Kya Kare...
Dill me toh bahut kuch h...
Lekin nahi pata
Kya kare !
Kehna toh chahte h bahut kuch
Lekin koi sunane k liye nai h
Kya kare !
Pyaar karte h use
Par maa baap ko voh pasand nai h
Kya kare !
Kar lo mujhse shaadi kehti h voh
Magar izzat jamana nahi dega
Kya kare !
Paise kama ke, achi zindagi chahte h
Apne parivaar k liye
Lekin distraction hi itne h
Kya kare !
![](https://img.wattpad.com/cover/71142068-288-k510407.jpg)