Chapter 24

991 161 21
                                    

Bondita : jo hua woh pehle ki baat hain.  aaj to main safal hu na? meri zindegi sawar gayi na?

Anirudh : par jo ghao usne diya tumhe kiya woh bhar gayein? actually galti shirf uski nehi hain meri bhi hain... agar main ush waqt behkawein mein nehi ata to sayad woh sab nehi hota. tumhari dard bhari zindegi ki zimmedar jitni woh hain sayad utna main bhi hu. or ishke liye nahi mein usko kabhi maaf kar sakta hu or nahi khudko.

Bondita : par....

Anirudh : mujhe ushke bare mein koi baat nehi karni bondita. so please tum bhi baat maat karo!

Anirudh yelled but he felt pain in his chest and winched. Bondita panicked.

Bondita : sakhababu...aap thik hain kiya hua? dard horaha hain?

Bondita warpped her left hand around him and other hand placed on his chest closing eyes in pain. Bondita got tears and she pated on his chest. 

Bondita : kiya hua... apko...?

Anirudh got relaxed and placed his hand on her which placed on his chest. Then looked at her teary eyes.

Anirudh : Thik hu...rona bandh karo mein thik hu...

Anirudh assured her. But her tears still flowing. Anirudh wipped them.

Anirudh : fikar maat karo itni jaldi nehi janewala abhi to bohat kuch karna hain humei sath mein.

Bondita : kiya keh rahe hain yeh sab...

Anirudh smiled and cupped her face.

Anirudh : sach...jana to ek na ek din padegah na sabko? ishliye kaha.....

Bondita glared him puffing her cheeks. Anirudh brusht them they both laughed.

Anirudh : tum abhi rehaan ko call karo or kaal hi ane ko kaho...

Bondita : apko badi jaldi hain usse milne ki?

Anirudh : haan hain to?

Bondita : par use kuch nehi pata humare bare mein...

Anirudh : aare tum bulao to sahi...main handel karlunga sabkuch.

Bondita called Rehaan and asked him to come tulsipur. But she was getting bored. She went to kaka and they talked for long time which they had stored in mind for years to share with eachother.

Bondita : kaka? kiya aj mein khana bana sakti hu?

Kaka : tum...

Bondita : kiyu nehi?  bahu nehi to kiya hua beti hu na apki? or itna bura khana to main banati nehi ke aap kha nehi payoge?

Kaka's eyes got moist. He pated her head lovingly.

Kaka : tum dubara kiyu wapas nehi ajati humari zindegi mein?  Anirudh ke patni ke nate se. do shadiya koi badi baat nehi hain.

Bondita : kaka.. ab bohat samay bith gaya hain mere jakham bhi bhar gayei hain unhe dubara maat khurdiye...main jaisi hu abhi khush hu...

Kaka : par yaha koi khush nehi hain... Anirudh bhi nehi...

Bondita : sayad nehi honge... par kiya woh mujhe apna nah chahte hain? nehi kaka...woh mujhe dubara kabhi risto ke manzar mein nehi bandhenge. woh mujhe azad dekhna chahte hain... ek aisi aurrat baante huye dekhna chahte hain jo bina kisi sahare ke ziye...dusri ladkiyo ke prernah bane... or main woh sare sapne pura karnah chahti hu jo unhone mere liye dekhe.

Kaka noded his head. Bondita smiled.

Bondita : to abhi main jayu kaka khana bana ne ke liye?

Kaka : zarur...

Bondita : Baffeled with Life (Complete ☑️)Where stories live. Discover now