THE FIR

408 58 35
                                    

-------------------------

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

-------------------------

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKES}

°°°°°°°°°°°°°°°

Kindly, read the two notes at the end.

*_*_*_*_*_*

AnuShma were waiting for Haseena's answer. They were confused by her fear for the report the case against Indar. She just managed to say,

HM: H...hum... w...woh...

She was having difficulty expressing her feeling in words. Karishma held her hand and said in a soft tone,

KS: Abhi toh aap keh rahi thi ki aap iss ladaai se pichhe nahi hatengi. Phir aap aise kahe kar rahi hain? Nahi di, aapko ghabrane ka koi zaroorat nahi hain. Hum hain naa aapke saath. Bhaiyya hain aapke saath.

Haseena turned and went to the window. She said in a sad tone,

HM: Hum jaante hain Karu ki aap sab humare saath hain. Par...

She didn't say anything more. Anubhav came to her. He made her look into his eyes. Cupping her face he said,

AS: Aap jaanti hain ki hum aapke saath hain. Aap yeh bhi achchhi tarah se jaanti hain ki hum aapka yeh saath kabhi nahi chhodenge. Phir kyun aap humse kuch kehne se darr rahi hain? Batayiye.

She could see the full of care and love in his eyes. He wanted to know her reason for the hesitation to file the complaint against Indar. She put her hands on his hands which were resting on her cheeks and said,

HM: Hume apne khud ke liye darr nahi lag raha hain. Hume bas A...Ammi ki fikr ho rahi hain. Anu, humari Ammi ne aaj tak bahut kuch jhela hain. Aur jab hum case file karenge toh yeh baat sahar bhar mein jungle ki aag ki tarah phail jaayegi. Zamane ke taane humari Ammi ka jeena mushkil kar denge. Humse unki yeh haalat nahi dekhi jaayegi, Anu. Hume bas iss baat ka darr hain ki unhe iss baat se kuch...

She couldn't complete her sentence and sighed. The bro-sis duo looked at each other. Yes, she was right. People make someone's life like hell when these types of incidents happen. No wonder most people blame Haseena or her mother's upbringing for this incident. She was not afraid for herself but for her Ammi. Anubhav took a deep breath and said,

AS: Hum samjhte hain Jaan, hum samajh sakte hain ki ek Maa ke hriday par kya beetegi jab log unke beti ke liye kuch bhi kahenge. Hum jaante hain ki log Ammi ke parwarish par prashna utha denge. Parantu aisa hone se yeh nirdharit (sabit) nahi hota ki aap doshi hain ya Ammi doshi hain. Hum sab jaante hain ki kiska aparadh hain aur kaun aparadhi hain. Haseena, hum yeh nahi keh rahe hain ki kuch nahi hoga. Hume bhi gyat hain ki iss marg par chalne se pairon mein chhale pad jaayenge. Parantu hum yeh avashya kahenge jo kuch bhi hoga, tab hum aapke saath honge, Ammi ke saath honge. Aur humara vishwas kijiye Jaan, hum aapke ya Ammi ke ya phir Cheetah ke saath kuch bura nahi hone denge.

YOU ARE MY STRENGTH MY LOVEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें