BYE PAST

2.5K 207 45
                                    

HM: dehk liya ya aur kuch baki hai. This was not even 1% of my other side.
KS: ye to bas paise ka power hai aur kuch nahi.
HM: maybe you are right. But I have the power so don't you dare challenge me again.
KS: chaliye aaj hum aap ko challenge dete hai.
HM: what challenge.
KS: aap uss threat caller ko pakad kar dehkiye.
HM: I'm not interested in this non sense.
KS: to aap daar gayi.
HM pinned KS to wall and went very close to her.
HM: I'm not scared of anyone.
KS: to phir challenge accept kariye.
HM: ok challenge accepted. In the next 24 hours he will be infront of you.

HM left the thana and tries to to find out the blackmailer.

SS: MS aap ne aise kyu kiya?
KS: kyuki hum kuch kuch jane lage hai Miss Mallik ko.
PJ: mtlb?
KS: mtlb ki wo kisi baat se nai daarti. Mout se bhi nai. Aur unhe challenges pasand hai.
CC: mtlb?
KS: yahi ki wo ye challenge kaise b pura karengi. Aur jo koi b blackmailer hai usse ye baat to ab tk pata lagayi hogi.
SS: MS you are so smart😍.....

On the other side KS had already found out the blackmailer but didn't take any action against him nor said to anyone. HM also found out about the blackmailer. Later in the evening HM comes to thana with RK without any bodyguards.

HM: where is Miss whatever.
KS: ji Miss Mallik. Kaa hua pata lagaya liya aap ne?
HM: I'm here to accept my defeat. You win the challenge.
KS: abhi to bas 12 ghante hue hai. Aur 12 ghante baki hai.
HM: hum ne kaha na. I accept my defeat. Aap jeet gayi.
SS: HD kya hua. Sab theek to hai na?
Aap aise kabhi nahi haar manti. Aaj kya hua.
HM: I'm fine santu.
But it was clearly visible that HM was not fine.
HM: hum chalte hai. Aur hum kal se tum se nahi mil payega. Sorry. BYE.
SS: phir to cheete k baat sahi thi.
HM: no santu it's not like that..... Hum bht dur jaa rahe hai isliye.
SS: kaha jaa rahi aap?
HM: yaha se bht dur.......

HM left the thana after saying this.KS went behind her and stops her.

HM: dehkiye hum aaj bikul b ladne k mood me nahi hai miss....
KS: Karshima Singh.
HM: yes Miss Karshima Singh.
KS: RK aap jaiye hum Miss Mallik se personal baat karni hai .
RK left
KS: Aur hum ladne aaye b nahi hai. Aap ko pata hai na blackmailer koun hai.
HM: nahi hume nahi pata.
KS: hume pata hai ki aap ko pata hai. Blackmailer aap ka fiancee Arhaan hai.
HM: what?!!!
KS: haan aaj dhoopar me mlm hogaya tha. Aur hum ne koi action nai liya hai. Agar aap bolengi to aage kuch karenge.
HM: please ye baat aap kisi ko mat boliye. And I don't want any action against him.
KS: don't worry hum kis ko nahi bolenge aur hum kuch bhi nai karenge.
HM: but how did you that he my fiancee?
KS: RK ne bola tha hume
HM: ok. Par ye baat aap santu se mat kariye.
KS: ji.
HM: ok then I'm leaving. Bye.

KS could clearly see the pain and sadness behind her tone. HM immediately left from there. HM went her home but didn't went inside.

HM: ramu kaka aap andar jaiye hum kuch der me aate hai.
RK: beta kahan jaa rahi ho.
HM: I will be back in few hours. Aap ki scooty(Activa) ki chabi dijiye.
RK: aap meri scooter 🛵.....
HM: haan. Kyu nahi chala sakte?
RK: nahi nahi aisa kuch nahi hai. Yelo.
HM: aap sojaiye.
RK: ji.

HM took the scooter and went to isolated place where there was deep valley. HM standing on the edge shedding tears.

HM: you know it somewhere this was going to happen then why are you crying. I know. I know. HASEENA MALLIK can't be this weak. Come on you can do it. Yes I can do it.

HM was trying to encourage herself but couldn't. She fell on her knees.

HM(looking toward the sky): mom and dad kyu.... Kyu.... Kyu kiya aap ne aisa. Kyu hume chord kar chale Gaye. And you both choose Arhaan as my life partner. That bloody gold digger... Aaj hume uski sachayi pata lagi. Ab hum me utni himmat nahi hai. Hum aa rahe aap k pas. Sorry hum strong nahi ban paye. Hum aa rahe....

HM stood up, took couple of steps and was about to fall. When KS came and pulled her back.

KS: aap pagal hai Miss Mallik..... Ye aap kya karne wali thi.
HM ( shouting): to aur kya kare.... Boliye kya karte..... Humare pas aur koi option b nahi hai. Chordiye hume. Hume nahi aur nahi jeena. Chordiye...... (Trying to dree herself from KS)
KS: hum nahi chordinge. Aap chaliye yaha se.
KS holds HM as tight as possible.
HM: nahi hume nahi jeena. Ye zindagi bekar hai. Death is better than this. Now I don't have that much strength to suffer this.
KS: aap pagal hai. Aap ek jhoote insaan k liye apni jaan dene wali thi.
HM: ek insaan nai Teen . Humare mom dad b. Leave me I want to die.......

HM frees from KS grip and runs and tries to jump again. But again KS holds her waist and picks up her arms and takes to her jeep. Makes her sit on the seat and sat beside her. KS central locked the car.

HM: leave me.... I'm want die 😭.
KS: ek dum chup. Ek word b nai bolengi aap. Bas haan ya nai bolengi aap. Pehle ye boliye kaa aap ki engagement aap ki marzi se nai hui thi?
HM: yes...
KS: aap ki parents ne zabardasti to nai ki?
HM: no...
KS: ye aap kaa bol rahi... Hume kuch samhj nai aara... Aap bol rahi hai ki marzi se nahi hui par zabardasti b nai hui.
HM: mom dad ne humari haar zidd haar wish ko puri ki hai. Jo hum chahte the bas wohi hota tha. And first time they took decision and asked me about my life partner and how could I say no. They selected my life partner.
KS: kaa aap usse pyaar karti hai ?
HM: no.
KS: hume kuch kuch samhj aara hai.
HM: he is my dad's friend son.
KS: ye to achi baat hai uski saachi shaadi hone se pehle mlm lagayi. Ab aap usse engagement thod sakti hai.
HM: yes ...... But I don't want live anymore..... Ab hum aur nai jhel sakte ye sab. My mom dad was my world. For me nothing was more important than them .In front of them nothing meant more to me. After the accident hum ne badi hi muskil se khud ko strong banaya tha. Magar ab hum aur nai rahe payenge. So please let me go.......
KS: hum samhj sakte hai.
HM: why? Where is your mom dad?
KS: jab hum 15 saal k the tab hi wo b aap k mom dad k tarah chord kar chale gaye.
HM: what???
KS: haan. Hum tab se akele rehte hai.
HM: I'm sorry...
KS: it's okay. Ab iski aadat hogayi hai. Magar aap ko aadat nai hui. If you don't mind kaa hum Jan sakte hai wo accident kab hua.
HM: 2 saal pehle. By the way what's your age?
KS: kahe??
HM: aise hi..
KS: 24
HM: 9 years..... How did you manage without them.
KS: Phele hum b aap ki tarah bht mushkil hui. 2 saal tak hum aap ki tarah maarna chahte the phir ek din hum ne promise kiya ki hum apne maa baap ka roshan karenge. Police officer se achi job konsi ho sakti hai. Aur aaj aap b promise kariye ki aaj se aur abhi se aap ek new life shuru karingi aur apne mom dad ka naam roshan karengi. Jahan koi b cheez aap ko effect nai karengi except aap k khareebi.
HM: for the first time in my life I'm taking someone's advice. And your are right. From now on nothing will affect me other than my close ones. And I will make my parents proud. Thank you Miss......
KS(in sweet tone): Karshima Singh.
HM: aap ka naam bht complicated hai aur hume yaad b nai rehta. Wait for a minute.....

HM thinks for a while. KS watches her confusingly 🤔

HM: from today I will call you..... KARU . Only if you are okay?
KS: aap ko pata hai humari maa aur baba mujhe karu bula thi. Aaj phir se itne saal baad hume kis ne karu bola.
HM: mtlb aap ko acha nai laga
KS: nai nai. Hume acha laga. To theek hai phir hum b aap ko HASU bolenge. If don't have a problem.
HM: humare mom dad b hume hasu bolte the. Pure 2 saal baad someone else said me this. You can call me that I don't have problem. Only on one condition.
KS: haan haan to aap to business woman hai. Bina apni shart k baat complete nai hoti. Kaa hai aap ki shart?
HM: aap sab k samne nai bolengi. Jab hum aise akele me milenge tab hi. Otherwise my image.....
KS: churan hojaigi.
HM: meaning?
KS: kharab ho jayegi .
HM: oho ok.
KS: lekin same shart aap k liye b.
HM: yeah aap ki bhi to image hai.
KS: bhi se kaa mtlb hai aap ka.
HM: yahi ki you also have an image of a police officer.
KS: hmmm.... To dost?....
HM: why not.... Friends

KS forwards her hand. Both did handshake 🤝







Here is another update.... Hope you enjoyed it.









Don't forget to vote and comment if you liked 😉❤️⭐

HEART CONNECTIONS Where stories live. Discover now