Chapter 18

1.1K 176 10
                                    

It turned night. Anirudh stopped car infront the small house. It started raining.

Anirudh : tum gadi mein raho main dekh ke ata hu.

Bondita noded her head. He went to the house and opened the door. It was a small house and was well cleaned.

Anirudh turned to call bondita but he saw her drenching in rain getting lost. She was feeling the every drop of rain on her skin. Her sharee got sticked to her body. Anirudh gulped. She was looking breathtaking. 

Anirudh : ajao...

He said and turned his face. how could he think  all this about his bondita?  They went inside.

Anirudh : itna bhigi kiyu? aab puri raat aise rahogi? thand nehi lag jayegi kiya tumhe?

Bondita : ap meri fikar maat kariye main dekh lungi.

She said and pulled out the curtain and started unwarping her sharee infront of him. Anirudh turned his face.

Anirudh : kiya kar rahi ho!

Bondita : kapde badal rahi hu.

Anirudh : kamre mein jaake badlo na.

Bondita : itni sharam arahi hain to aap kamre mein jaiye na!

Anirudh immidately ran to room in shyness. Bondita chuckled. She warpped the curtain around her body like a sharee. She took a deep breath.

Bondita : tujhe aaj karna hi hain.

Her hair and body wasn't fully dried. waterdrops were rolling on her skin. Bondita went inside. He was feeling nervous and sweating. 

Anirudh : tu yeh sab kiya soch raha hain? kaise soch sakta hain bondita ke bare mein!

Bondita sat beside him. Anirudh was looking otherside. 

Bondita : zamindaarbabu....apko apni kasam yaad hain na? jo soudamini didi ne di thi? ke aap ghar ko warish denge.

Anirudh : yaad hain par abhi kiyu puch rahi ho?

Anirudh said in nervous tone. Bondita went closer to him. Their body was touching. 

Bondita : kiya apko vidhi ki chinta nehi? kiya aap usse piyaar nehi karte?  jaante hain na kasam todhne se kiya hota hain?

Anirudh : main yeh sab nehi manta tum bhi jaanti ho.

Bondita : thik hain par sochiiye jab koi nehi rahega vidhi akeli rahegi tab uska dhiyaan kon rakhega? koi nehi. or jitna aap usse piyaar karte hain utna to sayad main nehi karti par mujhe uski chinta hain.

Anirudh : tum kehna kiya chahrahi ho?

Bondita : yehi ke mujhe apna kaam karne dijiye.

Anirudh : tum aaj bhi yeh sab...

Bondita : maine pehle hi kaha tha. main apne zuban ki pakki hu. maine wadah kiya hain warish dene ka or main dungi.

Anirudh : tum kiyu nehi samajhti bondita ke yeh sab sahi nehi.

Bondita : main jaanti hu kiya sahi hain kiya nehi. gurudaksina mein apko paise to nehi de sakti par warish de sakti hu.

Anirudh got shocked and dissapointed. How could she made deal of study with her womb. Anirudh shout at her.

Anirudh : tum hosh mein ho? kiya keh rahi ho!

Bondita put finger on his lips and went closer.

Bondita : hush!! main pure hosh mein hu or aap jante hain agar aap ziddi hain to main bhi hu.

Bondita : Baffeled with Life (Complete ☑️)Where stories live. Discover now