Return

219 8 3
                                    

Krishna was working after putting radha to sleep...

Dau- Dwaraka se patr aya hai... kaha hai ki hum ko jald se jald wapas jana padega... rajkarya badhta hi ja rha.. sab collect hoye ja rha and usme tumhara signature chahiye.. tumhare stupid rules ke liye.... 

Kri- mai nhi jaunga mat bhuliye dau, inhi rules ki wajah se dwaraka shanti me hai..

Dau- bat hai... tu jayega kanha.. waiseee ek khushkhabarri bhi hai!! main phir se pita banne wala hun!

Kri- Dauuuu!  shubhkamnaen! bhut sari badhai.. thora kam kiyo kro.. bhabhi ji ko kitta satate hooo

Dau- Krishnnnnnn areee mat chidhaooo

Kri- Nhi chidhayenge pr ek shart hai..

Dau- Kya?

Kri- Maii nhi jaunga dwaraka mujhe radhe ke sath rehnaaaa

Dau- VASUDEV KRISHN! Radha ke liye tum apne dayitwa nhi bhool sakte, tum ek raja ho, agr tumne apne dayitwa thukrae to radha prassann nahi hogi...

Kri- Parr...

Dau- (glares)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Dau- (glares)

Kri- Uh... to...To phir to wapas jana hi padegA 😔😞🥺 Main apni radha ko nhi chod sakta dau... main... m-m-main...

Dau hugs Kanha... 

Dau- Koi nhi, tum koshish karo us ke mata pita se bat karne ki agar unki agya ho to hum radha ko humare sath dwaraka le ja sakte hain...

Kri- Nhi keh sakta, radha per pressure hoga, aise mein hi apne parivar se door hai aur agar.... nhi nhi... main, hum... ch-ch-chalenge ... bus do aur din yaha rehte hain, bas radha ke sath rehna hai mujhe dau, bas.... (mood dampens)

Dau- upar bhagwan hai, woh sab thik kar denge... (thinks- par tumhi to wo bhagwan ho, kanha)

 (thinks- par tumhi to wo bhagwan ho, kanha)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Krishna was in a dilemma...

Dau- Abhi ye sab chodo.. dwaraka jane ka sara kam mai sambhal lunga.. ok?

Kri- hmmm ap jayiye...

Dau saw there was no use in talking with him so left krishna to do his own work..then he went to Satyabhama's chambers and found her idle..

Radheshyam's journeyWhere stories live. Discover now