Promotion and the new adventures

146 16 18
                                    

"Yha kya kar rhe ho tumlog?" Shouted someone. Aadyshri, Sriansh and Pahal looked towards the direction from where the voice came and they all got shocked to see Guru Kashyap over there. Sriansh and Pahal gulped due to fear. Guru Kashyap approached towards them and while looking towards Aadyshri he said sternly "Aapko yha kon le aya ?". Aadyshri shook her head and replied "Koi nhi. Mai yha khud aayi hu". Kashyap while gawking towards Sriansh said "Acha? Ap yha khud aayi h?" And then again looking towards her he added "Ap ghr jayie. Mai apse whi milta hu". "Par...." Aadyshri started when Kashyap shouted loudly "Maine kuch kha na apse? Ghr jaiye". She nodded sadly and left but not before glancing towards Sriansh one last time.

Kashyap crossed his hands on his chest and gazed both Sriansh and Pahal sternly. They were looking at him nervously. "Kuch khna nhi chahoge tum dono?" He asked sternly. "Hm..hme maaf kar dijiye. Hm bina aapse puche Aadyshri ko yha le aaye" apologized Pahal. "Phli baat wo tumhare liye Rajkumari Aadyshri ji hai. Aur dusri baat ye hai ki tum dono ne galtiya krne ke alawa kuch bhi nhi kiya hai" yelled Kashyap and he added further sarcastically by gazing Sriansh"Kyu hai na Aadyshri ke Pati Sriansh ji?". Both of them looked towards him with shocked expression.
"Ese mt dekho. Mujhe sb pta hai. Wo shisya ke alawa beti bhi hai meri. To wo kb kese logo ke sath rhti hai, mujhe pta lgana pdta h. Mene aaj subh hi tum dono ko rajmahal me ghuste huye dekh lia tha. Bs mauke ke talash me tha ki kb tum dono mujhe kisi sunsan jgh pe akele me milo" informed Kashyap. They were standing there with their heads bowing in front of him. "Phli baat mujhe tum dono bilkul bhi pasand nhi ho, dusri baat mujhe tum dono pr ratti bhr bhi bhrosha nhi hai khaskr Aadyshri ke mamle to bilkul bhi nhi lekin in sb ke bawjud bhi mujhe tum dono se ek madad chahiye. Bolo kroge?" Asked Kashyap. "Ap jo bhi bolenge hm apki madad krne ki puri kosis krenge" replied Sriansh.

"Mai chahta hu ki tum dono Aadyshri ke Angrakchak (bodyguards) bno, sirf 5 dino ke liye" Exclaimed Kashyap. Sriansh's and Pahal's eyes widened after listening this. Kashyap was willing to give them a chance? Is he trust them? But their trances of thoughts ended when Kashyap said "Soch rhe ho na ki mai ye kaam tum dono ko kyu de rha hu? Mai tum dono pr bhrosha nhi krta hu lekin Aadyshri ke khne pr ek aakhiri mauka dena chahta hu. Gunah kia tha tum dono ne pehle pr socha to lga ki hmne bhi ek glti to ki hi thi. Tum dono pr bebuniyad ilzam lga kr. Isliye mai chahta hu ki tum dono Aadyshri ke aangrakchak bn ke kl uske sath Aadampura jao. Kyuki mai nhi rhunga uske sath aur kisi aur ko uske raz ke bare me pta nhi hai siway tum dono ke. Aur sath hi Sriansh tum Talwarbazi aur chalaki me tez ho to Aadyshri ki raksha kr skte ho" he explained.
"Ji thik h. Hm tyyar h iske liye" replied Sriansh. "Kis raz ki baat ho rhi h?" Asked Pahal, confused. "Samjha do apne dost ko aur chlo mere sath Raj mahal tum dono" ordered Kashyap while gazing towards Sriansh and he moved ahead towards his horse. Sriansh nodded and thought "Jb tk Aadyshri nhi bolti mai tb tk ye bat kisi se nhi bat skta ki whi Vashisht dew hai. Mene wada kia tha us se. Maf krna Pahal". "Bta na kis raz ki baat kr rhe the wo?" Asked Pahal, curiously. "Mai tumhe bad me smjha dunga. Abhi chlte hai rajmahal" and they both followed Kashyap.

In the way towards Mansion, Kashyap thought "Bhle hi maine tum dono ko Aadyshri ka Angrakchak bna diya h. Lekin mai apna ek bhrosemand sathi tum log ke piche lga dunga jo mujhe tum dono ki pal pal ki khabr mujhe deta rhega. Ho skta h ki tum dono Aadyshri ko nuksan phichao aur ye mai hone nhi dunga. Aadyshri ke khne pe mai tumhe bs aakhiri mauka de rha hu. Tumhe kya lgta h Sriansh, ki mai Sundarpur me tumhe dhundh nhi paya? Galat. Mai us din ndi ke kinare gusse me phucha zarur tha lekin maine jo dekha usne mera gussa shant kr diya. Meri beti, meri shisya Aadyshri apne jiwan me phli baar itna khul kr hs rhi thi,khel rhi thi,baccho ke jese khilkhila kr masti kr rhi thi. Phli bar. Aur wo bhi tumhari wajah se,tumhare sath. Mai use khush dekh kr bhut khush hua ki meri bacchi Rani saheba ke jane ke bad phli baar itna khush huyi lekin dusri or gussa bhi tha ki wo tumhari wajah se khush thi. Aur aaj bagiche me bhi wo kitna khush thi. Lekin mujhe tum pr wiswas nhi isliye us bholi bacchi ko tumhare hath akele nhi chodne wala. Tum pr wiswas krne ke liye mujhe sabut chahiye honge".

PARITYAG : The story of AadyanshWhere stories live. Discover now