BLAME 😣

1.8K 169 19
                                    

PJ: ye ram ji ko kya hua
KS: jane dijiye PJ. Santu jldi hasu ki location trace karo.
SS: yes MS.
KS: cheeta tum humare saath chalo. Aur PJ aap thana sambhaliye.
PJ: hum Sambhal lenge aap haseena ko dhundiye

SS traces HM location and informs KS about it. KS reaches that places and sees HM car. KS and CC checks the car and finds only HM phone 📱.

CC: MS kya kare ab? Yaha to sirf HD ka phone hai.
KS: tum ne ek baat notice ki cheete?
CC: kya?
KS: ye car bikul hasu k office aur humare thana k beech me hai. Taki kis ko kuch pata na chale. Pata nahi kis ne kiya hai. Maiya Kasam hasu ko ek kharoch bhi aayi chordinge nahi hum usko. Ek baar humare haath to lage.......
CC: par ab kya kare?

Something clicked in KS mind. KS and CC immediately went back to thana.

KS (shouting): santu......

SS comes from cyber room with PJ.

PJ: kya hua haseena ka kuch pata laga?
SS: haan kahan hai HD? Wo theek to hai. HD.....
KS: santu..santu... Hasu nahi mili. Bas unka phone aur car mili hai raste k side par. Lagta hai unhe kis ne kidnap kar liya hai.
Everyone: kyaa!!???
KS: haan.... Cheete RK ko abhi thana bulao.
CC: ji MS.
KS: aur santu tum abhi pata lagao ki Arhaan kahan hai aur uski trace karo.
SS: bas 5 min dijiye.

SS and CC went to work that KS gave them. KS sat on the chair, holding her head. PJ kept her hand on KS shoulder.

PJ: kuch nahi hoga.
KS: hasu humare liye bht special agar unhe kuch hogaya to......
PJ: kuch nahi hoga. Hum sab unhe dhund laenge.
KS: par kis ne kiya hoga. Hume to kuch samhj nahi aara.
SS: MS Arhaan ki location trace hoagyi hai. Wo abhi ussi k ghar par hai.
KS: pakka santu?
SS: haan madam.
KS(very tensed): phir koun.....
SS(on verge to cry):agar HD ko kuch......

KS and PJ consoles SS. CC also comes. 

KS: unhe kuch nahi hoga. Santu aise to ho sakta hai na ki usne jan bhuj kar apna phone ghar chorda hai taki uss par shak na ho.
RK: uski utni himmat nahi hai ki wo haseena ko kidnap kare.

KS immediately went to RK

KS: to phir ye kis ne kiya hai aap hi boliye. Kis ki itni himmat hui humare hasu ko kidnap kare.
RK: pata nahi haseena ki puri security kaam lag gayi hai. Bas kuch der pata lag jayega.
KS: hum aise haath pe haath rakh kar nahi baith sakte. Hum jaa rahe hai humari haseena ko dhundne.
PJ: par MS kaha jayengi aap.
KS: kahi b jayenge. Magar unhe wapas lakar rehenge. Unke bina hum iss thana me kadam nahi rakhenge.

KS took the keys of the jeep and moves out of thana. KS was wandering on the outskirts of the city. Suddenly she notices a factory with a godown adjacent to it. KS checks the time.

KS: amma.....Raat k 10 baje koun si factory chalu hai. Check krte hai.

KS parks the jeep and went in the factory and sees some talking. KS went to them.

Man1: maal surakshit godown me rakh diya hai na?
Man2: ji haan.
KS: ohoo hello idar aao.
Man1: ji madam.
KS: itni raat tk factory khuli hai?
Man1(fumbling): haan...madam ... Wo kuch kaam tha.
KS: theek hai.

KS had doubt on them. So without let them know she went to the adjacent godown. KS slowly opens the door and sees HM. HM was tied to a chair with ropes and unconscious. HM had bruises and cuts on all the visible skin. KS runs to her, immediately opens the ropes and starts to tap on her cheeks. Tears were continuously flowing from  KS eyes. 

KS: hasu...... Hasu ..... Uthiye na. Dehkiye hum aagaye.....

But HM didn't gain consciousness. KS scooped up HM from the chair and went the her jeep. KS keeps HM on passenger seat and locks the seat belt.
KS went back to factory and godown see it empty. After that KS drives towards Mallik MANSION. In between KS tries to wake up HM but all goes in vain, she also informed everyone about it.
KS reaches Mallik MANSION. Seeing KS, the guards immediately opens the gates. KS took HM in her arms and went to her room. A team of doctor was already waiting for HM. The doctors starts to check HM while KS waiting outside the room. Everyone comes.

SS: HD....... Kahan hai ........ Wo theek to hai na.?
PJ: kya hua aur aap ko kaise pata laga?
RK: aap ko kaise pata laga. Kuch to boliye.

KS narrates them everything.

PJ:  aap unlog to pakad kyu nahi.
KS: PJ jab tak hum waha gaye wo log waha se jaa chuke the.
RK: mere liye bas haseena aagayi wohi khaafi hai.
SS: aap ko farak nahi padta ki ye kis ne kiya hai?
RK ( cold tone): nahi.

