Welcome to Kanpur

441 131 101
                                    

Mai abhi na aaplog ko ek secret batati hu.... Mere na agle 6-7 episodes likhke ready hai, maine sang mei likh liye the taaki flow achi rahe... Ab kitni jaldi mai upload karti hu, vo aaplog pe depend karta hai...

Yaha aapne dono target complete kiye, aur vaha maine upload kr diya😎 sidhi si deal hai, aap pyaar barsane mei kanjusi mat kro... Mai episodes daalne mei nhi karungi👽 baaki aap sab khud hi samajhdaar hai

Chalo ab shuru karte hai

Enjoyyy Readinggg ❤️

#Episode44

Pinki: jii madam, baat toh bilkul sahi kahi aapne

RS: acha vaise, security guards ko bolna dur rahe thoda gharse aur casuals mei rahe... HM ko shaq nahi hona chahiye... Aur humari KS bhi kam nhi hai, easily pehchan jaati hai koi gadhbadh hone se

Pinki: hum pura dhyan rakhenge madam aap tension mat lijiye

RS: thik hai, rakho..

They end the call. RS continues to do the work in the kitchen.

KarEena: Welcome to Kanpur 😎

After taking a cab, HM and KS reached home. The bell rang "ting tong".

RS (shouted from the kitchen): Meenu didi gate kholiye, humari Karishma hogi

(Note: Meenu didi (M) is the house help who was doing cleaning )

M opened the door

KS (excitedly): Kaisi hai aap Meenu didi?

M: hum ache hai beta, tum kaisi ho? Aao andar aao...

KS: jiji chalo na...

KS helds HM's hand and takes her in the house. She then leaves HM's hands, and puts her shoes off in a way ek joota (shoe) is on the right and the other flies off and landed on the left

KS: Amma kitchen mei lagi Hui hai kya?

RS: haan meri gudiya, thehro hum aaye

But before KS could run to the kitchen, HM who was observing everything spoke up and RS also came there and saw:

HM: Karishma Singh

KS: jii

HM: shoes thik kariye aur ye shoe rag dikh Raha hai na, isme daaliye

KS: areh yaar jiji

HM (sternly): Karishma

KS: hehe mazak... Mazak kr rhi thi mai toh jiji... Rakhti hu na sahi se

KS kept the shoes in the rag properly and looked at HM with an innocent smile

KS: sahi hai na

HM: jii, aise hi rakha kariye... Ye kya tarika tha, aise shoes uchhal ke

KS: hum.. hum harbaar ache se hi sajate hai

RS: jhoot, bilkul jhoot...

KS: areh amma aap kab aayi

KS went and hugged her while RS planted a forehead kiss to KS.

RS: tum ho na Haseena Mallik? Humari gudiya ki coach cum jiji?

HM: jii... Aapse milke acha laga Mrs Singh

HM forwarded her hand for a handshake 🤝 and they did it

RS: nice to meet you beta, and since you are Karishma's jiji, you can call me Amma

HM: par... me?

RS: I insist, hume acha lagega

HM (with a genuine smile): ji thik hai Amma

RS smiled

RS: aaiye, baithiye na... Meenu didi inke liye sharbat leke aaiye

KS: hum ye bags room mei rakhke aate hai

KS left

M: konsa sharbat lengi aap didi? Orange vala ya red vala?

HM: koi sa bhi chalega didi

M: aur bhabhi aap aur Karishma bitiya konsa lengi?

HM and RS (together): Karishma ko red vala pasand hai

And then they looked at each other with wide eyes

HM: um... Vo hume Karishma ne hi bataya tha

RS: jii zarur.... (To M): didi aap red hi bana dijiye sab ke liye

M leaves

RS: vaise aap kaafi ache se Jaan gyi hai gudiya ko

HM: jii (smiled nervously)

KS: bilkul sahi kaha aapne Amma... Jiji bohot dhyan bhi rakhti hai humara...

RS: han ab behne maanti ho ek dusre ko toh rakhna bhi chahiye...

M brought the sharbat and kept it on the centre table and left

KS: areh waah, red sharbat, Amma aap ye layi na, aapko pata hai humara shuru se favourite hai...

RS (smiled): Aram se piyo gudiya, aur apni jiji ko nahi pilaogi?

KS: areh haa.... Jiji ye lo, ye na humara favourite hai... Aap bhi pike dekho

HM (smiled): jii zarur

They drank it, spoke for a while

RS: gudiya ab Haseena beta ko thoda Aram karne do... Use guest room dikha do

KS: vo guest room mei kya karegi, humare room mei hi reh legi na... Vaise bhi hume toh aadat hai room share krne ki ... Aur hume neend bhi nahi aati ab toh ek dusre ke bina

RS: haan, par abhi fresh vagera bhi hona hai na, Haseena ko guest room mei comfortably apna saman set karne do, aur rahi baat sone ki toh raat ko dekha jayega

HM did not interfere as she wanted to see RS's behaviour towards KS and also their bond with each other.

KS: ji thik hai, jaisa aap kahe Amma (said with a slight upset face)

RS: tum room dikha do inhe... Aur tum dono fresh ho jaao, fir mai lunch laga dungi

KarEena nodded and KS left with HM. They entered the guest room

KS: jiji aap na ekdum comfortable feel Karo, aur Amma na Dil ki bohot achi hai, vo unke bolne ka tarika kabhi idhar udhar ho jata hai

HM (cupped KS's face): han bacha, hume bura nahi laga, aur aap bhi itna mat socho, sirf room hi toh alag hai, aap pure din yahi rehna humare sang, isme kya hai (saying this she winked at KS and KS smiled whole heartedly)

KS: han ye toh humne socha hi nahi... Toh aap sab saman set krlo... Hum bhi fresh hoke aate hai...

HM nodded and KS left.

Aajke liye bas itna hi...

Kya lagta hai? Kab aur kaise hoga bawal?
Sochte rahiye...

Precap: Photo frame

Targets: 🎯💯

Votes: 95

Comments: 50

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

Sisters at heart ❤️ (Ft. KarEena)Where stories live. Discover now