The Diary...

277 36 27
                                    

happy reading fellas..

Haseena takes the diary from the floor and looks at it confusedly....then opens the diary and reads the name on it...

"Neelam Shah..."

"Ye diary yaha kisne raki hai....." Haseena thinks while looking here and there to see anyone in the house but finds no one excepts for herself....she keeps the diary on the shelf...then moves back to her room but again she hears the sound and turns back to see diary had fallen again from the shelf....Haseena walks back towards the shelf and takes the diary...and feels something inside her and takes the diary with her....

Haseena enters the room and sees her baby sister is still talking on the phone...she keeps the water jug near at side table and settles herself on the bed with diary....Karishma is busy with her phone and laptop in the balcony so she didn't see Haseena there.....Haseena sensed that she is busy so she opens the diary slowly and starts to read it....

Entry – 1

May 2010, 8:20 am..

Mere naam Neelam Shah hai aur mai ek medical researcher hoon and vaha mera pehale din hai..Madison town mai....mai apne kuch team members ke saath yaha par kuch experimental research karme aaye hai..lets see ki kasie jaatha hai yaha sab kuch....

Entry – 2

May 2010, 1:20 pm...

Well pehale din inthna bhi bura nahi hai..but something is feeling odd..shyd meri liye hoga...pehale din sab keliye thodi ne best hotha hai....but fir bhi kuch tho chal raha hai....yaha par....

Entry – 3

May 2010, 9:00 pm....

Aaj kal kaam hi kuch jaadha hai ki koi entry karne ka time hi nahi mila baas aaj time mila tho likha rahi hoon...jaan thi hoon 1 week ke baad likh rahi hoon but kiya karu...kaam hi kuch aise hai....basic experiment ka kaam tho hogaya..baaas major work keliye humare yaha pe team choose kar raha hai..aagar mere section ho gaaya tho I will be the lucky girl...sunna hai ki team chune ke baad kaam bahut hi jadha hotha hai yaha tak ki apne pariwaar se bhi mil nahi sakthe....but koi nahi mere ambition bhi tho yahi tho hai.... dekh the hai kya hotha hai...wish me luck....

Haseena smiles reading about this energetic girl....she turns some pages finds nothing...looks like Neelam got really busy with her work so she didn't write anything in it...Haseena again turns some pages as she wants to know Neelam got selected in the team or not...then after 20 pages she wrote something...

Entry – 4

June 2010,10:00pm....

Yes....aaj mere section ho gaaya...I am very happy...pata nahi tha ki mere naam bhi liya jaayega...aur ye bhi hai ki mai iss team ki first lady medical researcher hoon jise select kiya gaaya hai...I am proud of myself...iss kabil tho unhone mujhe samjha tho sahi...maine apne pariwar ko bhi inform kar diya hai aur vo bhi kush hai......

Like this Haseena reads some of the pages...she finds it happy that Neelam was having a good time but when the pages keeping Turing Haseena finds something disturbing news in the diary... as if Neelam is having trouble in working...

Entry – 5

Sept 2010, 1:10 am...

Mujhe kuch ajeeb lag raha hai...aise lag raha hai ki jaise ye log humse kuch illegal kam kara raha hai.....mai nahi jaanthi kiya but lag tho aise raha hai...pehale ye sab nahi hotha tha but kuch dino se unke behaviour kuch ajeeb hai aur jadha dar hume kaam raat ko hi karan hotha hai..as secretly....subha tho rest karne ko kaha the aur raat ko kaam karne hotha hai....aur mujhe jo project mili hai vo bhi bahut hi complicated hai...pata lagane ki koshish kar rahi hoon ki kiya hai...but kuch samjh nahi aa raha hai....

The Dark Memories..Where stories live. Discover now