CARE 🤗

1.5K 134 28
                                    

HM went to office but she was unable to concentrate on work, the same questions and confusion was going on in her mind. RK comes in her cabin.

RK: haseena.....

HM: ji boliye.

RK: track ka staff member ka call aaya tha. Unho bola ki aap lagataar 6 ghanto tk.....

HM interrupts
HM: haan.

RK: gaadi halat dehki hai main ne car ki. Aap itna pareshaan mat ho. Kuch der aaram kar lijiye.

HM: to phir kya kare? Hume kuch samhj nahi aa raha hai. Can't marry karu because of the past but at same time can't see them specially Karu sad. Kabhi kabhi to lagta hai sab chord kar kahi chale gaye. All problems will come to an end. Now karu is there to handle everything.

RK: haseena ye aap kaise baate kar rahi ho. Aap ye sab se bhaag nahi sakti. Ek baar bhi karishma aur Pihu k baare me soucha hai. Aaj aap ki chot dehk kar karishma k aakhon me aasu aa gaye aur aap sab chord kar jane ki k baat kar rahi. Aise akele chord kar.

HM: then what to do RK..... The past is not letting me to take step in my relationship and because of my past I'm destroying karu's future which I don't want. Until I take my decision please handle everything because I can't.

HM went to the terrace of the office. It was lunch time and the some employees were smoking. As soon she came they threw it and stood there silently. HM was pacing to and fro with frustration at its peak. HM took out her coat threw in anger. The employees were scared seeing like this. One employee gathers courage and speaks.

EM: ma'am you looking tensed.

HM: yes I'm.

EM: ye zaroor aap ki personal life k baare me hoga. Because you are expert in taking business decisions.

EM 2: MM ye lijiye. We know you don't smoke but Isse aap ki problem to solve nahi hogi par you will feel a bit relaxed.
Offering HM cigarette.

HM immediately took , lit it and start smoking. The employees left her alone. HM took the support of wall , stood there closing her eyes and smoking and thinking. After sometime she throw the half cigarette and tried calling KS. But KS didn't pick up the calls so HM went to MPT. She directly went in KS cabin and closed all doors and windows.

KS: ye kar rahi aap? Ye thana hai aap ka office nahi.

HM: I don't care. Why aren't you picking up my calls?
In anger

KS: hum ko baat nahi karni.

HM: kyu?

KS: kyuki hum pagalo se baat nahi karte.

HM: what do mean?

KS: yahi ki aap pagal. Puri duniya ka dhyan rakh sakti sivaye aapna

HM: dehkiye ye humari life hai. Hume jo karna hum karenge. Aap itna stress mat lijiye. Hum khud ka khayal rakhna jante hai. Aur ye bhi koi baat hui naraz hone k liye.
In a calm tone

KS held collar of HM shirt and pulled her close.
KS: ye sirf aap ki zindagi nahi hai. Uske saath humari aur Pihu ki zindagi judi hai. Khud ka dhyan rakhti to iss samay hum aise nahi ladte. Aur ek minute hum ko bht bolti hai ki khud ka dhyan rakhna chahiye aur khud humara dhyan rahkti hai. Aur jab same baat aur cheez kar rahe to aap ko problem hai.

HM: that's different.

KS: nahi. Sab same hai. Hum ko sab pata hai kal raat kaa hua tha.

HM gets shocked thinking that she about the conversation between her and RK

HEART CONNECTIONS Where stories live. Discover now