"Episode 10"

420 18 7
                                    

Umeed enters in the room with a cup of tea and put it on the table. Farjaad came out from washroom in tight tea shirt and trousers. Umeed sits on a bed and looked at him. Farjaad take a cup and sits on sofa.

Farjaad: "Umeed, ap apne liye chai lekar nahi ayi?" He asked curiously.

Umeed: "nahi, mera abhi dil nahi chah raha" she replied to him.

Farjaad: "kya hua, koi pareshani hai?"

Umeed: "nahi, koi pareshani nahi hai"

Farjaad: "hmm"

Maid came there while holding a Ahmed, Farjaad put the cup and extended his hand towards Ahmed, he jumps in his arms and Farjaad kissed on his cheeks. Maid leaves from there and Ahmed was smiling and giggling. Umeed smiles at them.

Umeed(inside): Laiba, tum aur Rayyan bhai mere sath nahi ho to kya hua. Mein aur Farjaad milkar bht ache parents prove honge, ham dono kabhi bhi Ahmed ko tumhari kami mehsos nahi hone denge"

Farjaad(inside): "don't worry Rayyan. Tumne Umeed aur Rahim ka jis tarah khayal rakha tha isi tarah ab mein bhi Ahmed, Umeed aur Rahim ka khayal rakhonga. Mein aur Umeed apne dono bachon ke parents bht ache banegen, i promise" he thinks and smiles at her.

🫶

In night, Farjaad was smoking in balcony, starring outside and Umeed came in lawn, while holding a cup of coffee and she was walking. Umeed looked at Farjaad and Farjaad also looked at her, he softly smiles at her.

Farjaad: "Umeed, ap lawn mein kya karahi hain, bahar bht thand horahi hai" he said in a concern and tensed tone.

Umeed: "nahi, itni bhi nahi horahi"

Farjaad: "ap chai peerahi hain, isliye apko feel nahi horaha"

Umeed: "chai nahi coffee hai" she replied quickly.

Farjaad: "jo bhi hai, lekin abhi thand horahi, ap andar ajain"

Umeed: "ap neeche ajain na, kitna acha mausam horaha hai. Walk karte hain" he asked in requesting tone.

Farjaad: "ok"

Umeed: "lekin ye cigratte phenk kar ayiga, mujhe iske smoke bht allergy hai" she said in demanding tone.

Farjaad just leaves from balcony and Umeed again started walking, Farjaad came in lawn and Umeed smiles at him, They started walking.

Farjaad: "apko thand bht achi lagti hai?"

Umeed: "nahi, i mean kabhi kabhi"

Farjaad: "Ahmed sogaya?"

Umeed: "hmm, sogaya tabhi to mein itne aram se walk karahi hun" she replied with smile.

Farjaad: "pora din apko tang karta hoga, kitna thak jati hongi ap?"

Umeed: "nahi, adat hai mujhe. I mean, Laiba ke jane ke baad meinay hi Ahmed aur Rahim ko sambhala hai"

Farjaad: "Laiba ki yaad arahi hai?"

Umeed: "mein ise bhoolti kab hun, hamesha ise yaad karti rehti hun" she replied in slow voice.

Farjaad: "i know, mein apka dard samjh sakta hun. Meinay bhi apne bhai aur parents ko khoya hai, ham dono ki story almost same hi hai" he said in a soft tone.

Umeed: "han, meri life to 3 saal pehle hi badal gai thi jab meri ami aur abu ki death hogai, phir ek bhen thi jo mujhe chor kar chali gai, shayad mere apne dreams aur sab kuch 1 sec mein khatam hogaye, zindagi mein sirf ek bhai aur beta hi hai jiske sahare mein jeerahi hun" her eyes filled with tears and Farjaad feels her pain.

FARMEED: "Tum hi ho❤️"Where stories live. Discover now