🔹eleven🔹

5 0 0
                                    

A/N: Trigger warning - Anxieties, panic attacks, depression are explicit in the chapter. Don't read if you get triggered by them. Nothing in detail.

Author's POV:

"Noor..."

Nikhat came screaming into the room.

"Kya hua Nik, chilla kyun rahi hain.."

"Chal tu bhi khush hoja.. Aaj ki shopping spree cancel. Hum kal jaa rahe hain.."

Noor smiled.

"Sach.."

"Much.."

"Chal ab jaa mujhe meri neend puri karni hain.."

"Haww.. Kaisi hain na tu.."

Noor rolled her eyes at her dramatic sister.

"Waise bhi main jaa hi rahi hoon.. Maa aur main kuch jewelry jo polish karwani di thi, wo laane ja rahe hain.. Thik hain."

Noor nodded.

"Aur haan, Khala aur Mama-Maami bhi hamare saath hi jaa rahe hain.. Shaharyar aur Saad hain ghar mein..hmm.."

She again nodded.

"Kya sar hila rahi hain, hain ya na bol na.."

"Haan na samajh gayi.."

****

"Bhai, black pepper do na yaar.." Saad called to Shaharyar.

"Bilkul nahin, hum normal tarike se noodles bana rahe hain, apne master chef recipes apne paas rakh."

"Par usse taste aur bhi accha aata hain, kahan rakh diya aapne.. Dhoondh ke do na bhai please.."

Shaharyar paid no heed.

"Bhai... Bhai dhoondh do na.. Bhai..."

Shaharyar huffed irritated.

"Ruk marr kyun raha hain, dhoondhta hoon."

Shaharyar sprinkled some pepper on the noodles as Saad asked.

"Aur ye rahi Chef Saad Mustafa ki special noodles.."

Shaharyar looked at him with a 'what did you say' look.

"Mera matlab Saad aur Shaharyar ki special noodles."

"Accha ji, tune kya kiya, batana zara. Veggies maine kate, unhe soute maine kiya, masala paste bhi maine banaya..tune kiya kya?"

"Bhai yaar, maine paani garam kiya na.. Bina paani ke aap noodles boil kaise karte."

Shaharyar rolled his eyes.

"Tu na.."

"Bahut handsome hun.. Pata hain mujhe.."

"Nautanki.."

They both sat down to have their cooked meal.

"Bhai, aapko nahin lagta koi missing hain.."

"Kon.."

Shaharyar asked taking the first bite.

"Arre meri Noor.. Aur kaun?"

Shaharyar choked on the food and looked at Saad.

"Bhai, aap thik toh hoon?"

Saad forwarded him the glass of water. He calmed down soon.

"Aap khao main Noor ko bulake lata hun.."

Saad got up from his seat when his phone rang.

"Saad, tu apni call attend karle, main Noor ko bula lata hoon."

HealingWhere stories live. Discover now