Chapter 5

1.4K 173 22
                                    

Bondita opened the door opened the door and got tears. But Bondita turned her face and spoke

Bondita : aap... aap yaha kiyu ayein hain?

Kaka : hum humari bahu se milne ayein hain.

Bondita : bahu? kon bahu? yaha koi bahu nehi rehti bas ek postitute rehti hain.

Kaka : aisa maat kaho hum jaante hain tum hi humari bondita ho. tum aaj bhi humari bahu or Anirudh ki patni ho.

Bondita : baccha chahiye or dusra koi upai nehi hain ishliye aaj Anirudh ki patni or apki bahu ki yaad agyayi? par apko bata du woh bondita thi jo 6 saal pehle hi maar chuki hain. mein nehi hu.

Kaka : accha fir muh modh ke ansoon kiyu chupa rahi ho humse? hum sab sach jaante hain.

Bondita wipped her tears and turned towards them.

Bondita : nehi to... main kiyu ansoon chupaungi? rote to apno ke liye hain or mera to koi apna hain hi nehi. or kaisa sach?

Kaka : yehi ke tumne sabkuch apni behen sampoorna ke liye kiya. or yeh bhi jaante hain tumhare gunegar kahi na kahi hum bhi hain. yeh jaante huye ke bhi ek chodi huyi aurrat ke sath kaisa bartav hota hain tumhe jaane diya. par kiya karte hum bhi ish halat mein nehi thei ke samhal sake. humei maaf kardo.

Bondita : maaf kar bhi de to kiya mera dard kaam hojayega? mera bachpaan wapas ajayega? maine jo kuch saha hain sab khatam hojayega? mere mathei pe laga hua dagh dhul jayega? nehi kakasas... jameendar babu. nehi.

Kaka : rukh kiyu gayi?  hum aaj bhi tumhare kakasasurji hain. or jaante hain maafi ke layak nehi hain. par humei maaf kardo or ghar wapas Chalo.

Bondita : ghar? kiska ghar? konsa ghar? mera nahi koi ghar hain or nahi koi parivaar.

Kaka : aisa maat kaho. humere ghar ko, humei, Anirudh ko tumhari zarurat hain.

Bondita : kiyu? unki nayi patni or apki  nayi bahu nehi hain ghar samhalne ke liye?

Kaka : bhale hi anirudh ne usse patni maana ho, som batuk ne boudi mana ho. par humne usse kabhi humari bahu nehi mana. kabhi usse woh darja nehi diya jo tumhe diya tha. kiyuki mujhe yakin tha tum ekdin wapas jarur ayogi.

Bondita : aap galat soch rahe hain. main kabhi ush ghar mein wapas nehi jaanewali or haan aplogo ko baccha chahiye na? thik hain main taiyar hu aaplogo ko waris dene ke liye. par main dubara kabhi unki patni or apki bahu nehi baan sakti or ban nah bhi nehi chahti.

kaka : kiyu?

Bondita : kiyu ki main nafraat karti hu apke bete se.

Kaka : tum usse galat samajh rahi ho. Anirudh or soudamini ke bich dusre pati patni ki tarha rista nehi hain.

Bondita : mujhe fadak nehi padhta unke or unki patni ke bich kaisa rista hain. main bas itna jaanti hu main unse nafraat karti hu. or sach jaane ki badh bhi main yehi hu kiyuki aap logone mujhe khareeda na? or main apki Bete ki tarha dhokebazz nehi hu. jaise hi baccha mil jayega main wapas chali jayungi.

Kaka : hum minti karte hain...wapas Chalo humare sath.

He requested folding his hands infront of her.

Bondita : aap mujhse bade hain aise haat jodhke mujhpe pap na chadaiye.

Kaka : fir chalo wapas.

Bondita : mujhse yeh nehi hoga... maaf kardijiye.

She cleared and went inside. Kaka stood sadly with moist eyes. In Rc mansion Anirudh just crying helding bondita's photo. A 5 year old girl came to him through wheel chair.

Bondita : Baffeled with Life (Complete ☑️)Where stories live. Discover now