Chapter 27|The fears, tears & the years (حال،وصال اور سال)

1.4K 150 590
                                    

"Baaz dfa saal badal jaatey hain par haal nahi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Baaz dfa saal badal jaatey hain par haal nahi. Zindagi k falsafey ko aj tk sb samjhne ki koshish mein lgey hain yeh nahi samjhtey k zindagi kbhi samjh ajaaney k lye thi hi nahi. Woh to jeeney k lye thi aur aap ussey jeeye na jeeye woh apko guzarati rahey gi. Insaan k tham janey se pal nahi thamtey. Woh behtey rahey gai, samaundar ki lehar ajaney pe rayt ki trha, asmaan pr bikhri kirno ki trha, hawa ki taseer ki trha. Woh badalti rahey gi.
Aisa hota ha kay ek lamha humari qul kainaat bn jata hai. Humey lgta hai na iss se pehle kuch tha aur iss kay baad sb kuch khatam. Ab iss se aagey hum saans nahi le sakey gai aur bilfarz le bhi lein to jee nahi sakey gai.

Lekin phir bhi aap uthtey hain, kharey hotay aur phir chal prtey hain. Islye nai kyoun k hum dheet hain islye k humey isi maamool pr bnaya gya hai. Duniya chalti hai aur hum phir se uskay hujoom mein gum jatey hain. Apne kaam krtey hain. Aagey bhartey hain aur har shay ussi ravani se ravvaa hojati hai, samundar k neechey uss dabbi rayt ki trha. Jo thori pehle uss zameen ki qul qaynat aur ek lehar k baha le janey se ab uska wujood nahi.

Hum chahey na chahey pr hum badaltey hain bilkul jese zameen badalti hai soraj k gird chakar kaat'tey huey. Apko yeh bdlao mehsoos hota ha? Nahi. Lekin woh harqat krna aur tabdeeli lana nahi chorti. Insaan bhi samundar ki uss rayt ki trha waqt kay dayaro mein qaid hai. Sb apni ravish pe qayam o dayam rahey ga aur ek din uska wujood beh jaye ga. Reh jayein gai toh uskey diye woh peghaam jo usne hamesha k lye zinda krdiye, bilkul rayt ki trha jo beh janey k baad bhi zameen per apni taseer zrur chor jaati hai."

____________________

"If your eyes don't recognize those on your side and your heart doesn't know those who walk with you, then you have already lost the war." - anonymous

_____________________

"Your decisions will be questioned, your confidence will be broken, you may gasp for breath. However, you'll get stronger with each hit you take. Not only a successful doctor, but any kind of success demand hardwork, preservence and confidence. You make this place a hope for people in pain, you rise. That's the key. Thank you everyone."

Deafening sound of claps were heard in the auditorium with some of the officials standing up as a sign of respect in the front row after the finishing words had been spoken.

Yet another day with another achievement.
Was it his achievement?

Clad in charcoal three piece suit, his footsteps tapped the wooden floor when he took steps down from the stage. An exotic fusion of grace and divine differentiating him among the crowd.
Somewhere in late twenties, freshly ripened and refined yet raw and man of his own mind. Voice with a familiar husk and eyes with a little more depth of dusk. Halogen lights illuminated the ember shade of his neatly jelled hair. A gentle scent of musk floated across his shoulders as he shook hand with some official staff, welcoming him in front row. After a quick exchange of few words, he disappeared like an exquisite magic between the bunch of his staff moving out of the premises leaving the audience awestruck.

RANJISH HI SAHI [𝕮𝖔𝖒𝖕𝖑𝖊𝖙𝖊𝖉]Where stories live. Discover now