Doctors comes out.

KS: kaise hai hasu?
SS: wo theek hai hai?
RK: zyada chot nahi lagi?
CC: koi chinta ki baat to nahi hai?
PJ: aur kab hosh aayega?
Doctor: everyone please relax...... Shaant hojaiye. Wo ab theek hai, koi chinta ki baat nahi hai.

RK moves towards the doctor.

RK: unhe hosh kab aayega. Aur aap to unki medical history jante hai.
Doctor: dehkiye unhe behosh rakh kar torture kiya gaya hai. Wo peeche 5 ghanto se behosh hai. Unhe electric shocks bhi diya hai.
Everyone: kya!!??
DOC: ji. Kuch der me unhe hosh aa jayega.
RK: aap aue aap ki team yahi rehengi jab tk haseena bikul theek hojati hai.
DOC: ji.

Doctor went from there. All went the HM room. HM was lying on bed unconscious with machine and drips connected to her.

RK ( cold tone): ab aap log jaa sakte hai. Main ho unke saath.
PJ: ram ji aise kyu bol rahe. Aap jante hai km aur santu k liye haseena kya hai.
RK: haan janta ho. Par haseena ki ye halat bhi unki hi wajah se hui hai.
CC: ye aap kya bol rahe hai.

KS and SS was silently listening to there conversation looking at HM.

RK (angry but low tone): sach. Sach bol raha ho. Jab se santosh aur karshima unki zindagi me aaye hai unho ne bikul hi security par dhyaan dena band kar diya. Ye jante hue ki unke saath kabhi bhi kuch hosakta. Mujhe to lagta hai wo purani wali haseena hi theek hai. Ghamandi. Kam se kam ko khud ki security ka khayal to rakhti thi. Par ab to sirf santu aur karu, santu karu. Bas ye dono hi yaad rehte. Office se aap k thane aur thane se karshima k ghar. Jab se US se aayi hai wo Ghar hi nahi aayi hai. Aap shyd nahi jante par unke security bht bht zaroori hai. Ab aap log yaha jaiye please 🙏.

Tears were flowing from KS and SS eyes. SS kisses on HM cheeks and runs out of the room crying. KS also kisses on her forehead.

KS: RK hasu ka khayal rakhna. PJ, cheeta chalo.
RK: ji zaroor. Yehi mera kaam hai.

KS, PJ and CC leaves from there. KS and SS were blaming themselves for HM condition.

Next day at MPT
There was unusual silence in the thana. All were not in mood to work but still working forcefully.

CC (to PJ): PJ kuch pata chala HD k baare me?
PJ: nahi cheete.
CC: MS aur santu ji halat to dehkiye. Dono khud ko dosh de rahe hai.
PJ: par mujhe samhj nahi aa raha ki ram ji haseena k security ko lekar itne kyu pareshaan hojate hai. Aur haseena ko itni security kyu chahiye.
CC: kal bola tha HD ki security bht bht zaroori hai.
PJ: par kyu aur wo haseena ki medical history k baare me kuch bol rahe the. Kya hua tha haseena ko.
CC: pata nahi. Billu jo bheja hai HD ghar k bahar dehkte hai kya hota hai.

At Mallik MANSION
HM has still not gained consciousness. RK was very worried and tensed. He was in her room talking to the doctor

RK: lagta hai aap ka treatment kam nahi raha hai. Ab tk hosh nahi aaya hai.
DOC: yes it's shocking. Ab tk unhe hosh aa jana chahiya tha.
RK: kahi unke medical history ki wajah se to......
DOC: ho sakta hai. Aur do ghante wait karte hai. Agar phir bhi hosh nahi aata hai to unhe hospital shift karna hoga.
RK (stern tone): bikul bhi nahi. Jo karna hai yahi kariye. Aap ko yaha kuch kami nahi hogi. Aap bas boliye aap ko kya kya cheeze chahiye. Wo sab aap k samne hoga. Kal jo hua uske baad main 0.01% ka chance nahi le sakta.
DOC: okay okay..... You relax and take some rest. Kal raat se soye nahi aap.
RK: nahi. Main bahar ho agar kuch chahiye to mujhe ya kis servant ko boliye.
DOC: ji.

Back to MPT
All were at PJ desk discussing about a case. Just then billu comes.

PJ: kya hua billu? Kuch pata chala?
Billu: PJ bht tight security kardi hai. Ek parinda bhi paar nahi mar sakta.
CC: sach me?
Billu: haan cheete..... Gate k bahar 10 lambe chode aadmi guns k saath. Aur gate blocked. Sirf doctors hi andar jaa sakte hai. Bina RK ki permission koi andar nahi jaa sakta.
SS: sab meri wajah se hua hai.
KS: nahi santu humari wajah se hua.













How was today's part. Do tell me in the comments ☺️❤️






Don't forget to vote and comment if you liked 😉❤️❤️

HEART CONNECTIONS Where stories live. Discover now