Chapter 9

425 37 20
                                    

~18.06.2020

VARDAAN'S CABIN,

Mr. Khanna: Vardaan, prepared for the meeting?

Vardaan: Yes sir.

Mr. Khanna: Check these files along with them.

Vardaan: Ok sir.

Mr. Khanna: Guddan, you come to my cabin, right now.

Vardaan: But sir....

Guddan gestures him not to speak.

Guddan: I will be in a while sir.

He leaves.

Vardaan: Tum meri assistant ho, uski nahi. Wo to aise kaam karwata hai tumse jaise tum uski assistant ho.

Guddan: Arey, kuchh kaam hoga isiliye bula rahe honge. Aur waise bhi is me hamari galti nahi hai, aap hi ke wajah se ham yahaan hai. Aap apna kaam kariye, lunch ke baad meeting hai.

Vardaan: Wahi kar raha hun. Jao tum.

She leaves.

KHANNA'S CABIN,

Guddan: May I come in sir?

Mr. Khanna: Aao, itni der kardi aane me. Arrange these files, aaj shaam ko meeting hai. Apne cabin me jane ki zaroorat nahi hai, yehi kaam karo.

Guddan: Ok.

She sits on the other desk and does her work. She was busy doing all the work and completed when she realized it was break time. She left to her cabin which was shared by both her and Vardaan as she is his personal assistant.

She was drinking a glass of water when he speaks.

Vardaan: Kaha tha na, Wo aise kaam karata hai ki sab kuchh bhula deta hai. Tumhe break bhi nahi lena diya. At least, lunch ke time par aa jana aur lunch kar lena.

Guddan: Achha baba, aa jaungi. Aap zyaada tension na le. Ab mai chalti hun, agar unhone dekh liya na to problem ho jayegi. Waise bhi break ho gaya hai.

She goes back to the boss's cabin.

Mr. Khanna: Guddan, go and arrange the meeting room for today's meeting. Make sure all the laptops are working and it's connected to the main system and the hard copies of the required information are present at each place. I know it's not your work but still you have to do that.

Guddan: Ab jab aap jaante hai ki wo mera kaam nahi hai, phir bhi aap mujhe karne ke liye keh rahe hai to mere paas use karne ke alaawa bhi koi option hai kya.

Saying that she leaves, leaving him confused with her words.

After she was done by her work, she returned to his cabin to inform him.

Guddan: Sir, aapne jo kaha tha sab kar diya.

Mr. Khanna: Good! Ye saare files abhi aaye hai, Vardaan aur Kumar se. Inhe phir se check karo and make sure ki isme koi bhi galati nahi hai.

Guddan: Sir, Vardaan sir ne to saare files check karke hi diye honge. Aur Kumar sir ne bhi kiya hoga, to phir se mai kyun....

Mr. Khanna: Tum AJ ko jaanti nahi ho. Ek galti agar dekhli na unhone to abhi ke abhi deal cancel kar sakte hai. Abhi baith kar saara kaam karo.

He leaves as he said he has some other works to do. As she had no other option left, she started checking all the files.

Guddan (thinking): Kya kaha? Ham nahi jaante unhe? 8 mahine, poore 8 mahine unke saath ek hi chhath ke neeche, ek hi kamre me rahe hai ham. Lekin phir bhi ye unhe hamse zyaada jaante hai. Waah! Mushkil se 8 baar dekha hoga inhone AJ ko, aur hamse keh rahe hai ki ham unhe nahi jaante. Uhhhh...

An AKSHAN Story- Who are you? My-"Responsibility", "Spouse", "Friend" or "Love".Where stories live. Discover now