Chapter 75: PAST LIFE

3.9K 611 80
                                    

"I don't know, kahan se shuru karun apne paida hone ke din se, jab mere papa ji aur unke pyaare family beti hone ke ghum se sog mana rahe thi ?" she laughs, bitterly "ke bhai ladki kyun huwe my mom didn't had any idea warna jitne baatein aur taane unko sunne ko pare haina shayed paida ho ne se pehle maar ya ghirwa daite" says, eyebrows furrow in confusion "don't mind me asking, were they illiterate or something ?" she nods.

"Yup, purane soch wale log jinka maan na tha ke ladkiyaun ki parwarish karna mushkil hai aur un ki wajah se maa baap ka sarr ek na ek din zaroor jhukta hai, mere wajah se, maa ne bohut sahaa u won't believe jab tak mere chota bhai paida nahi na huwa papa ji ki dusre shaadi ki baatein rukne ka naam he nahi le rahe thi, dadi ji ka maana tha ke mummy kabhi ladke ko janam nahi daige dad ki jawani intezaar mein khatum hojayegi" cringy her family sounds to be quiet backward.

"Jab shehbaaz paida huwa sab us mein lag gaye" her eyes are depicting emptiness and loneliness,  since she has never gotten a chance to feel loved cared equally as him "I wasn't affected much his arrival didn't really snatch anything from her un ke liye main kabhi exist karte he nahi thi, papa ji usko duniya bharr ke khilone daite mere paas ek doll tak nahi hote thi khailne ke liye agar main is baat par zidd karte na, dadi ji aur mummy, mujh ko zor ka jhappar lagate jaise .. kisi galat chees ki demand karde ho aur papa ji full too ignore maar kar chale jaate jaise kisi anjaan bache ne zidd kar de ho .. sidharth .. unke beech reh kar bhi main .. bohut akele thi .. baaz ke ane ke baad .. mere ko .. bade khushi huwe jaise khailne ko khilona na mil gaya ho zayada se zayada time uske saath guzarte thi baaki ka mummy kitchen mein, ek baare mere haathaun se ghir gaya tha bed par, papa ji, dadi ji sab ne khoob maara lekin main phir bhi chup kar utha kar pyaar karte thi"

"They used to do a lot of partiality between us for suppose schooling .. according to age factor us se pehle mere ko jaana chahiye tha lekin nahi sabne usko daala .. maine zidd kare .. mummy ne daant kar dhamki de kar muh bandh karwa diya kismat samajh kar maine accept kar liya shehbaaz ki doh teen books nikaal kar main rataun ko chupke se .. padte thi .. kuch samajh nahi ata, puch laite thi, I completed my home schooling nobody knew only he was, very well aware of my dreams and wishes to study couldn't speak out of fear cause papa ji is never going to fulfil and explaining him, was next to impossible yet I tried when I had heard, he has plans of studying abroad moreover everyone is in excited mode of supporting his dreams"

"The question was what about me, why nobody is bother to realise what I want can't they figure out anything by reading my facial expressions ?" tear roll down, he is quick, to catch and treasure it.

"No, they didn't want to, I knew it's now or never gathering all my strength .. I finally, spoke up for my right .. jiske liye papa ji ne phirse maara dadi ji ke hisaab se ladkiyaan padne likhne se apne he maa baap ka muh kaala karte hain pata us din ek alag se shehnaaz jawaab daine ke liye uthe sab ke kehne par papa ji ne mere ko maar vaar kar room mein lock kardiya us waqt mein sirf apne bhai ko dekh rahe thi jisne ek baar bhi bol na chod khade hone ki koshish bhi nahi kare, could have tried to explain na ?" she asks, innocently gawking him.

"Why was I being physically and mentally abused when my own brother is getting opportunities for fulfilling his dreams, just because, I was born as a girl .. Is mein .. mera kya kasoor tha, jiske sazah ..  mere ko bachpan se mil rahe thi ?" she cries, why does sharing everything opens up painful wound. 

"Calm down, breath sweetheart .. your okay that period of time has gone and you my love proved by successfully acing it" hugging tightly, pressed  a heart warming kiss to ease her a little shutting  eyes breath a sigh of relief as she stops weeping.

"I cried .. I literally requested him to open me up I wasn't an animal whom he was trying to cage it is when I felt pain for animals too .. nobody ever deserves, to be locked or beaten-up, dreaming is not a crime every individual has liberty to live as per their wish then why couldn't I ?"

The CONTRACT MARRIAGE (COMPLETED) Where stories live. Discover now