Part-2

1.1K 55 3
                                    

Let's continue.

😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃

Naira feels very emotional as she thinks of her life . Then she feels nausea sensation and runs to washroom and vomit everything she ate in b.f. she feels very weak that she don't have strength in her legs and slid down on wall and sit on floor. After calming herself she tries to get up but she feels everything around her revolving , anyhow she comes out of washroom and sit on the bed .

Naira pov:

Hey bhagwan , patha nahi kya horahi hai mujhe kuch ajeeb sa lag rahi hai. Itna weakness kyu horahi hai aur body pains bhi. Shayad ghar mei kaam karahi ho na isliye . Shaadi ke phele kitna khush thi me . Papa aur bhai mujhe kitna pamper karte te. Ghar me ek spoon bhi toh nahi uthati ti. Koi kaam nahi karti ti. Sab log mujhe kitna pyaar karte te. Aur ab meri zindagi kaisa hogaya. Meine kitna dreams dekha meri married life ke baare me. Aacha pati, happy family . Vo sab sirf ek sapna tha. Aisa nahi hai ki Karthik ki wajah se mei suffer horahi ho. Karthik tho bohot aacha insaan hai . Mujhe bohut pyaar karta hai. Meri ideas ko importance detha hai. Ye parivar Karthik ke saamne natak karta hai ki vo log mujhse bohut pyaar karta hai. Par aasliyat to kuch aur hai. Manish papa , akhilesh chachu office ke kaam se busy rehta hai . Vo log baat lo aache se karta hai. Swarna ma ko Karthik ka koi parwah nahi hai kyunki vo step son hai. Mujhe bhi koi value nahi deta hai. Unki aanko mei me tho ek insaan tak nahi ho. Tab dadi aur chachi mujhe taunt karte , maarte hai kuch nahi bolti hai. Dadi aur chachi toh patha nahi kya dushmani hai mujhse , hamesha meri dil dukate hai.

Mujhe yahi nahi rehna , mujhe bahut dar lag rahi hai. Bahut takleef horahi hai. Par mei kisi ko kuch nahi bata sakti. Meri wajah se iss parivar mei koi jagada nahi hona hai. Papa ke paas jaana hai. Par ye log mujhe jaane nahi deraha hai. Agar papa ko ye sab patha chal gaya toh , vo jee nahi paayega. Nahi aisa nahi hona chahiye. Mei kisi ko nahi bolungi. Jitna tak mujhe takat hai mei sehlungi. Haa kisi ko nahi bolungi .....na..hi....bo...lu ..ngi
( She started to cry loudly) and then she loses her consciousness and fall on the bed in an  inappropriate manner.

In hall:

Dadi, Swarna  and chachi are talking to each other .

D- ye ladki kya karahi hai? Kittu office jaake itna time hua abhi tak neeche nahi aaraha hai. Mannus ladki hai.

Cha- haa maaji jab naira ghar aayi tab se Karthik uski peeche peeche ghoom raha hai .vo jo bhi bolti hai vahi karta hai. Subha aap e dekha tha na .

D- haa joru ka gulaam ban gaya  hamare kittu ne . Swarna tu kuch bol kyu nahi ho ?

S- maaji mujhe vo ladki se naa us Karthik se koi lena dena nahi hai. Mei sirf aur sirf mera beta shubham ko pyaar karti hoo. Karthik ko mein sirf pyaar dekhati hoo taaki vo meri baato sun sake . Meri irada toh clear hai. Ye parivar mei importance mere beta ko hona hai. Ye property, status, dignity, society mei respect shubham ka hona hai. Filhaal toh Karthik ko ye sab experience hone dho. Uske baad mei jo khel kelunga uss mei Karthik aur naira haar jata hai. Aap uss naira se kuch bhi karlo mujhe koi farak nahi padtha. Teek hai maaji mujhe abhi kitty party ko Jana hai . Sham tak aaunga. Mere liye paanch variety items cook karvana . Ok . Bye....

Chachi also go from there to attend a call.

Dadi goes to kaira room and knocks but she gets no response. She opens the door and see naira on the bed and get angry. She goes to washroom and bring cool water and splash it in naira.

Naira get up with a jerk and gasps for air. And then she slowly lifts her head and see dadi standing over there glaring at naira with bloodshed eyes . Naira gulps saliva in fear and slowly get down from bed and stand in front of dadi. Naira lowers her eyes in fear.
Dadi grabs naira by hair and pulls her head back .

N- ahhhhhh dadi bohut dard horahi hai.

D- hotha hai hotha hai kyun nahi hota hai.  Maharani yaha pe ghode bechkar soo rahi hai. Ghar mei kaam kon karta hai. Subha bola tha na kaam bohut hai  phir bhi meri baato ko koi value nahi de rahi hai.

N- ahhh dadi pls mujhe chodiye ... Pls i am sorry . Mei kabi esa nahi karungi. Patha nahi kaise aankh lag gayi.

D- time dekh rahi ho ,kya horahi hai, 11 baj rahi hai. Tu lunch kab banaoge? Office ko kab bhejoge? Tum jaisi ladki ko kya patha chalta hai ye sab . Pati din raat kaam karaha hai aur tu kya karahi hai? Sukhoon se jee rahi ho. Agar tujhe maa hoti to sasural me kaise rahna patha chalta hai. Maa nahi hai , papa aur bhai bohut pamper karte hai.  Sharam hona hai logo ko.

N- DADI..... Aap mere bare mei jo bolna hai boliye . Par papa ke bare me kuch galat baat Kiya aape liye acha nahi hoga. A ...a..

Naira was cut in middle as dadi slapped her very hard that she fell on the floor.

Naira eyes got teary........ She kept her hand on her burning cheek where it is paining a lot.

N- D. ..a.  ....d ....i..

D- himmat kaise hui tumhari . Mujhe damki de rahi ho. Aukat kya hai tumhari. Chup chap muh bandh karke mei jo bhi bolugi vahi karna Varna tumhari sehat ke liye teek nahi hoga SAMJI......

Naira frightened as she heard dadi words and meekly nods her head.

D- aur kya Beth rahi ho jaake jald se jald lunch prepare karna. JAO. .......

Naira get up from there and run towards the kitchen . Here dadi angrily move towards her bedroom to take rest.




Vote , comment and follow

Thankyou.

RN .

Zindagi ( Kaira)❤️❤️Where stories live. Discover now