18

2.1K 314 48
                                    

Sana entered in their bedroom .

She looked at the bed and she could imagine him there. She caressed his side of bed and a long tear rolled down from her eyes.

She looked at his favourite teddy which he had gifted her in their wedding time, she hugged the teddy and started sobbing.

She remembered him , his every little thing. From his morning messy handsome look to his demanding a forehead kiss. From his giggles to his pouts. From his warm hugs to his sweet kisses, she missed everything.

.
.
.

He looked at his pic and kissed it. .


Sana:

Bebu aap ko mai bacha lungi. Ye property, ye richness kuch bhi nahi hai...aap mere liye sab se precious ho.

Aap ki naaz aap ko kabhi koi takleef mein nahi rehne degi. Aap ki step mom ko jo chahiye wo unko mil jayega aur hum unse bohot dur chale jayenge.

Hum apni ek choti si duniya banayenge. Pehle mai life mein bas hardwork kar rahi thi papa ko impress Karne k liye par usme mujhe bas takleef mili .

Aab mai jindegi jeena chahti hoon Sidharthh , aap k saath kyun ki aap hi toh meri duniya baan gye ho ❤️

Apne pucha tha na ki aap ki naaz aap se pyaar karti hai ya nahi? Sidhaarth...aap ki naaz aap k Bina khush nahi reh saakti. Aap k Bina rehna bhi nahi chahti. Aap k Bina ye dil dadakna baand ho jaata hai.

Aap ki ek smile se mera din ban jaata hai. Aap sad ho jaate ho toh mujhe bhi dukh hota hai. Chot aap ko Lagti hai par yakeen maane aap k daard mein mujhe bhi daard hota hai .

Agar ye sab kuch ka matlab pyaar hai , fir hai mujhe aap se pyaar....pehli baar life mein kisi se khud se jada pyaar kiya hai maine. Mere liye pyaar ka matlab hi hai aap, Sidharthh !!

Mujhe pyaar ho gya hai mere pyaare bebu se...aur aab duniya ki koi takat mujhe mere pyaar se cheen nahi saakta.... Aap ki naaz aa rahi hai aap k pas, bebu ...mera intejaar karna ❤️


.
.
.
.

Sid, who was sitting on a closed room with close eyes, opened his eyes as he felt that his naaz is remembering him .

His heart skipped several beats . He was feeling weak because sudha had slapped him two three times and he had cried a lot as he was missing his Naaz a lot.

Sid:

Naaz kya tum mujhe yaad kar rahe ho?

Mere yaha ka jo dil hai na wo dadakne laga hai. Aur wo taab hi dadakta hai jaab tum mujhe yaad karti ho.

Mai tumhe kitne ghanto se nahi dekha naaz. Huggie bhi nahi mila , forehead kissis bhi nahi mila , mujhe mere favourite food , milkshake kuch bhi nahi mila kyun ki tum mere pas nahi ho .

Sidharth ne smile bhi nahi kiya paata hai? Kyun ki Sidharth taab smile karta hai jaab uske naaz khush hoti hai. Jaab tum mujhe forehead kissis dete ho taab mujhe smile aa jaata hai.

Tum aaogi na naaz mere pas? Tumne pinky promise kiya hai . Please aa jao. I miss you naaz .


.
.
.


It was evening when sana got the address and a happy tear rolled from her eyes.

Sana and amma bi reached in the address and entered inside the house.

When they entered, they saw sudha was sitting in the sofa of the big living room with a smirk on her face.

Sudha: aao aao. Tumhara swagaat hai.

Curing Love💖✅Where stories live. Discover now