Shuruat

1.3K 134 40
                                    

"Kehte hai na kismat hume humare pyaar se milvati hai kab kon kaha mil jae kisi ko nahi pata kab kis se konsa rishta ban jae kise pata , kab kisi se hume pyaar ho jae kise pata par agar kaisa ho jab phele hi chun rakhi ho manzil , kaisa ho agar ho chuki ho mohhhabat , kaisa ho agar didar ho uska har din , kaisa ho agar phele hi ishq ho us shaks se "

Let's explore..... 😉

It's was cold but lil sunny morning..... one girl is who's wearing simple pink colour suit and looking tensed she was waiting for someone...

Girl : Ye ladki bhi na kabhi waqt pe nahi aati dab dekho tab der pata ha na ki aaj humara college ka result ha phirbhi ek to khud ki itni tension ha upar se iska or der se aana....

After sometime one girl came and looked here and there and finally she saw a girl who is looking tensed she smile and shout....

' Purvi ' .... yes that girl was purvi she turned and show her fake lil anger....

Purvi : Sudha yar or kitni der..!
(sudha came)

Sudha : Sorry yar purvi dekh mera bhi to result hai yar tu har saal ache number se pass to ho jati ha phir kyu chinta..

Purvi : Tujhe pata ha na ki mujhe padhan kitni pasand ha or mujhe apne apne parivar ke karche khud uthane hai ghar ki halat theek ha par mujhe khud ki kamai bhi karni akhir kab tak dusro ke bharoshe rahu....

Sudha : Samjh gayi chal abhi result dekh lete ha phir ghar chalte hai..

Purvi : Oyeee aise to pure saal pleej bhagwaan pass kara do or main time pe hi bhagwaan ko bhul gayi isko na khete ha matlabi bache result ke bad chup chap shiv ji ke mandir chal...

Sudha : Theek ha meri maa.. chal ab..

And they goes.... the scene shifts to big haveli where A man sleeping in his couch he was holding paint brush and some colors on his hands and dress some sun rays falls on his face he slowly slowly open his eyes getup from couch he see his condition and then see the canvas and smile with lil steps he came near the canvas and creasseing the painting then he kissed that beautiful eyes...

Yes one & only Virendra Pratap Singh

15 saal , 15 saal aaj pure ho gaye apko roz dekhna roz sochna roz apki tasveere banana roz inhi tasveero ko chumna chuna aaj 15 saal pure ho gaye na isiliye apki ye tassveer bhi poori ho gayi duniya ki sabse zayda khoobsurat cheez jo aaj tak maine dekhi wo apki aankhe duniya ki sabse khoobsurat fhul aapki pyari si hasi duniya ki sabse khoobsurat keemti jaan wo aap.. or duniya ki sabse kharab cheez jise se mujhe sabse zayda nafrat hai... apka rona apke aansu apka dard apki taklife kismat ki lakeere badli ha maine or apki bhi badlunga ek din to ye chaht puri hokar hi rahegi jab apko bohot kareeb se dekhunga bohot kareeb se chunga jab apko bohog kareeb se......

He smile Nahi bina apki izazat ke
bina apke izazat ke nahi.....

With that he left from there and get ready for his morning routine here purvi sudha reached college and checking the list purvi was scared sudha goes and see the results and came back to purvi...

BEPANAH ISHQWhere stories live. Discover now