Ch34~Karan shares his insecurities

1.7K 162 74
                                    

Happy birthday Anuchhhhaaaa _Anusha_69 ❤❤ yeh le.. Tere naam yeh chapter ❤

Guys please hamari kachhui ko wish kardo❤

•••••••

Though the room door was open, Monami preferred knocking twice on the door.. Karan didn't respond. Monami went inside the room and found Karan, looking out of the window, lost in deep thoughts..

Monami went to him and put her hand on his shoulder, thus breaking his trance..

K: (in low voice) Monami.. Tum?  Tumhara khaana to khatam bhi nahi hua tha.. Kya karrahi ho idhar.. Jaao lunch finish karo.. Tabiyat kharab hojaayegi warna..

He finished his sentences in one breathe.. Monami didn't say anything.. She just shooked her head seeing his antics.. She held his hand and made him sit on the bed.  Karan looked at her confusingly.  She then sat on the floor in front of him, his hands still held by her...

K: Monami.. Tum neeche kyun bethi ho.. Chalo upar aao..

Mo: Me yahi theek hoon.. Tum batao.. Kaunsi baat hai jo tumhein pareshan karrahi..

K: me.. Mu.. Mujhe kya paresha..shani.. Koi.. Koi.. Pareshani nahi... Hai...

Monami didn't say anything.. Just looked at him keenly.. Karan sighed and took deep breathe  and continued..

K: Achha fine.. Pehle upar betho.. Phir bataunga..

Monami smiled and sat beside him.

Mo: Ab batao.. Mere bestfriend ko aakhir kaunsi baat khatakne lagi..

K: (in mind)  Should i tell her?  Pata nahi.. Kaise bataun monami.. Ki kuchh samajh hi nahi aarahaa.. Kuchh to feeling hai.. Par samajh nahi aaraha..

Mo: karan.. Karan!

K: Huh.. Han..

Mo: Kahan kho gaye.. Batao na..

K: DO I KNOW YOU MONAMI?

Mo: Karan.. Yeh kya puchhrahe ho.. Ofc you know me.. Me tumhari best friend hoon right?  bachpan se jaante ho tum mujhe.. Ofc you know me! Tum to aise puchhrahe ho jaise mujhe hi bhul gaye ho..

K: Bhul hi to gaya hoon Monu..

Monami understood what was bothering Karan.

Mo: Karan.. Speak..  Kya baat hai..

K: Monami.. (he held her hand more tightly) I know me tumhein bachpan se jaanta hoon.. I understand you the same way jaise tum mujhe samajhti ho..  Par monami.. Yeh bhi to ek fact hai na.. Ki mujhe 3 saal ka kuchh bhi yaad nahi.. 3 years is a long time na!  Kitna kuchh badal jaata hai... See.. Jaise aaj mujhe maalum nhi tha ki tumhari khaane ki pasand badal gyi hai.. Waise hi bohut kuchh hoga na.. Jo mujhe nahi maalum hoga..

Monami was keenly listening to his insecurities.. She knew one day Karan would question about this...

K: monami....i.. I am confused.. Mujhe khud samajh nahi aaraha ki yeh ho kya raha hai.. Uss din baby ke liye jab me wo pink frock laaya tha.. Tab usne kaha tha usse to bohut saalon se blue frocks zyaada pasand hai.. Bhabhi... Bhabhi ka NGO itna bada bangaya hai.. Mujhe wo bhi nahi maalum tha.. Bhaiya aur Faizi jab baat karte hain.. Kabhi kabhi kuchh samajh nhi aata..  Aisa lagta hai.. Jaise... Jaise i...i am excluded...in everything...

Karan voice broke.. Monami hugged him tightly and whispered sweet nothings in his ears... She was rubbing his back to calm him down..

Mo: Shhh.. Bas.. Ab chup hojaao.. Isme rone jaisi kya baat hai.. Hmm..

Tied With Threads Of Luck {UNDER EDITING}जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें