26

1.9K 276 29
                                    


Ema's parents looked at sidharth with shock.

Her mother spoke...

Beta ye aap Kya bol rahe hai?

Sid looked at ema and ema noded.

Ema:

mom ... Listen to me!!

Sid is my friend. He is a businessman but he can also handle patients like naazo!

Aap logo ko naazo ka problem toh paata hai na? Wo panick karti rehti hai. Wo hamesha ek couple ko paint karti rehti hai.

Ye sab le k Maine sid se discuss Kiya tha. Sid ne taab mujhe bola ki aisa bohot logo k saath hota hai . Proper care hogi toh naazo bilkul thik ho jayegi.

Fir jaab hum yaha aaye , sid ne naazo ko dekha aur usko wo acchi lagi. Now he wants to take her responsibility, but not as a patient, as his wife.

Mom dad ye bohot accha ladka hai. Naazo bohot Khush rahegi uske saath!.

Her dad said ..

Dad: par beta aise hi hum kisi se bhi apne beti ki shaadi kaise kara saakte hai? Aur naazo ki maarji bhi toh honi chahiye na?

Ema: naazo se mai baat kar lungi na mom dad!!

They were still not convinced. As parents they can't take any decision in hurry because it is the matter of their child's future.

Sid took a deep breath and started speaking...

Sid:

Uncle aunty I know aap logo k liye ye decision lena bohot ajeeb ho raha hoga!! I completely understand!!

When ema told me about naaz...umm I mean about naazo... Maine taab hi soch liya tha ki mujhe usse thik karna hai aur fir mujhe wo pehli hi mulakaat mein bohot pasand aayi.

Par mai na aap ko force karunga , na hi usko .. aap ko jo decide karna hai aap kar saakte hai . Mujhe manjoor hoga!!

Par kuch bhi decide Karne se pehle aap ko ek waada karta hoon ki aap ki beti ko kabhi koi takleef nahi hone dunga! Ye meri amma bi hai aur mere dad hai mere ghar pe. Aap chahe toh unse baat kar saakte hai . Aap ko mai apne office ka address bhi message kar Dunga. Aap jo chahe paata kar saakte hai mere baare mein . Mujhe koi problem nahi hai.

Bas mai itna hi bolna chahta hoon ki mai aap ki beti ko Khush rakhunga aur jaldi se thik karne ki puri kosish karunga!!

Naazo's parents looked at each other and said...

Hume thoda time chahiye sochne k liye!

Sid noded !!

.
.

Amma bi was desperate to meet naazo! She wanted to see her once. So she asked...

Amma bi: aap ki beti kaha hai?

Naazo's mom said..

Ji wo so rahi hai. Uski tabiyaat acchi nahi hai na iss liye.

Amma bi and sid noded .

Sid: khyal rakhna uska aur aap ka jo bhi decision hoga I will be okay with it.  Aur mai usko thik kar k hi rahunga chahe aap ka jo bhi decision ho kyun ki mai chahta hoon ki wo ek normal jindegi jiye!!

The determination and honesty in his eyes somewhere convinced naazo's parents.

Taking a deep breath sid closed his eyes with a hope that naazo will be ready to marry him .

After sometime, amma bi and sid left .

.
.
.

After they left , ema was trying her best to convince her parents.

Curing Love💖✅Where stories live. Discover now