chapter 8

2.7K 134 10
                                    

Suman was slightly fumbling.

Maa : toh Shiva ne kuch dekha hoga tabhi aaisa kaha.

Both raavi and rishita were shocked. They knew that suman loved her son to the moon and back but to this extent was too much.

Shiva : maa aaisa kuch nhi hai.
Aur uss din jo kuch bhi hua usme meri galti bhi thi.

Raavi had enough of whatever was going. Now, she couldn't control her tears and hence she started crying.

Shiva felt his heart pierced.

Disha : (mind) ye raavi ko sabh ghar wale support karte hai.
Kuch aaisa karna hoga jisse raavi se sabh nafrat karne lage.

Shiva : maa bas ho gaya tu kyu usko sunati rehti hai.

Maa : aee Shiva tujhe nhi pata ye raavi kaach hai aur tu heera isliye tumhari Jodi nhi banti.
Disha hai n vo aur tu ek dum vo kya kehte hai made for each other lagte ho.

Raavi went to her room. And she was constantly crying.

Shiva went behind raavi and saw her sitting on the ground sobbing.

Shiva : raavi....

Raavi : chale jaa Shiva. Mera dimag bohot garam hai phir humara jhagada ho jayega.

Shiva knew her pain but did not do anything because he knew she was angry now so he decided to talk about it later.

Raavi stopped crying as she heard dhara's voice.

Dhara : kya hua raavi tu ro rahi thi kya.
Teri aaken kyu itni suji hui hai.

Raavi thought not of telling anything to dhara because doctor adviced her not to take stress.

Raavi : kuch nhi di.

Maa was on the other hand thinking..

Maa : disha mai kya bol rahi thi ki aaj se tu yahi rehna shuru kar de.
Tujhe sabh ke baare me aur khas Shiva ke baare me jaanne mil jayega.

Disha was more than happy that she was going to stay with them.

Krish heard everything.

Krish : ye yaha kyu rahegi.

Disha : kya krish mei tumhari hone wali bhabhi hu..

Krish : ho hi nhi sakhta meri sirf aur sirf teen hi bhabhiya hai dhara bhabhi, rishita bhabhi, aur one and only meri parter in crime raavi bhabhi.

Disha: aaya bada raavi bhabhi ka chamcha.

Krish : kya bola kya bola.

Disha : kuch nhi .....

At night when everyone sat for dinner.
Raavi started serving food for everyone.

Suddenly her phone rang. It was her friend ruhi calling her.

Ruhi : raavi hii.....vo mai puch rahi thi ki tere notes complete hai kya.

Raavi : nhi baki hai yrrr.

Ruhi : next week se exams hai aur notes bhi nhi hai complete tere.
Tu toh kabhi aaisi nhi thi, dhyaan de raavi.

Raavi : ha yrr kal hi saare notes complete kar lugi.
Thanks yaad dilane ke liye.

Ruhi : bye.

Raavi : byee.

Raavi was thinking about her studies.

Maa : aee raavi , dhyaan kaha hai tera ye krish ko roti toh di hi nhi.

Raavi  : aree ha sorry krish.... yaar hi nhi raha.

Krish : its ok bhabhi....go jata hai.

Gombi : aee krish tere exams aane wale the n mid term wale.

Krish : ha gombi next week se semester wale tests chalu hoge.

Dev : phir toh tujhe padhai me dhyaan dena chahiye aur dukaan aana band.
Aur bhi dusre time pass kam kar de.

Gombi : aree raavi tere bhi toh exams hoge n.

Raavi : ha gombi...

Rishita : aree yarrr raavi mere office me abhi boss ne overtime karne bola hai isliye mai toh ghar ke kaamo me help nhi kar paugi.
Par tum chinta mat karo jitna mujhse ho payega utna mai karugi.
Ya phir hum maid laga lege.

Maa : aee patrani bai ki kya jaroorat hai  raavi hai n.
Phele ghar ke kaam kar legi phir padhai kar legi vaise bhi aache number laake konse teer marne hai.

Raavi felt sad that maa considered her equal to maid.
But she made her mind that she won't spend much time on daily chaos going at home and in her personal life as of now because she wanted to score good in exams so that she could get a new replacement.

Shiva also felt bad but did not find it good time for all these.

Everyone ate their dinner and retarded to their respective room.

Raavi did not have dinner because she knew she would fall asleep earlier if she eats.

She went to kitchen and started arranging the dishes.

Dhara and rishita were sitting and helping her respectively.

Disha entered the kitchen and saw both girls working.

Disha : vo mai maa ke liye pani lene aayi thi.

Raavi : maa...

Disha : ofcourse maa afterall ye mera hone wala sasural hai.

Rishita and dhara made faces.

Dhara : waise disha mai soch rahi thi ki raavi ki exams hai aur rishita ke extra hours toh kal se tum aur mai saara kaam karege.

Rishita: ha ye acha hai....

Raavi : kya acha hai dhara di aap koi kaam nhi karoge....

Rishita: ha raavi sahi keh rahi hai.

Dhara:( innocently) toh saara kaam disha sambhal legi.

Rishita : kyu dishuuuuu....

Disha: mai.....aree mai kaise...

Raavi : (savagely) afterall ye tumhara hone wala sasural hai....

Disha left kitchen feeling annoyed.

Rishita : kya baat hai savage raavi..

Rishita and dhara give high five to each other and all three giggled together.

Raavi entered her room after all her work and freshend up .

She was looking in the cupboard for her books and when she turned she saw Shiva standing very close to her.

Raavi : ahhhhhh dara hi diya tune bhootnath.

Shiva : vo....vo...mai...so...sorry.

Raavi : kis baat ke liye...

Shiva : vo maa ne bahar tujhe aaisa bola.

Raavi felt nice that Shiva noticed that she felt bad.

Raavi : ghar walo ke kaam karne me kaisi sharam.
Tu soja.

Shiva : tu nhi so rahi.

Raavi : mujhe abhi notes complete karne hai next week se exams hai n isliye.
Good night.

She went on jhula and stater completing her notes. Everyone slept peacefully except Shiva.

Raavi made coffee for herself and got back to her work. She completed her work till 3 in morning and then she slept.

Shiva was keeping a watch on her as he was slightly tensed.

After she slept Shiva also slept peacefully.


Thank you for showing lots of love.
Also people who remembered and asked for update thank you guys.

Comment your suggestions.

I love you all.
-PB.

Moments Defining Us....Where stories live. Discover now