Ch29 ~ A new beginning?

2K 166 113
                                    

Standing by the window, she was looking at the twinkling stars.. As if conveying a thousand words to them... Cool breeze touched her face. Her face which once adorned a smile had lost its glow today... Eyes brimmed with tears which were ready to fall... A strong wind stroked her hair and she closed her eyes to feel the calm and peace.. But taking advantage of the moment, the traitor tear drops escaped from her eyes..

Voice: Kabtak sochogi uss din ke baare me Rani Sahiba! Waise hi dimaag ki kami hai tumhare paas.. Itna mat socho..

Her trance was broken by the voice of her lifeline... Her bestfriend, her husband... Her love❤Her Khadoos Shergil...

She wiped her tears and looked at him..

Mo: hello!! tumhein kisne kaha me kuchh sochrahi hoon.. Me to inn taaron se baatein karrahi hoon..

K: Hmm.. Taaron se baatein.. Dekho kahin koi tumhari baatein sun ke pak to nahi gaya na? Kya pata bore hoke mar hi gaya ho.. Dekho zara. Tut ta taara dikhraha hai kya..

Mo: Kya bakwaas karrahe ho karan..

K: Achha ji.. Madam.. Aap apne hi bestfriend se jhoot bole to chalega.. Aur hum thoda sa bakwaas bhi na kare.. Yeh to anyaay hai Ms. MAHAJAN..

MS. MAHAJAN. The one identity she has been carrying since the past two months... Only she knows how much she is dying to hear MRS.SHERGIL from Karan's mouth..

Mo: Ooh.. Dramebaaz Agent...  Mene kya jhoot bola.. Kuchh bhi.. Huh..

K: Rani sahiba.. Sirf 3 saal ki memory gayi hai meri.. 3 janam ke baad nahi lauta hoon.. Ki apni nakchadi bff ki silence naa padhpaaun..

He went to her and hugged her with one arm.. His other arm had plaster on it..

K: Monami.. Tum itna tension kyun lerahi ho..  You know me commando hoon.. Aise chot to lagti rehti hai.. Aur.. Me atleast zinda to hoon na.. Kaunsa mar..

Before he could say further, Monami kept her palm on his mouth..

Mo: Mun kholo to achha bolo.. Lekin yeh marne warne ki baat karni ho na to chup hi raho.. Waise bhi bohut bak bak karrahe ho..

K: mssgquwodbxb

Mo: kya?

Karan signed her to put her palm down.. Monami realised it and did so..

K: Do baatein Ms. Monami Mahajan,
      Pehli, waise to meri yaadash jaane ke wajah se mujhe itna yaad nahi.. Par i really didn't think tum yeh typical indian girl banjaaogi.... Wo serials me hote haina rotlu bahuyein... Bilkul waisi banrahi ho.. Oof monu... Kya hoga tumhara😩😩 (in a over dramatic tone)

Mo: Hawww.. Special agent karan shergil... Tum na.. Sudhar jaao...warna mujhe tumhara dusra haath todne me zyaada time nahi lagega.. 😤

K: Hehe.. Achha sorry..

Mo: Dusri baat😒

K: Dusri baat yeh ki me abse marne ki baat nahi karunga meri maa.. Ab chalke kuchh khaalein.. Please.. Bhabhi ne specially mere liye biriyani banayi hai.. Aaj finally 2 mahine baad me kuchh achha khaa paaunga

Mo: AHEM. Sirf aaj milraha hai.. Samjhe? Par kal diet follow karni padegi.. Jabtak puri tarah theek nahi hojaate. ..

K: jo hukum rani sahiba.. Ab please iss bhooke ko Biriyani ka lupht uthane dengi?  Ya yahi khadi rehkar sochti rahenge meri iss haalat ke baare me..

Mo: Ooofff karan.. Koi itna nautanki kaise karsakta hai.. Chalo ab..

K: Yesss.. Bhaago dining table tak.. And meri baat maano... Bhul jaao uss baat ko.. Think this as a new beginning 😉

Tied With Threads Of Luck {UNDER EDITING}जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें