"Episode 03"

463 22 20
                                    

Umeed: "nahi wo sirf mera beta hai aur mera hi rahega"

Suddenly the door bell rings, Umeed immadiately ran towards the main gate and Rahim went behind her, she opened the door and Farjaad, Daniyal enters inside. Umeed was continously starring Farjaad, Farjaad remove her glasses and look at her. Rahim reached there.

Ahmed: "mamaa" said in childish tone.

Ahmed was in Farjaad hands, Umeed extended and hold him. She immadiately kissed on his cheek.

Farjaad: "meinay wada kia tha ke Ahmed ko wapis chor kar jaonga aur meinay apna wada pora kia"

Umeed: "lekin apko bina bataya aise nahi leke nahi jana chaiye tha"

Farjaad: "excuse me, ye mere bhai ka beta hai"

Umeed: "aur ye meri bhen ka beta hai, to mera bhi beta hai. Meinay iski parwarish ki hai" she replied to him in annoyed tone.

Farjaad: "aur ye mere chote bhai ka beta hai to mera bhi beta hua, khoon ka rishta hai hamara"

Umeed: "lekin agar apko ise milna ho to ap yahan akar mil sakte hain lekin ise bahar nahi lekar jaiye ga" she said softly and went inside the home.

Rahim: "wo Farjaad bhai, api ki baton ka bura nahi maniyega. Wo na Ahmed ko lekar bht consious hain. Mujhe bhi abhi bht danta hai"

Farjaad: "janta hun, tum fikar nahi karo" he replied softly.

Daniyal: "Rahim, tum to bilkul wese ke wese ho"

Rahim: "kya matlab?"

Farjaad: "iska matlab ke tum bilkul bhi bare nahi hue ho, height bhi wese hi"

Rahim: "Rayyan bhai aur Laiba api bhi yehi kaha karte the" he said while lowering his glaze, in low tone.

Farjaad: "Rahim beta! Agar unhe yaad kia karo to khushi se yaad kia karo"

Rahim: "hmm" while nodded his head.

Daniyal: "acha Rahim, ab ham chalte hain"

Rahim: "ap log andar ajaye na"

Daniyal: "aj nahi phir kabhi, bhai ki meeting hai isliye"

Rahim: "ok"

Then Rahim shake his hands with them and they both outside the home. Rahim look at their departure and they both sits in a car. He waves his hand towards them and they both smiles. Then they leaves, Rahim closed the gate and went inside. Rahim went to the Umeed's room and Umeed was walking, Ahmed was in her arms and he was sleeping. Umeed carefully put him on the bed and sits on sofa.

Rahim: "api itna over react karna acha nahi hota"

Umeed: "mein over react nahi hun, conscious hun"

Rahim: "wo koi gair nahi hain, jitna hamara relation Ahmed ke sath hai utna hi balke use kahin zyada unka gehra rishta hai"

Umeed: "kahan tha Farjaad, jab mein akele Ahmed ka khayal rakh rahi thi?"

Rahim: "sab ki majbooriyan hoti hain aur wo wapis agaye na, unhone moo to nahi mora"

Umeed: "ye bhi nahi pata ke kis maqsad se wapis aye hai" she said rudely.

Rahim: "unke chote bhai ka beta hai, jitna ham Ahmed se pyaar karte hain ise kahin zyada wo karte honge"

Umeed: "mujhse zyaada Ahmed ko koi pyaar nahi karsakta aur Ahmed bhi mujhse pyaar karta hai"

FARMEED: "Tum hi ho❤️"Where stories live. Discover now