WITH YOU, ALWAYS

594 70 18
                                    

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKES}

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKES}

*_*_*_*_*_*_*

AnuSeena were alone in the room. Anubhav was holding her very lovingly near his heart. She was not in a state of normality. Her cheeks were clearly showing the path of her tears. She was hugging him so tightly. She clutched his shirt. He said in a soft tone,

AS: Jaan, aap ghabrayiye mat. Hum hain naa aapke saath.

She broke the hug and looked into his eyes. He was still holding her. She asked him,

HM: Kis mitti ke bane hain aap, Anu? Yeh sab jaan-ne ke baad bhi aap humare saath rehna chahte hain?

Anubhav smiled sadly and kissed her hands. He replied by questioning her,

AS: Aapko kya lagta hain, Priye, itna hi kaaran kaafi hain humara aapke prati jo prem hain usse samapt karne ke liye.

Again tears rolled down her eyes. She said,

HM: Hum jaante the Anu ki aap yeh jaankar bhi hume aapne aapse door nahi karenge. Iss liye humne woh sab naatak kiya tha. Magar...

She couldn't complete her sentence. 

AS: Jaana, hum samajhte hain ki iss waqt aap par kya bit rahi hain. Parantu ek baat samajh liye, hum aapka saath kabhi nahi chhodenge. Hum aapse ab bhi utna hi prem karte the jitna yeh sach pata lagne se pehle karte the. Aur aaj bhi aap humare liye waisi hi hain jaise kal thi.

HM: Nahi Anu, hum woh nahi rahe jo kal the. Sach yeh hain ki ab hum aapke laayak nahi hain.

AS: (little angry) Aap yeh bakwaas band kijiye.

HM: (little loudly) Yeh bakwaas nahi hain.

She got up from the bed and stood near the window. She said while looking outside the window,

HM: Yeh bakwaas nahi hain, Anu. Yeh ek aisa ghinona sach hain jisse na aap badal sakte hain aur na hi hum. Anu, har ek ladka chahta hain ki usse ek aisi biwi mile jo har maayine mein paak saaf ho. Hum nahi rahe paakizah. Behtar hoga ki aap hume chhodkar kisi aisi ladki ko apna jeevan saathi chuniye jo har maayine mein aapki biwi kehlaane ke layak ho. 

AS: Kya kaha aapne? Aap pavitra nahi rahi!?

He went near her and made her face her. He said,

AS: Ek baat batayiye Haseena, pavitrata ko paribhashit (define) kaise kiya jaata hain? Uske tan se? Nahi Priye, ek manushya ki pavitrata uske hriday mein hoti hain. Manushya apne karmo se pavitra aur sundar banta hain. Aap jis tarike se pavitrata ko paribhashit kar rahi hain naa woh galat hain.

HM: Yeh baatein sirf kitaabon mein achchhi lagti hain, Anu. Asal zindagi mein iske koi maayine nahi hain. Hum nahi chahte ki humari badkismati se aap bhi jude.

YOU ARE MY STRENGTH MY LOVEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें