Ch2 ~Rain of Anger~

2.8K 155 66
                                    

Person : Karan tumhein pata hai.. Mujhe na yeh baarish ka mausam bohut pasand hai.. Thandi thandi hawayein.. Ek alag sa sukoon mehsoos hota hai.. Pehli baarish ki wo boondein jab hamare upar girti hain.. Aisa lagta hai jaise is se zyaada wonderful to kuchh ho hi nahi sakta... Tumhein baarish pasand hai?

Karan: Baarish.. Arre baarish..

Person 2: Baarish ke baare me to isse mat hi puchho

Someone interrupted from behind before Karan could say further.

Person 1: Achha aisa hai kya Monu.. Kya Karan ko baarish itni pasand hai ki us se puchhna mana hai😂

Monu: Arre arre Kavya ji.. Aapko hui hai ek bohut badi galatfemi..

(so this is a convo between Karan,Monami and Kavya)

Mo: Karan aur baarish matlab billi aur paani.. Jaise billi paani se dur bhaagti..waise hi karan baarish se dur bhaagta😂😂

Kavya: (laughing) so karan = billi?😂😂

Kavya and monami burst out laughing and giving high five to each other

Karan: Oh hello madams... Me billi nahi SHER hoon 😌

Kavya and monami : SHER BHI EK TARAH SE BILLI HI HAI😂😂

And they ran away from Karan leaving him smiling at his girls' antics😂
......................................................................

Karan: (in mind) Kaash wo din wapas aapaate.. Kaash tum wapas aajati... Kaash hum sab kuchh wapas shuru kar paate.. Aaji bhi yeh baarish ka mausam unhi lamho ki yaad dilata jab tum mere saath thi... Kyun Kavya.. Kyun.. Sabki galti ki saza hume kyun mili...

Suddenly a truck came from the other side. Karan was busy in his thoughts. He didn't notice it and was still driving the jeep.

He heard people shouting, "KKKAAAARRRAAANNN"

That immediately broke his trance and he handled the steering on time preventing any accidents.

Param : (scolding with care) Chhote..chhote tu theek hai.. Dhyaan kahan rehta tera...

Karan : Hmmm.. Sorry dhyaan nahi tha..

Param somewhat understood the matter.
Param: "Gaadi rok". Karan looked at him and stopped the jeep. "Faizi"

Faizi: Ji bhaiya..

Param : Gaadi tu chala. Mujhe Karan se baat karni hai. Drive karte karte baat nahi karsakta.

Karan: Lekin mujhe koi baat nahi karni. Faizi tu wahi betha re.

Param: (more loudly) SPECIAL AGENT KARAN SHERGIL, ITS AN ORDER.

Karan: 😑YES SIR.

Faizi and Karan exchanged their seats and they continued driving to Shergil's house.

Param: Kisi ek insaan ke jaane se life ruk nahi jaati Karan. Tu uss ek insaan ke liye sabke saath galat karraha... Tujh.. (he couldnt complete his sentence as Karan spoke in between)

Karan: Sorry SIR. Par I guess aap Spl Agent Karan Shergil, yani apne junior se baat karna chahte the. So i would respectfully suggest you to stay out of my personal matters.

Param: KARAN!😡 Bhul mat tu mera bhai hai. Jis wajah se tu hum sabse aise baat karraha, wo wajah hi exist nahi karti. Aur tu uss ladki ke liye apne family se naaraz hoke betha hai..

Karan: (with anger) HAN HOON! HOON ME NAARAZ.. AUR USS LADKI NAHI.. KAVYA NAAM HAI USKA.😡😭

Tears started flowing from his eyes as if pouring out all his pain through his eyes. But he controlled it and again kept a stern face.

Tied With Threads Of Luck {UNDER EDITING}जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें