Rakshit Amrit Marrige Truth

241 23 12
                                    

Dri: amrit koi problem toh nahi haina?
A: nahi...drishti mujhe tujhe kuch batana hai..
Dri: bol...
A: dri 4 years pehle Maine kisise shaadi karlithi...but pure rituals ke sath nahi as you know hamare yahaan sindoor kitna mayne rakhta hai aur main har cheez mein manti hoon....4 years pehle I love someone and he too and one day in temple we both are making our prayers and suddenly....
Dri: kya?
A: suddenly woh diye ki jalti baati mere duppte par girgayi and he saved me but to save me his hand touched with sindoor and.......
Dri: woh teri maang mein laggaya...
A: hmm..
Dri laughed....ohh my godd.....amrit teri shaadi kisi tv serial ke show se kam nahi hai....she laughs....
A: drishti listen....
Dri: sorry bolo...
A: Lekin usne iss shaadi KO manayta di and Maine bhi woh mujhse...milne bhi ayya London bohat baar...even peechle month bhi ayya tha....
Dri in mind: one month toh meri shaadi ko bhi honewala hai..
A: and drishti maine usse ik baat chupayi hai....dri London jakar maine ya phir yahan India mein mujhe meri shaadi legaly registered karwane ka Time nahi milla and Maine abhitak nahi karwayi jab usne mujhse pucha maine kaha hai we legaly married but we are not I mean duniya ki nazron mein legaly nahi hai...
Dri: toh tu usko batade tu relax kar asee matt soch.....acha rest kar main atti hoon....she went to her room...

She saw rakshit was thinking something.....
Rak in mind: amrit tumne shaadi legally registered na karwake bohat badhi galti ki maine socha tha....shivya KO woh papers dikhadunga shaadi ke Lekin jab papers bane hi nahi dikhata kahanse it means we are not married yet amrit phir mujhe pisachini ka pata chala and I married to drishti....
Dri: Mr.Shergill are you okay??
Rak: hmm....

Happy Vaisaikhi to everyone....well vaisakhi 13 April ko atti. hai but iss baar 14 ko hai but I wish you all today...vaisakhi issdin punjab mein kisaan ( farmers) apni fasle ( crops) cutt karte hai and phir mandi ( market ) mein bechte hai..and phir usse apne liye kuch khareedte hai....isdin crops ki puja hoti hai....well kal main bhi jayungi vaisakhi fair mein....

Hope you like it.....

Farz Ya Pyaar Where stories live. Discover now