WHAT IS THE MATTER?

536 65 33
                                    

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKES}

*_*_*_*_*_*

AS came to his home and pressed the doorbell. Bua ji opened the door.

BUA: Anu, tu...

He didn't hear her and quickly went to his room. She was confused by his behaviour. He stepped into his room and started throwing all things here and there. The entire room was messed up. He kicked the bed and gave a hard punch to the wall. He was screaming. Hearing his voice, Maa and Bua ji quickly ran to his room. They were shocked after seeing his room like this. He was continuously throwing things and punching on the wall. His hands were bleeding. Maa ran and held him.

MAA: Anu, kya kar raha hain yeh tu? Ruk, ruk.

Somehow both ladies stopped him. His eyes were red like blood and his hair were completely messed up. He was sweating and looking down. Maa cupped his face and said,

MAA: Anu, kya ho gaya hain tujhe? Tu toh kitna khush tha phir aise kyun bartav kar raha hain?

AS: Aap dono hume kuch samay ke liye ekant mein chhod dijiye. Hume iss samay kisi se bhi baat nahi karni?

BUA: Anu, kuch pareshaani hain toh bata de naa! Hum milke uska hal nikalenge. Aise kudh ko chot pahunchayega toh thodi hi koi baat banengi!?

AS: (sternly) Humne kaha naa Bua ji, hume iss samay kisi se koi baat nahi karni hain. Kripa karke aap dono yanha se chale jaayiye. Hume kuch kshan ekant mein rehna hain.

Maa held his hand and make him sit on the bed. She took a first aid box from the drawer beside the bed. He looked it and said,

AS: Humne kanha na Maa ki h...

MAA: (cuts him) Chup rahe tu. Tujhe akela hi rehna hain naa, chhod denge tujhe akela. Abhi jo hum kar rahe hain woh karne de. 

She was done with his dressing. He didn't utter a word. His anger was increasing with each second. His face clearly shows that. Maa slowly caressed his cheek and said,

MAA: Anu, bachcha ab bata bhi de naa ki hua kya hain? Teri Maa hain hum. Tujhe aise iss haalat mein nahi dekh sakte. Kyun pareshaan hain tu?

AS: (no expression) Maa, aap chahti hain naa ki hum pareshaan na ho.

MAA: Haan beta, aur iske liye hum kuch bhi karenge.

AS: Toh thik hain, aap dono yanha se chali jaayiye. Hume iss samay kisi se bhi baat nahi karni. Kripa karke aap dono hume akela chhod dijiye.

Maa thought to give him some space. She cupped his face and gave him a forehead kiss. She stood up and started to leave with Bua ji. They came out of his room and Bua ji asked her,

BUA: Bhabhi, aapko thoda aur zor dena chahiye tha. Anu sab sach bata deta naa. Aisi haalat mein usse akela chhodna sahi nahi rahega. 

MAA: Nahi Sumi, usse thodi der akela hi rehne do. Usse kisi cheez ka bahut dhakka laga hain. Humara baar baar usse puchhna ki baat kya hain, yeh shayad usko aur bhi jyada gussa dila de.

YOU ARE MY STRENGTH MY LOVEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें