Ilham e mohabbat (epilogue)

6.1K 202 7
                                    

Alamgir entered the flat and was shocked to see Adifa standing there

"What are you doing here?"
He asked her

"She came with me"
Saif told him

"Yes, I gave her permission to come with you."
He said confidently

"No mister you didn't."
He said looking into his eyes

"I did"

"But I didn't see her taking permission from you so stop lying!"

"I gave her permission to do everything she finds right and if she thinks meeting you is right then I will not stop her because I trust my WIFE"
He said emphasizing the word wife

"If I say that she's dating me on your back because of your anger issues then what will you do?"

"Simple I will kill you"
He said looking into his eyes

"And may I know why?"
He said raising his one eyebrow

"Because she can never do this. The girl who can bear her husband raping her marrying her forcefully and still doesn't leave his side can never betray her husband."
He said looking into Adifa's teary eyes

"Why did you do that if you truly loved her?"
Saif said glaring at him

"You know about the anger issues I can't control it"
He said coldly

"I will never let her live with a person like you."

"Mohabbat karte ho Adifa se?"
He said feeling hurt

"How do you know that?"
He said shockingly

"Mohabbat chupaye nahi chupti kabhi na kabhi toh samne a hi jati hai"

"Toh phir yeh bhi jante ho ge ke apni mohabbat ko takleef ma dekhna asaan nahi hota"
He said coldly

"Mai ishq krta hu Adifa se mujh jitna chah sakte ho isse"

"Ma tumse zada chahta hu isse"
He said confidently

"Adifa ke sath sexual harassment hui hai pura aik saal kya tumhe yeh baat qabool hai?"
He said with closed eyes

"Kya hua chup kyu ho?"
He asked him

"Mujhe sochne ka kuch waqt chahiye aisi larki ko qabool karna asaan toh nahi nikkah ke baad toh chalo phir qabool ho jata hai lakin nikkah se pehle"
He said looking down

"Yehi toh farq hai tum mai aur mujh mai tumhe yeh aisi larki lagti hai aur mujhe yeh meri wohi masoom aur paak Adifa lagti hai issi liye toh mane foran isse nikkah kiya take isse tahafuz de saku apne naam kr saku mane toh nahi socha ke Alam soch lo abhi bhi waqt hai kyuke ma isse ishq krta hu aur tum mohabbat mohabbat mai toh wapsi ki raah hoti hai par ishq mai sirf age jane ki raah hoti hai wapis murne ki koi raah nhi hoti ishq apko Allah se jorta hai jabke mohabbat apko insaan se jorti hai ishq kab ishq e haqiqi(love of God) ma badalta hai pata nahi chalta mohabbat ma bewafai ho toh insaan badua toh de hi skta hai par ishq mai mehboob ko bad dua bhi haram hoti hai mohabbat ma apni khushi ahem hoti par ishq ma mehboob ki khushi zada ahem hoti hai ma apne Allah ki kasam khata hu agar aaj mai tumhe khud se zada isse chahta dekhta toh isse sharam mai isse tumhe de deta ke koi isse mujhse zada chahne wala bhi hai par nahi Adifa Alamgir Khan ko Alamgir Ibrahim Khan se zada koi nhi chah skta jante ho mohabbat krna toh bohat asaan hota hai par ishq ma apna ap marna parta hai har kissi ke bas ki bas ki baat nahi hoti yeh. Mohabbat toh har koi karta hai par ishq har kisse ke muqadar mai nahi hota ishq ke mukam par puhanchne ke liye mehboob ka har sitam shart hai"
He said with teary eyes and held Adifa's hand to take her with him

"Agar hum bawafa hote toh kya hote
Jism nahi rooh mai utare hue hote
Tune chaha hi nahi chahne walo ki tarah"
Saif said with tears rolling down his eyes

Humsafar (short stories)Where stories live. Discover now