraz hone dungi?" She said confidently.

FARMEED: "Tu Jaane Na✨"Where stories live. Discover now