Chapter 14

1.3K 187 10
                                    

Vidhi : batao na apka baba ke sath kiya rista hain? or meri kon lagti hain?

Anirudh : humesa koi rista ho yeh to zaruri nehi na? woh meri shakhi hain. sabse acchi sakhi.

Vidhi : sotti? to mein apko kiya bulao? bondita didi..? ( me : mujhe sampoo maa ki yaad agayi 😂)

Anidita : nehi didi nehi! or bhi hain.

Vidhi looked at them and they were looking at eachother.

Vidhi : to kiya bulao? pishi? (bua)

Andita's face flused. Anirudh spoke in hurry.

Anidita : pishi! 😳

Anirudh : woh pishi nehi hain tumhari!  kuch bhi bulao pishi nehi...!

Anirudh said with winded eyes. Bondita chuckled.

Vidhi : fir kiya bulayu? massi?

Bondita : mujhe naam se bulao bondita!

Vidhi : nehi...apka naam kaise le sakti hu? aap rosogolle jaisi mithi hain to...

Vidhi was thinking placing her jaw on her hand. Anirudh spoke.

Anirudh : misty...! usse tum misty bula lo! 

Vidhi : Haan misty...kitna piyara naam hain. aaj se mein apko misty bulayungi thik?

Bondita : thik! 

Vidhi clapped in happiness. Anirudh bondita smiled seeing vidhi.

Anirudh : chalo aab so jaao bohat der hogayi.

Vidhi : misty mujhe apke sath sona hain. aap soyogi mere sath? mujhe bohat baatein karni hain. 

Anirudh about to tell no but bondita gestured him to stop.

Bondita :  tum jaao mein abhi tumhare baba ko khana khilake aati hu.

Bondita picked her and made her sat on wheelchair. Vidhi left. 

Anirudh : sukriya tumhara vidhi ka dhiyan rakhne ke liye.

Bondita smiled and helped him to got up and fed him.

Anirudh : tumhe mere liye yeh sab karne ki zarurat nehi or nahi ya rukne ki. tum  jaa sakti ho.

Bondita : fikar maat kariye aap thik hojayenge to mein chali jayungi. kiyuki nahi yeh sasural mera nehi hain or nahi mujhe koi adhikar hain.

Anirudh : mera woh matlab nehi tha. ish ghar mein tumhe rukne ka pura haq hain. par...

Bondita : jaanti hu samajhti bhi hu  or mujhe yaha waise bhi nehi rukna. mujhe ghootan hoti hain ish ghar se. ke kabhi mujhe bhi ghar ki bahu ka darja diya jata tha or sab mere apne thei par aaj wohi sab kisi or ka hain. aap fikar maat kariye ekbar baccha ajayein fir mein bhi chali jayungi ap sabki zindegi se dur ush nark mein.

Anirudh felt hurt hearing her words.

Anirudh : tumhe mein dubara kabhi ush nark mein jaane nehi dunga. tum padhogi barrister banogi. main wadah karta hu tumse.

Bondita : kis haq se padhayenge? kis haq se rokenge? apki postitute ki haq se?

Anirudh : tum kuch bhi kaho tum aaj bhi meri patni ho or mera tum pe aaj bhi haq  hain. tumhe rokne ka, tumhe sath rakhne ka.

Bondita : par mera to apke upar koi  haq hain nehi or nahi kabhi tha. itni karwi baatein karti hu apke sath fir bhi misty naam de diya?  itni pasand hu kiya mein apko?

Bondita said while warping hand around her neck.

Anirudh : tum aise bartav karna bandh karogi? zindegi tumhe mouka de rahi hain dubara. socho ke zindegi bhar yehi sab karna hain ya apne jaiso ko niyaiyi dilana hain barrister banke? 

Bondita : Baffeled with Life (Complete ☑️)Where stories live. Discover now