Chapter 21

1.1K 155 17
                                    

Bondita looked at him and took the rumal then wipped her tears.

Rehaan : humdono to anjaan hain ekdusre se tum chaho to mujhe bata sakti ho. woh kehte na strangers se baate share karke accha lagta hain.

Bondita : woh kuch nehi bas kisiki yaad agayi thi.

Rehaan : tumhare gharwalo ki?

Bondita noded her head.

Rehaan : jab itni yaad ati hain woh ayi kiyu unse door?

Bondita : kiyuki yeh sapna  mera or kisi or ka ke mein barrister banu.

Rehaan : fir unke bare mein socho ke agar unhe pata chala tum aise rou rahi ho yaha to unhe kaisa lagega? ishliye rona bandh karo.

Bondita wipped her tears and smiled. Rehaan also smiled. 

Rehaan : Chalo tumhe ek jagah dikhata hu.

Bondita gave a Questioned look. Rehaan gestured to follow him and started walking. He took her in a place near College and saw little childrens playing there.

Bondita : yeh sab kon hain?

Rehaan : yeh sab orphan hain. or yaha rehte hain. jab bhi mein udash hota hu yaha ata hu. or inke sab samay bita ke mujhe accha lagta hain. socha sayad tumhe bhi accha lage?

Suddenly few kids came and dragged him. He wore a contume of joker and started dancing with them. Bondita was watching them and smiled. But his leg slip and fall on ground. Everyone stopped and got silent. Bondita couldn’t help but start laughing loudly. Everyone looked at her including rehaan.

Bondita : or nacho fisal gaye na...

Bondita went near him while laughing and forwarded her hand. Rehaan slaped his head lightly and put his hand on her and got up. 

Bondita : can I be your friend also?

Bondita asked those kids.They didn’t reply just held her hand started roaming with her. They were laughing. Bondita also laughed and enjoyed. Rehaan smiled. After half hour they left from the place. They were walking.

Bondita : sorry mein puchna bhul gayi thi tumhe lagi to nehi?

Rehaan : lagi to thi. par tum jaanti ho kisike ke chehre pe muskan lana muskil hota hain. par I am glad ke tumare chehre pe muskan laa paya.

Bondita : waise tumhare ghar pe kon hain? or yaha kabse rehte ho?

Rehaan : bas main or meri maa hain. jab mein 8 saal ka tha tab se hi yaha rehta hu london mein. or tumhare parivaar mein kon hain?

Bondita : meri maa hain woh bhi bhidhwa hain.

Rehaan : matlab tum london apne maa ka sapna pura karne ayi ho?

Bondita : nehi mere biri...mere shikshakhbabu ka sapna pura karne ke liye. india mein aaj bhi bohat aurrat ko bohat kuch sehna padhta hain unhe padhne ka bhi haq nehi hain.. 

Rehaan : fir...tum...

Bondita : mere shikhsakh babu baki admiyo ki tarha nehi hain. unhone mujhe akele ghar pe padhaya or fir dalhousie bheja or aaj mein yaha hu. kiyuki woh chahte hain main barrister baanke sab aurrat ki prerna banu. unke haq ke liye kuch kar saku....

Rehaan : bohat acche bichar hain. main bhi india jana chahta hu or dekhna chahta hu. jannah chahta hu. bhale hi yaha pala bara hu par bana tu ush mitti se hi hu na?

Bondita : jab humari graduation pure hojayegi tab tum jana ghumne india. To kiya hum dost baan sakte hain?

Bondita said forwarding her hand. Rehaan also shake his hand.

Bondita : Baffeled with Life (Complete ☑️)Where stories live. Discover now